kia new member ko lot size kitna rakhna chayye???
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    kia new member ko lot size kitna rakhna chayye???
    assalamu alaikum
    mera ajka sawal ye hai k new traderz ko lot size kitna rakhnaa cahhye??? kis trah wo loss sy bach jaigaa.aur kis trah usy profit ayga??
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: kia new member ko lot size kitna rakhna chayye???

    boht say membr is forum main kam karty hain so hamain is k bary main planing karni ho gi aur hamain lot of sizw ko km rakhna ho ga aur hamain is k bary main practice karni ho gi ta k earn karien gay aur hamain is k rles ko follow karien gay ta k eanr karny k kabl ho sakty hain ta k earn karny k kabi lho sakty hain ta k loss kmho sakty hain ta k eanr ho
    • #3 Collapse

      Re: kia new member ko lot size kitna rakhna chayye???

      Dear pyary forexer trading mein ager koi new member h or usny haal hi Mai Forex ki join Kia hai to ap minimum lot size 0.1 Ka istemaal karey or pehly market ki live samjhy choti choti trades laga Ker or jesy jesy apka balance Acha Hota jyga way way apka lot size bharta rahyga jis say ap apna profit ko step by step increase Kar sakeingy. Profit apko trading ki volumes Yani lot ke mutabiq hi hoga. For example ager apny EUR/USD ko buy Kiya hai1.735 per or lot size hai 0.1 to for example 1.730 ke point per apki trade gye to apko 5 cent tk Ka profit ajayega. Ager esi ki lot 0.5 ho to apka profit esi same point per 25 cents hoga. Esi Tarah increase Hoga.
      Lekin ap apny account ke hissab SE lit lagye dear mny sirf example de Hy samjhany ke liye.
      Shukria.
      "Ham Kabhi nhi hartay ya ham jeet tay hai ya seekhty hai".
      • #4 Collapse

        Re: kia new member ko lot size kitna rakhna chayye???

        walekum assalam new member ko chahie ke vah apna lot size kam se kam rakhenge kya karva large lot size ke sath Forex trading mein kam karenge to kyunki unke pass proper market information nahin hoti unko marketing Gale se uske bare mein nahin pata hota hai unko candlesticks Patra uski samajh nahin hoti aur Agarwal lot lot size ke sath trade karenge to nuksan hone ki Surat mein unka account wash bhi ho sakta hai isiliye new members ko chahie ke lot size hamesha saman rakhe Taki vah safely trading kar sake aur acche se accha profit Kama sake
        • #5 Collapse

          Re: kia new member ko lot size kitna rakhna chayye???

          new member ko chahiye k ager koie gold ja silver ja cl jaisa pair hai to is per lot size 0.1 hona chahiye aur ager koie gbpusd ja EUR jaisa pair ho to is per 0.4 ja 0. 5 ja phir apney account balance k mutabik hona chahiye ta k is se is ka account save ho saky is leay ham ko chahiye k new member ko kam lot size ki advise dain.
          • #6 Collapse

            Re: kia new member ko lot size kitna rakhna chayye???

            Ji aap ka sala new member ko lot size Kitna Rakhna chahie Dekhen new number aapse Kabhi Bhi poochh Agar Nahin pahle number per number do usko jitne account se kam ko start karna hai apne account ko pahle vah Banaye Jaise ke 500 dollar 1000 Dala 5000 Dala 10000 Dala Is Tarah Se Uske bad Usi ke mutabik you have money management Ka Plan Banaya Hai Usi hisab se vah apni lot size ko set kar sakta hai 5000 wale per aap 0-5 ki bhi Laga sakte ho 0 oggi aur 200 wale per aap 0.01 ki do Laga Lo 3 Laga Lo isase Jyada Nahin lagao
            • #7 Collapse

              Re: kia new member ko lot size kitna rakhna chayye???

              Assalamu alaikum brother new members ko lot size micro rakhna chahie yani 0.01 se trading start karni chahie. kyon ke new members ka experience kam hota hai aur Market fast move jab karti hai to new members aksar pareshan hokar trade ko loss mein close kar dete Hain jiski vajah se apna feat nahin Le baten aur Lot science zyada hone ki vajah se unka loss zyada hota hai. Isliye main new members ko yahi advice karunga k vo lot size 0.01 rakh kar trade open Kiya Karen.
              • #8 Collapse

                Re: kia new member ko lot size kitna rakhna chayye???

                Assalamoalaikum Abhi mainay live trade ki nahi is liye ye javb nahi desakti k kitni rakhni chahye Lot size, albatta ap ko ye mashwara de sakti hoon k jo seniors hain traders hain kafi sal sy trading kar rahy hain un say ye sawal zarur karain wo ap ko jo tips and tricks daingay wo important ha, tradingko samjhain phlay achi trah, then practice, phir live trade per jayen.
                Last edited by ; 29-10-2020, 12:20 AM.
                • #9 Collapse

                  Re: kia new member ko lot size kitna rakhna chayye???

                  new members ko tu lot size 0.01 he rakhna chhaye esmai ao asani se balance ko manage kar saky gay aur esmai easy se kamae gy small profit is good but loss is not acceptable so keep trading and save from losses agar new trader lot size zeyda kare ga tu es mai wo loss khae ga sakoon se ahta trading kare sekh kar pher lot ko zeyda kare
                  • #10 Collapse

                    Re: kia new member ko lot size kitna rakhna chayye???

                    new ember ko sab se phele chahie ke apne seniour se rabte kre un se guide line le ke kaam kase kerna hai pher kaam ko start kre is se in ko bhot help mil jati hai or loos nai hota loss ho jana bari bt nai hai lkn loss se bacna chahie loss ko ecover kerna bhot mushkl ho ta hain apne seniour ke btai nge tarika per amal kerna chahie ta ke loss se bach gay saniour ke pas experience ziyada hota hai is liye hame axchi help mil jati hai or profit ziyada ho sakta hai or loss se bach gay ge
                    • #11 Collapse

                      Re: kia new member ko lot size kitna rakhna chayye???

                      New trader ko 0.01 ki lot size hi rakhni chahiyea ya lot size best ha is sa loss bhi Kam hota ha or profit bhi acha mil jata ha ziyada lot size k chakkar main insan apna account wash kar bethta ha or phir afsoos karta ha
                      • #12 Collapse

                        Re: kia new member ko lot size kitna rakhna chayye???

                        g new members ko yy sb kaam soch samajh kr hi karna ho ga ku kh aik to unki practice achi nhi hoti ar phr unka itna experience bb nhi hota kh wo apbni skills ko bhytr sy bhytr bana kar kaam kar sakkyn ar aik achy traders bb bn sakyn to hmyn unko ziyada sy ziyada guide karna ho ga ar unki skills ko bb bhytr sy bhytr bana kr aik acha traders bb bnana ho ga taakh wo bb is stage par aik din aa jyn ar apni skills ko bbbhytr sy bhytr bana kar aik achy traders bn jyn
                        • #13 Collapse

                          Re: kia new member ko lot size kitna rakhna chayye???

                          gee han dear agar hum forex main lot size ko manage kar kay he hum is main kam karin gy to he hum is main kamyab hon gy forex main roles ko follow karin guy to he hum is main kamyab hon gy forex main acha kam karain gy to he hum is main kmayab hn gy forex aik best online business hai hamin forex main mahnat sy he hum is main kam karin gy to he hum is main kamyab hon gy
                          • #14 Collapse

                            Re: kia new member ko lot size kitna rakhna chayye???

                            Walaikum salam dear Forex memories Eid karta hun aap sab khairiyat se honge jime new members ko chahie kya hua small lot size ki training Karen kyunki usse jyada aur nuksan bhi nahin hota aur count was hone ka khatra bhi nahin hota isliye unko jyadatar sambhal lal Sahab per kam karna chahie jab unko ko trading se related knowledge or experience ho jaaye to Uske bad vah apni Marji call lot size laga sakte hain koshish Kiya karen new members jab bhi e market open ho ho pahle market ko acchi Tarah analyse Karen Uske bad small size ki lot lagakar trading Karen aur achcha prapt Karen.
                            Ap Ka aik thanks bohat zrori ha
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: kia new member ko lot size kitna rakhna chayye???

                              New member Cohen 0.01 wale Hamesha trade Lagani chahie isase Upar Agar and new member trade Lagate Hain To unko samajh bhi nahin Aaegi ke account yah Hamara Jitna Bhi balance hai vah Ud sakta hai aur khatm ho sakta hai agar Hai vah 0.1 wali trade lagaenge to iske liye online ke liye yah advantage hota hai ki Jitna Bhi last Mein Jayegi kam hi Laut aayega profit ke Jyada Chakkar Mein Na Pade Bal ke ad Chhota lot size rakhen Taki Hamen profit ki Bajaye loss na Utha Baithe

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X