Ager humen loss ho jata hy to humen dill chota nhi krna chaeay

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Ager humen loss ho jata hy to humen dill chota nhi krna chaeay
    Ager humen loss ho jata hy to humen dill chota nhi krna chaeay blke apni mehnt jari rakhni chaea or humari jin mistakes ki wjha se loss hota hy un mistakes ko cover krny ki koshish krni chaea tb e hum kamyab ho skty hen ap ka kya khyal hy es bary main comments kren
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Ager humen loss ho jata hy to humen dill chota nhi krna chaeay

    Asalamu Alaikum.
    Forex trading mai loss honay par dil bht dishurt hojaty hain or loss hokar panic situation mai mazeed loss karlyty hain is liay loss hoany par bht sabar ka muhzahera karna chaia . Trading sy thora gap lay layna chaia mind ko relax karny k liay
    • #3 Collapse

      Re: Ager humen loss ho jata hy to humen dill chota nhi krna chaeay

      Hi friends kaise hain aap sab khairiyat se Honge Agar Hamen loss Ho Jata Hai To Hamen Dil Chhota nahin karna chahie bilkul theek ka hai bhai aapane Hamen Agar Laut Ho bhi Jata Hai To Hamen Sabar karna chahie sabse kam Lena chahie Jyada mehnat Karni chahie Hamen Pahle Se Jyada double mehnat Karni chahie Taki Ham double Book Profit Hasil kar sake loot ko recover Karke aap dubara acchi trading Karen bich Laut lagaen Taki ab Jyada Achcha profit Hasil kar sake profit Hasil Karke aap Achcha account balance banva sakte hain Apna to main ab Sahab ko Yahi kahunga Jyada Se Jyada mehnat Karke kamyabi Hasil Karen Shukriya mere doston
      • #4 Collapse

        Re: Ager humen loss ho jata hy to humen dill chota nhi krna chaeay

        g han agar huamin loss ho jay to humain dil chota nhi kurna chahiye humain achaysaay apna kaam kurnaa chahiye agar hum es main achay say apna kam kuray gay to hum asani say successs gain kur lay gay to es trah say humain apnaa kam achay say jari rukhna chaahiye or humain loss honay pay apna kaam sabar kay saath kurna chahiye dil chota nh kurna chahiye or loss ko recovdr kurnay kay baray main sochna chahiye
        • #5 Collapse

          Re: Ager humen loss ho jata hy to humen dill chota nhi krna chaeay

          Ji bilkul aapane bahut acchi baat ki hai Hamesha trading ke dauran yah Baat Hamesha Yad Rakhen k forex ek business hai aur business ke andar loss and profit Har Insan ko hota hai is se aapko Dil Chhota nahin karna chahie agar aap apni mehnat ko Jari Rakhenge to aap apne Loss ko recover Karte rahy gay aur successful Hasil kar Sakenge aur forex forum sy Accha profit gain kar Sakenge isliye dont be appointed and continue hardworking to achieve success in Forex forum
          • #6 Collapse

            Re: Ager humen loss ho jata hy to humen dill chota nhi krna chaeay

            Asslam o alikum forex aik aisa business ha jis ma kbi loss ho jata ha or kbi profit hasil hota hmay loss hony ki sorat ma kbi bhi dil chota nhi krn achhaiy mayos nhi hona chhaiy bulky or zyada mehnt krni chhaiy ta k ham os los ko cover kr ksy
            • #7 Collapse

              Re: Ager humen loss ho jata hy to humen dill chota nhi krna chaeay

              Forex aik business hai aur business mein tou loss hota hi rehta hai humain loss sae nahin ghabrana chahyea aap ko best se best banane ki koshish kartay rehna kya keren aur iss mein hum ko chahyea kay hum iss mein main bitrate ko open Karen iss mein hum ko festival market ko acche se ehsas kar lena chahie aur uss kay baad mein ja kar pe hum ko trade ko karna chahie issi mein yahan ki sab se badi kamyabi mumkin hoti hai iss lye forex mein mehnat sae kaam kerain aur tension sae dour rahain
              • #8 Collapse

                Re: Ager humen loss ho jata hy to humen dill chota nhi krna chaeay

                Aapki baat sahee ha k hamain loss honay per dil chota nahi karna chaheye balkay apni mehnat continuously karni chaheye. regular mehnat se ham apni ghaltio per qaboo paa saktay hain aur forex se faida utha saktay hain.
                • #9 Collapse

                  Re: Ager humen loss ho jata hy to humen dill chota nhi krna chaeay

                  Ji han friend aapane bilkul right kaha hai ki Hamen loss hone Ki Surat mein Dil Ko Chhota nahin karna chahie Bal ke Apna work Aur Bhi acche tarike se karna chahie loss Hamen Ja sakta hai ki aap apni Galti ko Bar Bar na Karen Bal ke apni mistake ko improve Karen aur dobara loss se Bacchan agar aap loss hone Ki Surat Mein Dil Ko Chhota Karenge to aap kabhi bhi Ek acche businessman Nahin Ban Sakte
                  • #10 Collapse

                    Re: Ager humen loss ho jata hy to humen dill chota nhi krna chaeay

                    jb b ap forex ko join karain tu iss cheez ko mind mai clear lr lain kay ye bussiness loss proof nai hai iss mai expert se expert traders b loss krtay hain, iss bussiness mai log ziyada tr loss hee krtay hain, iss mai ap apnay loss ko minimize kr sktay hain lakin uss e bach nai sktay, agar ap ko forex mai loss ho jae tu asp ko sabar se uss ko bardashar krna chai aur uss se leaning hasil krni chai aur next time uss mistake ko na karany ka azam karain.
                    • #11 Collapse

                      Re: Ager humen loss ho jata hy to humen dill chota nhi krna chaeay

                      Loss aur profit to business mai hota he rehta hai. Iss mai dill chota ya Bara nahi kerna chaiye. Jab bhi koi business kia Jata hai to uss ka maqsad yehi hota hai kay earnings ki jaey aur earnings laazmi bhi nahi kay her waqt he ho rahi ho. Trading mai bhi loss ki fikar ziada he kerni chaiye aur traders ko chaiye kay pehlay loss say bachnay ki koshish kia Karey aur jab apni trading mai loss ko control ker laingay to profits khud ba khud hona shuru ho jaengay. Iss liye traders ko loss say dill chota kernay ki bajaey loss ki wajuhaat pay focus kerna chaiye takay apnay loss ko Kamm kernay waley steps lain aur apni earnings mai kammi ki bajaey izafay kay liye mehnat karain. Dill ko Bara rakh kay traders ko business kerna chaiye takay acha business set ker sakain
                      • #12 Collapse

                        Re: Ager humen loss ho jata hy to humen dill chota nhi krna chaeay

                        Assalamu Alaikum dear Forex Forex aik business hai aur business mein tou loss hota hi rehta hai humain loss sae nahin ghabrana chahyea aap ko best se best banane ki koshish kartay rehna kya keren aur iss mein hum ko chahyea kay hum iss mein main bitrate ko open Karen iss mein hum ko festival market ko acche se ehsas kar lena chahie aur uss kay baad mein ja kar pe hum ko trade ko karna chahie issi mein yahan ki sab se badi kamyabi mumkin hoti hai iss lye forex mein mehnat sae kaam kerain aur tension sae dour rahain
                         
                        • #13 Collapse

                          Re: Ager humen loss ho jata hy to humen dill chota nhi krna chaeay

                          Yah friend aap baat bilkul theek hai Jab aapko loss hota hai aur nuksan hota hai to aapko Dil Chhota nahin karna chahie Jab aap Zafar ke sath school ke sath Nahin ke sath kam Karenge tab bhi aapko Jyada jhalar Saja Ho Gai Si bhi aapko Jitna Nahin nuksan ho aap ko Din Chhota nahin karna chahie Pakistan forexforum per aapko bonus Milta hai aap aur vah bhi Gold per
                          • #14 Collapse

                            Re: Ager humen loss ho jata hy to humen dill chota nhi krna chaeay

                            Forex trading aisa Koi trader nahin hoga ke jisko nuksan Na hota Ho lekin Forex trading may earning yah hoti hai ki overall ratio hamen profit de rahi hai for example hamari g5 trade last mein jaati hai lekin 10 trade profit mein jaati hai To overall Ham fatafat hasil kar rahe hain isliye jab kabhi nuksan Ho jaaye To Dil chhota nahin karna chahie Bal ke jyada beta planning karke nextrade se Apna nuksan ko recover Karen aur apne daily earning target ko complete Karen
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Ager humen loss ho jata hy to humen dill chota nhi krna chaeay

                              G bhai agar loss ho jaye kiu ke loss to hota rahta ha aur nakaami bhi zindagy me aty rahty ha hame bas isko accept karna pare ga logo ke is mein aa ne ki waja bhi yahi hy ke logo ko yahan se achi earning milti hy or vo apne dreams ko fulfill ker lete hein or unka life style acha ho jata hy

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X