"Engulf Candlestick pattern" par mabni Knowledge

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    "Engulf Candlestick pattern" par mabni Knowledge
    Assalam O Alaikum !

    Click image for larger version

Name:	download.png
Views:	42
Size:	5.2 کلوبائٹ
ID:	12470084Engulfing candles tend to signal a reversal of current trend in the market this specific patteren involves two candles with the latter candle.

    Engulfing patteren is a white candlestick that closes the higher than previous day' s opening after opening lower this candlestick patterns are compromised of two bars on a price chart they are used to indicate a market reversal of second candlestick.Click image for larger version

Name:	download (1).png
Views:	11
Size:	6.1 کلوبائٹ
ID:	12470083
    Friends forex trading ka business bht acha hai aor mushkil hi lekin agar ham trading ache experience ke saath karen aor knowledge ke saath market ka analysis karen to me samajhta hoo keh ham easily forec me kamiaab hoo kar acha business hasil kar sakte hain forex world famous business hai is me hame mehnat sabar aor experience ke saath work karna chahiry taa keh ham loss se bach kar aek bht acha profit hasil kar saken.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: &quot;Engulf Candlestick pattern&quot; par mabni Knowledge

    Market Mein different pattern maujud hote hain Hamen internet ke bare mein Achcha knowledge Hona chahie Agar hamare pass candlestick pattern ke bare mein Achcha experience or knowledge Hoga To Ham market Mein iska istemal acche tarike se kar sakte kamyabi Hasil kar sakte hain market Mein Ja Baithe bahut jyada important hote hain Hamen Kabhi Bin pattern ko ignore nahin karna chahie engulf candlestick pattern market mein bahut jyada important pattern Hai Iski help se Ham market Mein acchi tarike se kam kar sakta kamyabi Hasil kar sakte hain engulf i patron ke bare mein Hamen Apne study ko properly complete karna chahie Taki Hamen se acchi information Hasil kar sake engulfing candlestick Mein 2 candlestick banti hai candlestick pattern Mein specific pattern Shamil Hote Hain engulfing candlestick pattern Mein Ek candle stick bullish hoti hai aur dusri candlestick Barish hoti hai Hamen Iske bare mein Achcha knowledge Hona chahie Taki ham is Patran ko market Mein acche tarike se use kar sake market mein bahut se trader is pattern ko apni trading main use karte hain candlestick pattern market mein bahut hi jyada kam hai Hamein Titan ko acche tarike se learn karna chahie Hamen pattern ke bare mein demo account per practis karne chahie Jab Ham Damo account per practis Karte Hain To Ham Patran ke bare mein acchi information Hasil kar sakte hain aur Hamen petran ko Apne trading Mein acchi tarike se istemal kar sakte hain
    • #3 Collapse

      Re: &quot;Engulf Candlestick pattern&quot; par mabni Knowledge

      اصل پيغام ارسال کردہ از: Shahbaz555 پيغام ديکھيے
      Assalam O Alaikum !

      [ATTACH=CONFIG]23344[/ATTACH]

      Engulfing candles tend to signal a reversal of current trend in the market this specific patteren involves two candles with the latter candle.

      Engulfing patteren is a white candlestick that closes the higher than previous day' s opening after opening lower this candlestick patterns are compromised of two bars on a price chart they are used to indicate a market reversal of second candlestick.[ATTACH=CONFIG]23343[/ATTACH]

      Friends forex trading ka business bht acha hai aor mushkil hi lekin agar ham trading ache experience ke saath karen aor knowledge ke saath market ka analysis karen to me samajhta hoo keh ham easily forec me kamiaab hoo kar acha business hasil kar sakte hain forex world famous business hai is me hame mehnat sabar aor experience ke saath work karna chahiry taa keh ham loss se bach kar aek bht acha profit hasil kar saken.
      W. Alaikum Salaam

      Friends ap ne bht hi acha candles ke mutalliq knowledge share kia hai Candlestick mukhtalif typed ki hooti hain jinki movement ko analyze katna achi trading ke liey bht zurroori hai q keh candles ko samajh kar ham bht achi trading kar sakte hai is liey hamesha trade se pehley hame first of all forex market ko ache se analyze karna chahiey jitna mumkin hoo sake hame Market ko ache se watch katna chahiey taa keh ham easily market ko understand kar saken aor trading kar ke ham bht profit earn kar saken ge
      Forex bht kmaal ka business hai is me hame hamesha safe tradng karni chahiey yani trade me risk nahi lenaa chahiey balkeh samjhdaari ka muzahira karna chahiey tabhi ham forex business me kamiaab hoo kar acha munafa kmaa sakte hain.
      • #4 Collapse

        Re: &quot;Engulf Candlestick pattern&quot; par mabni Knowledge

        Engulf candle pattern
        Forex trading me engulf trading pattern us waqat banti hai k jab market bohut teezi rwversal karne ki koshash karen, Engulf chart pattern me do candle sticks shamil hoti hai jis me dosra candle stick pehle candle stick se jesamat me bari hoti hai. Aur dosre candle stick ka ehtetam bhi pehle candle stick ka agahz point se uper close hoti ho, aur pehle candle stick ka ihtetam point dosre candle stick k agahz point se chota hoga. Engulf candle stick patrren hamen market ki trends k dabdeeli ka ishara deti hai k is se ab market me teezi se badlao aye ga aur jo pehle chal raha trend ka yahan pe ehtetam ho gaya ab se yahan se new trend aur reversal direction me hoga. Ye candle stick dono tarah k trends me ho sakta hai yani bulish engulf candle stick pattern bhi ho sakta hai aur bullish engulf candle stick patrren bhi ho sakta hai.
        Click image for larger version

Name:	images (41).jpeg
Views:	1
Size:	34.7 کلوبائٹ
ID:	12334915
        Bullish engulf candle stick pattern
        Bullish engulf candle stick pattern me jab hota hai jab market trend pehle se bearish side pe chal rahi ho aur achanak enguldf candle stick pattern ban jaye aur yahan se bulish trend shoro ho jaye to is ko bullish engulf candle stick patrren kehte hen. Jab market me bullish engulf pattern ban jaye to hamen samajhna chaheye k ab market pe buying ka pressure bar gaya hai aur ya markets me stock ki demand ziada ho agye hai.
        Bearish engulf candle stick pattern
        Bearish engulf candle stick pattern tab hoti hai jab market me pehle se chal rahi pattern bullish ho lekin jab engulf candle stick ban jaye to us se market ka trend chnage ho kar bearish side pe chalna shoro kar deta hai to ye bearish engulf candle stick pattern kehlata hai. Engulf bearish banne k bad hamare market ki supply bar jati hai ya stocks ki value down ho jati ahi jis ka waja se market pe heavy selling pressure a jata hai jis se market ki engulf candle stick ban jata hai.
        Importance of Engulf candle stick patrren
        Forex trading market me trends k bare me engulf candle stick patrren ki bohut zyada ehmeyat hai jaise keh:
        Trend reversal
        Jab bhi forex trading market me engulf candle stick pattern ban jaye to hamen samajhna chaheye k ab market ne position change karne hen aur market par supply aur demand ka pressure a raha hai k ab hamen market me mazeed muhtat hona chaheye, q k is se market ki trend mukamal reversal ho jati hai. Agar bullish trend ho to engulf ki waja se wo bearish trend ban jata hai. Lekin agar bearish ho to engulf ki waja se bullish trend ban jata hai.
        Market continuation in reversal direction
        Dosra hamen engulf candle stick pattern is cheez ka andaza ho jata hiak ab se market reversal position pe continue jayegi. Aur is position pe previous trend ka ihtetam ho chuka hai. Hamen reversal candle stick patrren ka baghawar mutalea karna chaheye k ab market new semat jayegi aur hamen is k leye tayar hona chaheye.
        Exit strategy aur stop loss for new trend
        Jab bhi market me engulf candle stick pattern banta hai to hamen porani patterns trend pe trade close akrni chaheye aur us k bad hamen new pattern k leye naye strategy banani chaheye. Aur jab bhi hum new strategies banayen to hamen old pattern candle sticks k top pe agar bulish candle hai to aur bothom pe agar bearish candle stick hai to yahan pe stop loss lagani chaheye. Stop loss hamen mazeed loss se rokhe ga agar pattern reverse na howe to.
         
        • #5 Collapse

          Re: &quot;Engulf Candlestick pattern&quot; par mabni Knowledge

          Yes. Forex trading ma patterns ki bhot importance hai jo trader pattern ki help sy trade karty hain wo hamesa kamyab hoty hain. Pattern trader ko na serf market ma trade open karny ma help karty hain balky usko take profiit or stop loss ko set karny ma b madad karty hain. Pattern ma trader k lae market ki sari information posheda hoti hai so trader ko en pattern ko lazmi consider karna chahe. Jo trader asa ni karty wo hamesa loss ma he rehty hain.

          Engulfing trading pattern. Engulfing pattern market ma trend reversal ko show karta hai. Market agr pehle bullis trade ma ho to ye bearish trend ka signal deta hai or market agr bearish ma ho to ye market k bullish trend ma jany ka pata deta hai. Traders ki asani k lae es pattern ko mazeed two types ma divide kiya giya hai.

          Bullish engulfing vs bearish engulfing. Agr bullish engulfing ki bat karyn to es ma pehle market ka trend bearish hota hai or pehle candle bearish banti hai. Second candle market ma down gap sy open hoti hai but ye market ko down move karwany ki bajae wapas bullish trend ma wapas le jati hai. Second candle bullish banti hai or ye pehle candle k opening point sy mazeed up side ma close hoti hai or ye pehle candle ko apni body ma engulf kar leti hai.

          Bearish engulfing pattern ki bat karyn to market ma pehle candle bullish banti hai or second candle gap up sy open hoti hai or market mazeed up jany ki baje bearish trend ma ah jati hai or second candle pehle candle k open point sy lower point par close hoti hai. Second candle long hoti hai or ye pehle candle ko engulf kar leti hai or es lae ham esko engulfing pattern kehty hain.
          • #6 Collapse

            Re: &quot;Engulf Candlestick pattern&quot; par mabni Knowledge

            this reason. Also it usually coincides with the Western bearish outside day. It should
            be ignored at your peril!

            --- Update ---

            this reason. Also it usually coincides with the Western bearish outside day. It should
            be ignored at your peril!


            pakistan Zindabad
            • #7 Collapse

              Re: &quot;Engulf Candlestick pattern&quot; par mabni Knowledge

              Ji dear ap nay aik achy candlesticks pattern kay bary main intehai mufeed knowledge share kia hay. Ham janty hain keh forex main trading say pehly technical analysis ki kia ihmiat hay aur jab bhi ham forex chart ko open karty hain to is per bani hui un he vertical bars ko jin ko urfe aam main candlesticks ka nam dia jata hay hamain bahut help daiti hain aur ham inky majmooay say banny waly mukhtalif kisam kay patterns ko trading order place karny kay liye istemal karty hain. Engulfing canlde ka matlab hay keh jazb ya soak karny wali candle jab bhi aik candle previous candle ko khud main mukamal jazb kar laiti hay to isko engulfing candle kehty hain. Engulfing candlesticks pattern do candle per mabni hota hay jo keh bearish and bullish dono surton main milta hay.

              Bullish engulfing candlesticks pattern.
              Jab aik candle bearish ho aur small movement kary iska volume bhi kam ho aur iski body bhi normal ho. Laikin iskay bad ban'ny wali candle iskay totally reverse ho aur isky size say bari ho yani bullish ho aur previous candle kay lower say low jany kay bad higher say high position main close ho to isko bullish engulfing candlesticks pattern kaha jata hay.

              Bearish engulfing candlesticks pattern.
              Yeh pattern bhi do candlesticks per mushtamil hota hay aur bullish engulfing kay opposite hota hay. Is maim first candle bullish hoti hay jabkeh next candle previous candle kay muqably main large aur bearish hoti hay jab keh ye previous candle ko mukamal tor per khud main engulf karti hay jis waja say isko bearish engulfing candlesticks pattern kaha jata hay air ye mazeed bearish movement ki indication daita hay.
              • #8 Collapse

                Re: &quot;Engulf Candlestick pattern&quot; par mabni Knowledge

                Forex mai trade karna mushkal kam hai is lia hum log is mai earning karna ka lia options ko use karta hain jis ki waja sy huma acchi trade karna mai madad milti hai in mai ak option hai pattern ya option candles ka mil kr banta hai is ko hum log candle pattern bi kahta hain is mai jub hum log trade lagata hain tu pahla pattern ko dahkta hain candles ki madad sy hum log ya decide karta hain ka ahna wala waqat mai market kis taraf move kara gi or hum na kis taraf trade lagani hai or in pattern mai ak pattern hai engulf candlestick pattern ya pattern bohot accha hai is ko hum log use kar ka ak acchi trade ko open kar sakta hain or acchi kamai hasil kar sakta hain ya pattern ak candle ka bad banta hai ya bullish mai bi banta hai or bearish mai bi banta hai is jub ak candle banti hai bearish ko tu huma market ka trend confirm hota hai up ka or hum log buy ki trade laga kar trade sy fyda la sakta hain or ise tahra jub huma bullish ki candle nazar ati hai tu os ka bearish ki ak candle banti hai or wo bullish ki candle sy kuch bari hoti hai tu down ka trend confirm hota hai or best time hai trade lagana ka or market sy profit hasil karna ka forex mai earning karna bohot mushkal is lia hum log pattern ka sahara lata hain ta ka hum log accha point sy ak acchi trade open kar sakain pattern banana tohra mushkal hai huma market ki full time study karni parti hai tub ja kar hum candlestick pattern milta hai or hum log is ko use kar ka acchi kamai kar sakta hain
                • #9 Collapse

                  Re: &quot;Engulf Candlestick pattern&quot; par mabni Knowledge

                  Dear friends Forex me wese to kafi sare patterns hai aur tamam patterns kafi important hai har pattern ki apni value hoti hai aj ham engulfing pattern ke bare m baat kar rahe hen engulfing pattern aisa pattern hai Jo app ko zyada fayda dai sakta hai jb aik candle ban Jaye aur dosra oss ke revers Mai ban Kar pehlai walai ko pora cover karay usko hm engulfing kehtai hai.agar forex say hm kamana chahtay hai to Mai samjta hn ke pattern seeknai hamarai lye intehaye iham hai agr hm har pattern say waqif hongay to hm zyada say zyada profit Kama saktay Hainforex trading say acha profit earn karnay k leay pattern ko samjhna bahut zaruri hoti hay q kah market ko technically analyse karnay k leay pattern ko samjhna bahut zaruri hota hay q kah pattern ki madad say market ko analyse keya jata hay aur market ki next movement ko predict keya jata hay.
                  • #10 Collapse

                    Re: &quot;Engulf Candlestick pattern&quot; par mabni Knowledge

                    Assalam o Alaikum g dear Forex me engulfing candlestick pattern aik powerful pattern Hy jis me Hamen indicating factors milty hain aik candle ki body market ki representative hoti hai aor uska opening point close point aik specific period ko show krta hai market ma zeyada information wali candlestick hourly aor four hourly candlestick hain aor in ky combination sy bnny wala pattern candlestick pattern kehlata haimarket ma support and resistance bahot zarori hai is ma apko entry aor exit point decided krny hoty hain aor aoko tend ko follow krnq hota hai candlestick types ko smjh ky technical mqrket aspect ko smjhna asan ho jata hai read karny me traders ko koi problem nahi ho gi, candlestick method traders ko market ki movement key sath market trend direction ki information be provide karta hay es ley traders agar technical aur fundamental learning karty hey to us key ley ye be zarori hay key candlestick method ki learning be ki jaye, candlestick chart pattern bahot hi easy chart pattern hay es ko learning karny se ham mazeed be easy bana sakty hey. candlew ko smjhna chye aor iski sari maloomat apky pas honi chyen candles ki body ki bahot prominent shakal hori hai aik bullish candle hoti hai aik bearish candle hoti hai aor in ka color by default bulliah ki white aor bearish ki black body hoti hai is ki color change krni chye aor green aor red ya blue aor red color rakhna chye bearish ko red rakh len aor bulliah ko green rakh len to yeh bahot he acha color hota hai aor iw sy apko market ma trde achyi trah ay krny ma asani hoti hai market members forex trading market ma chart two type ky hain aik bar chart hai aor aik candle chart hai is ma sub ay powerful chart hai wo hai candle stick chart hai is ma bahot sary patterns hain
                    • #11 Collapse

                      Re: &quot;Engulf Candlestick pattern&quot; par mabni Knowledge

                      dear Forex me engulfing aik acha aur tecnical pattern Hy jis me Hamen msrekr ki prediction mil skti hy is me ap ko support and ressiatnce level py trade krny me faida hota Hy candles stick ko use kar ky market mai amount invest karne chahey pher he hum market mai run kar saky gy or hum profit gain kar saky gy or hum apne zarorto ko pura kar saky gy forex aik international business hain hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain forex aik world wide business hain hum is mai agar bager learning ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka balm nahi hota forex aik international or kabe be band na hony wala business hain candlestick chart pattern ka use banisbat line chart kay ziada hota hay candle chart ka use this time world main sab say ziada ho raha hay kun k isay samajhna bohat asan hay banisbat others chart kay candlestick chart pattern bohat pehlay Japan main rice ki movement ko dekhnay kay liay kisi rice farmer nay kia tha is ko use karnay kay liay bad main kisi USA kay trader nay stock exchange main bhi use kia tha jo k aj tak trading main bohat ziada use ho rahi hay Forex trading main jis taran is ka use bohat ziada hay usi taran is ki full information hona bhi zarori hay aor is kay use karnay ka treeqa bhi zarori hay lehaza all traders ko is ka full knowledge hasil karna chahiay aor knowledge hasil karnay kay bad is charts ko use kar kay ziada say ziada profit bhi hasil karan pattern resistance aor support k ilwa kisi point par banty hai to waha ye valid ni hoty ais mai ap ko aik ye faida hota hai k ais mai ap ko jo bhi trade milti hai aus mai ap ka stop loss bahot thora hota hai aor ais mai take profit kafi zayda hota hai ais market mai candle stick k kafi sary pattern hai jin par trade ki jati hai magar ais mai ap ko sirf kuch pattern ka bhi pata ho to ap acha profit bana sakty hai.
                      There is always light. If only we're brave enough to see it. If only we're brave enough to be it.
                      • #12 Collapse

                        Re: &quot;Engulf Candlestick pattern&quot; par mabni Knowledge

                        g ham ko pakistan forex main candalstick pattern per market ko analysis karna chahiye ta k ham ko is ki market main is ki movement ko samaj saki aur kamyab ho sakin.
                        • #13 Collapse

                          Re: &quot;Engulf Candlestick pattern&quot; par mabni Knowledge

                          Engulfing candlestick pattern it bahut hi famous aur important candlestick pattern Hai. Is pattern Ko Jab further different division may properly categorise Karte Hain To isko aap bearish engulfing aur bullish engulfing mein divide kar sakte hain. no doubt Jab ap candlestick pattern ko completely done karte hain. aur Market ke different time frames main is candlestick pattern ko observe Karte Hain To Uske bad aapko market Mein entry Hasil karna Aasan ho jata hai. aur aap apne profit ko maximize kar sakte hain Jab aap is candlestick pattern ko observe karte hain aur uske bad conformational candlestick aapko proper indication provide kar rahi Hoti Hai To Aisi situation main aap market Mein entry Lekar bahut Achcha profit Hasil kar sakte hain aur apni targets ko achieve kar sakte hain.

                          Bearish engulfing pattern :

                          Bearish engulfing pattern aapko Hamesha resistance level per mil sakta hai dear jab market mein ek strong uptrend hota hai aur uske bad market Apna trend reversal Karti Hai To Aisi situation main aap candlestick pattern ko clearly understand kar sakte hain aur ismein entry Lekar Apne profit ko maximize kar sakte hain.

                          Bullish engulfing pattern :

                          Bullish engulfing candlestick pattern aapke liye bahut jyada helpful ho sakta hai aur aap ki trading ko profitable banaa sakta hai. Dear Jab aap support level is market pattern ko study kar rahe hote hain to ismein aapko perfect entry mil sakti hain. Dear jab aap is candlestick pattern ko properly learn karte hain aur Market Mein entry lete hain to aapko bahut acchi trading Karne Ko Mil sakti hai aur aap apne target ko aasani se achieve kar sakte hain. Is candlestick pattern ki proper recognition of bahut hi important role play karti hai.
                          • #14 Collapse

                            Re: &quot;Engulf Candlestick pattern&quot; par mabni Knowledge

                            forex mai hamy candles ko sihak kar in ko use kr ky kam karna chaey pher he hum kam kar ky earnng gain kar saky gy hum is mai agar candles ko ignore kar ky kam karty hain to hamy kamaybe hasial ho jy ge forex mai hamy ahteyt sy kam karna ho ga hamy market mai acha capital deposit kar ky forex ke market mai kam karna chaey phe he hum agy bar saky gy forex aik best business hain hum is mai raat mai ya din ma be kam kar sakty hain hum is mai hard working krty hain to hamy kamaybe hasial ho jy ge forex mai hum live posts kar sakty han hum s mmai trade be laga sakty hain hamy is mai ahteyt sy kam karna ho ga hum s mai posts kar sakty hai hum is ma trade be lag sakty hain hamy mrket ko analysz kar ky s ma pasa invest kar ky kam karna ho ga pher he hum earning gain kar saky gy forex ke market mai hamy bohat ahteyt sy trade lagne ho ge ku ky aik cote galti ke waa sy hamara accout wash ho jata hai is waja sy hamy market ky rules o follow kar ky kam karna ho ga hamy s mai kamayebe deny waly tools ko use kar ky kam karna ho ga forx aik best business hain hum s mai agar greedy ban ky kam karty hain to harma loss hain forex ak best karibar hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: &quot;Engulf Candlestick pattern&quot; par mabni Knowledge

                              experience or knowledge Hoga To Ham market Mein iska istemal acche tarike se kar sakte kamyabi Hasil kar sakte hain market Mein Ja Baithe bahut jyada important hote hain Hamen Kabhi Bin pattern ko ignore nahin karna chahie engulf candlestick pattern market mein bahut jyada important pattern Hai Iski help se Ham market Mein acchi tarike se kam kar sakta kamyabi Hasil kar sakte hain engulf i patron ke bare mein Hamen Apne study ko properly complete karna chahie Taki Hamen se acchi information Hasil kar sake engulfing candlestick Mein 2 candlestick banti hai candlestick pattern Mein specific pattern Shamil Hote Hain engulfing candlestick pattern Mein Ek candle stick bullish hoti hai aur dusri candlestick Barish hoti hai Hamen Iske bare mein Achcha knowledge Hona chahie Taki ham is Patran ko market Mein acche tarike se use kar sake market mein bahut se trader is pattern ko apni trading main use karte hain candlestick pattern market mein bahut hi jyada kam hai Hamein Titan ko acche tarike se learn karna chahie Hamen pattern ke bare mein demo account per practis karne chahie Jab Ham Damo account per practis Karte Hain
                               

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X