Loss se kabhi bhi ghabrana nai chahia

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Loss se kabhi bhi ghabrana nai chahia
    Assalamualaikum Friends mere khayal se hame loss se kabhi bhi ghabrana nai chahia balke us se sekhna chahia ta k ham dubara ghalti na Karen jis se hame loss hua is trha ham agge barh skte hain. Apka kia kehna hy zaroor share kren
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Loss se kabhi bhi ghabrana nai chahia

    Agr hamyn kisii b chez main loss ajay to hamyn ghabrana naii chaye q ky iss main b bhalaii ho gii or allah pak behtreen janta hy
    • #3 Collapse

      Re: Loss se kabhi bhi ghabrana nai chahia

      Dear forex members Yeah baat bilkul sahi hai kay loss say disheart nai hona chahiye balkay haumay hameshs apni learning aur information ki base pay apni mistakes ko identify Kartay hoye strategy aur planning tarteeb daytay hoye trading karni chahiye takay haumay kamyabi hasal ho sakay forex trading may haumay loss aur profit dono hi ko relax mind Kay saath except Karney ki koshish karni chahiye forex trading esa behtareen business hay jiss may app ko profit aur Kamyabi appki learning aur information aur mehnat ki wajah say hasal hoti hay iss liye haumay hamesha apni abilities aur skills Kay mutabiq trading karni chahiye aur loss honey ki reason ko analyz karney ki koshish karni chahiye Forex trading may haumay kamyab business karney Kay liye bohat zayada mehnut Kay saath saath knowledge ki zarorat hoti hay.
      • #4 Collapse

        Re: Loss se kabhi bhi ghabrana nai chahia

        dear is markeet main kaam akrtay huwya hamain jub kabhi bhi lose ka samna hota hay to usk baad hamain is main kabh bhi kisi kisam ki koi tentions say kaam nai lain achaye jis main hamain makreet phir bhi kkabhi achie anring day sakty hay agar ham is main kaam kartay hwuay achi skills ko use kartay hain agar ham yeh jantay hain k ham makreet ko aur bhi achay tareekay say lean kartay huwya isay smajhnay main kamyaab ho saktya hain to phir hamko is makreet main kaam kartay huway lose kii agar ham tentions laitay hain to ham markeet ko kabhi bhi iski wjaha say samjh nais aktay hain ham is markete main kam kartay huway yeh kabhi bhi nai keh saktay hain k hamko is makret main kaam karnay ki achi skills mil gaye hain agar ham isk lose say dartay huway kam kartay hain aur agar ham yeh amjhtay hain k markeet k achay experience k bawjood hamain makret lose daity hay to aisa kabhi bhi nai ho sakta hay qk yeh makreet knowledge say moove karty hay jis main hamain jub tak is makrete ki sahi skills hain ham is main success hain aur agar hamray pass is amin kaam karnay ki koi bhi skills nai hain to ham isay lose k dar say kabhi bi samjh nai saktay hain.
        • #5 Collapse

          Re: Loss se kabhi bhi ghabrana nai chahia

          اصل پيغام ارسال کردہ از: Vicky695 پيغام ديکھيے
          Agr hamyn kisii b chez main loss ajay to hamyn ghabrana naii chaye q ky iss main b bhalaii ho gii or allah pak behtreen janta hy
          ji han doston aapane bilkul sahi kaha hai ki paras trading Mela se gana Nahin chahie halke hamen mehnat aur experience se kam Lena chahie kyunki mehnat and experience se liya jaane wala kam hamesha achha hota hai aur hamen achcha result deta hai
          • #6 Collapse

            Re: Loss se kabhi bhi ghabrana nai chahia

            Forex trading me trading karte waqat loss sa bilkul ni ghabrana chahy Ku k jab ap tarde lgatay hen to us men AK Kam to hota ha ya profit hota ya loss hota ha agr ap mustiql mizagi sa Kam kren ga to is loss ko ap profit men change jr saktay hen ag rap AK loss sa ghbra gay to ap apna bahot ziada jr len ga
            • #7 Collapse

              Re: Loss se kabhi bhi ghabrana nai chahia

              g han bilkul ager loss ho jai to ghabrana nahi chahye bulke hosle or sabar se kaam len phir hi ap loss ko recover ker sakte hen forex ma ap 24 hour mai kabi b or daily office jaana nahi parhta ghar bethay kucch ghanto mai wo dollar earn kar sakty hain is ki knowlegde or exprience gain kar rahy hain is liye forex ek awosame business hain
               
              • #8 Collapse

                Re: Loss se kabhi bhi ghabrana nai chahia

                Forex business mein loss bhi business ka hisaa hota aur forex mein loss ho tu ghabrana nahin cahaiye forex business mein jab loss hota hai tu hum ko kise mistake se hota hai learning knowledge aur experience Kam hone se hota hum ko loss ho tu mehnat aur hardwork kar kay forex ki learning knowledge aur experience hasil karna cahaiye aur demo account par practice kar kay hum ko un mistake ko cover karna cahaiye js se loss hota hai phr kaamyaab ho saktay han
                • #9 Collapse

                  Re: Loss se kabhi bhi ghabrana nai chahia

                  hello friends hamen loss ko dekhkar kabara nahin chahie bhar ke Sabar se kam Lena chahie last recover ho jata hai lekin jab aap apne a fresh mind ke sath kam karte hain aur aapne Sabar se kam karte hain lash usi waqt recover hota hai jab aap analysis karya ke trading karte hain aur acche tarike se trade karke achcha profit answer kar sakte hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Loss se kabhi bhi ghabrana nai chahia

                    market main practice karni ho gi tab h ihum run karin gay so hamaini s k bary main planing karni ho gi aur market mainp ractice karni ho gi ta k earn karin gay so hamian is k bary main planing karni ho gi ta k eanr karin gay so hamain is k bary main practice karni ho gi tab hi hum run karin gay so hamain is k bay main information hasi lkanri ho gi ta k earn ho
                    • #11 Collapse

                      Re: Loss se kabhi bhi ghabrana nai chahia

                      Business chahe Koi bhi Ho hamen profit ke sath sath loss bhi hota hai hamen love se ghabrana nahin chahie ham apne dost ko recover kar sakte hain hamen loss usi time hota hai jab humse Koi mistake hoti hai yah hamare pass acchi practice nahin hoti. Hamen Radha se jyada learning karni chahie aur acche practis karni chahie cool mind se kam karna chahie jab Ham market mein inter ke liye market ko acchi tarah analyses karenge aur market ka friend define karke trade open karenge to Ham acchi trade open kar sakte hain aur ham apna loss bed cover kar sakte hain aur acchi earning bhi kar sakte hain
                      • #12 Collapse

                        Re: Loss se kabhi bhi ghabrana nai chahia

                        yaar ye best thread post keya hai ap k loss se gabrana nahe hai yani losstu hota hai rehta hai es mai agar ap ki koe trade galt be lag hae hai tu esmai ap ko loss mai he close kar dena chhaye es mai mazeed loss nahe ho ga pher ap new trade sahe se laga ly wese be loss se kafi kuch sekhty hai ham log ye bura nahe hai loss recover be hota hai kisi stage pe ja karagar samaj kar trade kare tu
                        • #13 Collapse

                          Re: Loss se kabhi bhi ghabrana nai chahia

                          is k bary main practice karni ho gi ta k earn karien gay s ohamain is k bary main earn karien gay so hamain is k bary main planing karni ho gi ta k earn karny k kabi ho sakty hain is k bary main planing kar skaty hain so hamain is k bary main practice karein gay ta k earn karein gay ta k eanr karny k k abil ho sakty hain is k bary main planing karni ho gi ta k earn ho saky gi
                          • #14 Collapse

                            Re: Loss se kabhi bhi ghabrana nai chahia

                            Loss aur profit to business ka hisa hain , agar ham loss ko soch kar ek jaga stuck ho kar beth jaen gy to ham kabi bi aagy ni barh saken gy . hamen chahye keh apny loss ko bardasht karny ki himmat rakhen aur jab bi loss ho to hamen apni planing se is loss ko recover karny ki kosish karni chahye , is se ham market me bi aagy barhty chaly jaen gy aur kabi bi loss ka darr hamary dil me ni hoga , trading me loss ka darr hamen kabi bi profit ni day sakta
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Loss se kabhi bhi ghabrana nai chahia

                              Thek kaha ap ne lose se kabi gabrana nh chaye kiu ke Kuch Pany Ky Lye Kuch Khona pharta hai
                              Agr ap nuqsan nh kary gy to ap sekhy gy kese ais kye mehnat se kam kry apna full focus raky kam py aur nuqsan ki parwa mat kiu ke nuqsan to insan barh keta hai lekn jo confidence lose krty hai ausy phr up kr mushkal ho jata hai ais lye hard work kry aur kamyabi ke qareeb ho

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X