Mahnt say kam krny py reward milta hai
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Mahnt say kam krny py reward milta hai

    Jesa k hm jante han k mehnat k bghair hm zindagi main kamiyabi k seerhi par ni kr skte ha....mehnat main azmat ha aur insan ki mehnat kbhi waste ni hoti....bilkul isi tarah forex trading main mehnat boht hi zyada zrori agr hm kamiyab trader bn'na chahte han tu hmen mehnat krna pre gi aur apna zyada se zyada time forex market main invest krna pare ga us k bad hi hm kuch hasil kr skte han...zyada se zyada posting kren aur knowledge gain kren take achi trading krne k qabil ho sken aur aik ache trader bn sken...
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Mahnt say kam krny py reward milta hai

      achi mehnat karen gay humara time waste nahi hoga reward milay ga Apney aap ko judge krain aur dekhain key kon konsey weak points hain. Hamain apni weakness ko finish krna hy aur jin mistakes ki waja sey loss ho raha hy un ko control krna hy
      • #18 Collapse

        Re: Mahnt say kam krny py reward milta hai

        Gi bilkul apki bat bilkul thek ha Forex ma haman acha or mahnat sa karna wala kam par acha reward milta ha jitna acha ham kam karan ga or mahnat karan ga utna hi zyada ham Forex ma profit or bonus mila ga so thats why koshish karni chahiya acha kam karna ki or mahnat karna ki
        • #19 Collapse

          Re: Mahnt say kam krny py reward milta hai

          Bilkul dear trader Jitna Jyada Ham mehnat Karenge Ham Kamyab Ho Jaenge minut karne mein hi kamyabi hai Hamen koshish karni hai ki Jyada Se Jyada acchi quality ki posting Karen aur informative information knowledge for unique topics per descriptions Karen Taj junior members ki aur dusre members ki help Ho Unka knowledge increase Ho Aur vah Bhi apni learning power ko strong Karen aur Forex ko sikhane ki koshish karen Forex Mein kamyabi Hamari minut aur Hamari struggle par depend karti hai isiliye day trader kabhi bhi Pareshan Nahin Hona aur struggle Karte Rahana hai apni earning ke liye learning power ko strong Karen Taki aap Kamyab ho sake Hamen apni senior traders ki guidelines ko follow karte hue koshish karni hai aur mehnat Karte The Rahana Hai tab tak jab tak Hamen earning na Hasil Ho Jaaye Shukriya
          • #20 Collapse

            Re: Mahnt say kam krny py reward milta hai

            Assalam-o-Alaikum
            G bilkul " mehnat to kamyabi ki kunji ha", mehnat se kam krny se hmey sucess milty ha..
            Agr hmey sucess chaiye to is k liye hmey g jaan lga k mehmat krni ha or Rozana ki bunyaad pr seekhna bi zruuri ha.
            G bilkul agr hm apni marzi ki Earning chahty ha to hmey inki marzi ki Learning krni ho gy. Matlab roz learning..
            Isi tarah kam krny se hm kamyaab ho sakty ha
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #21 Collapse

              Re: Mahnt say kam krny py reward milta hai

              Assalam o Alaikum dear ap nay bilkul thaek baat ki hay kay hamain pakistan forex main mehanat karnay par reward mlta hy aur us reward ko kamaybi kahatay hain to hamain is business main kamaybi hasil karni hay to hamain is business main mehanat karni chaiye q kay mehanat hi ak asi cheez hay jo hamain kamayabi ki tarf lay jati hay to agar hamain pakitan forex main kamaybi hasil karni hay to hamain is business main dil laga kar mehnat sy kam karna chaiye tab hi hamain kamaybi hasil ho sakti hay.

              اب آن لائن

              Working...
              X