Account wash hone ki waja??

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #61 Collapse

    Re: Account wash hone ki waja??

    Assalamu Alaikum ji Sar JB aap market ke opposite chalenge aapko market ka pata nahin hoga to use Waqt aapka account wash hota hai isliye aapko chahie kya market se baat kiya tha rakhen aur account varshon se bachayen
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #62 Collapse

      Re: Account wash hone ki waja??

      forex mai agar hm kam kry howe aik be galti kar dety hain to harma loss hain hamy market ke movement ko samj kar is maai pasia invest kar sakty hain h is mai bager balance account bana kar be kam kar sakty hain hum is mai agar lalachi ban kyu kam karty hain to harma loss hain hum is mai apny boss kud ap he hoty hain
      • #63 Collapse

        Re: Account wash hone ki waja??

        Account wash hone ki do barhi wajah hn 1 forex trading ka knowledge ka na hona or 2 lalach krna. Aksar traders jab forex trading to join krtey hn to forex ka khatir khwah knowledge or exoerience na hone ki waja se wo trading me loss pe loss krtey jatey hn or account khali krwa bethte hn. Lihaza new traders ko chahye k pehle kam az kam apna experience itna gain kr len k profit chahe na earn kr saken kakin loss na ho. Forex me zyada se zyada focur karen jitna zyada ho apna experience gain karen is maqsad k liye demo account behtreen platform he. 2nd. No pe hamara lalach he kuch log dinoo me ameer hone k liye mony management ko pasey pusht dal dete hn or apne account volum se big lot size apply krte hn jo k boig losses ka sabab banta he or account wash ho jata he.
        • #64 Collapse

          Re: Account wash hone ki waja??

          agar hum kam karty howe aik be galti kar dety hain to hamra loss ho jata hain hamy lsos sy learning gan kar ky aok time tbale bana kar kam karna ho ga pher he hum pasia kama saky gy hum is mai agar lalachi ban ky kam karty han to harma loss hain hum is mai agar greedy ban ky kam karty hain t harma loss hai yai aik acha business hain
          • #65 Collapse

            Re: Account wash hone ki waja??

            Assalamu alaikum
            Umid karta hun aap sab log khairiyat se honge aur insta Forex per acchi trading kar rahe honge.
            g hn aapane bahut achcha topic start Kiya hai hamara account wash kyon ho jata hai is ki bahut sari reasons ho sakti hain.
            sabse badi reason yah hoti hai hamara account negative ho jata hai hamara loss hone ki vajah se hamara account survive nahin kar sakta jiski vajah se account wash ho jata hai.
            agar ham chahte Hain ki hamara account wash na ho to hamen chahie ki ham chhoti lot size mein trading Karen is se hamara account strong hota hai aur vah long time tak market mein survive kar sakta hai.
            • #66 Collapse

              Re: Account wash hone ki waja??

              Assalamualaikum dear good morning dear forex members Pakistan forex forum me kam krne kalye zrori hy k apko ziada mhnt krni chiye hardworking krni chiye hardworking krni chiye apne work ko ziada se ziada time Dena chiye whi log Kamyab hoty hn Jo mhnt krty hn apne work ko ziada se ziada time Dety hn es lye apko chiye k ziada se ziada mhnt krein lalach blkl nhi krni chiye loss hone ki bri wja lalach hy es lye apko chiye k ziada se ziada sbr se Kam krna chiye
              • #67 Collapse

                Re: Account wash hone ki waja??

                Account wash hone ke bahut se reason hote hain Jin main aapka untrained hona hai yah aapko market ka knowledge hi nahin hai aapki chhoti si galti se bhi aapka account wash ho sakta hai agar aap pura focus market per rakhenge aur uski unaspected movement ko study karte rahenge to aapke loss hone ke chance kam hai forex trading Mein loss hone ki ek aur badi vajah yah hai ki aap apni mistakes ko ignore karte hain agar aap aisa Na Karen aur UN mistakes ko cover karen to aap bhi forex trading mein bahut achcha bonus hasil kar sakte hain senior ko follow Karen aur market ko acche se analyse Karen market ki movement ke bare mein aapke pass Puri information honi chahie Taki aap kabhi bhi loss na Karen ek professional traders se bhi account wash ho sakta hai isase pareshan Na Ho aur is baat ko Dil per na len or ke aap forex trading perform kar sake
                • #68 Collapse

                  Re: Account wash hone ki waja??

                  Assalam.o.alaikum dear forex friends g han dear friend ap NY bilkul thk kaha hy k account wash hony ki sab sy bari waja hy k AP jaldbazi krty ho or ziada ka lalach krty ho ye 2no cheezen aisi hn jo achy sy a acha insan ka bhi satiyanas kr deti hn ziada ka lalach krny sy AP ko nuqsan bhi ho sakta hy or apka account bhi wash ho sakta hy dosra ap market ko analyse kr k trade nahi lgaty isi liye apko nuqsan hota hy
                  • #69 Collapse

                    Re: Account wash hone ki waja??

                    As salam alikom dear member forex me apka account block ya wash hony ki wajh apki posting gair miayri or apki galat statergy of trading ki wajh husakti hy is lye khosish kary phally trade ko achy say sekhy or phr karen taky apka account wash na hu.
                    • #70 Collapse

                      Re: Account wash hone ki waja??

                      Account wash honay ki bohot si wajuhaat ho skti hain. common mistakes jo ki jati hian wo highlight kr deti hia un main say sab say ziada jo galti ki jati hai wo overconfident ho k market ko achi trah analysis na krny ki waja say hota hai. agar hum proper money management or risk management ko focus kren gy to loss say bach skty hain. Loss honay ki ye bhi aham waja banti hai jab monay management na ki jaye or risk management par focus na kai jaye.market agar volatility ka shikar ho tab bhi trade na kren kun k aksar market bohot ziada fluctuate hoti hai or market unexpected way main move krty hai jis waja say kafi loss hota hai es liye trading us waqt kren jab market main volatility km say km ho.
                      • #71 Collapse

                        Re: Account wash hone ki waja??

                        Dear friend Forex mn treading karte hue jab hamara account wash hota hai to iski basically wajah hoti hai ki ham apne account balance se zyada lot size ka use karte hain market ko acche se analysis nh karte na market ki movement Ko nj samajhte kyunki jab tak Ham market ko analysis nahin kar lete market ki movement Ko nahin samajh lete tab tak Ham Forex mein kamyabi Hasil nahin kar sakte isiliye agar ham log se bachana chahte Hain achcha profit Hasil karna chahte hain to Hamen hamesha soch samajhkar trading karni hogi kabhi bhi trading karte hue jaldbazi nahin karni hogi Jo log trading karte hue jaldbazi karte Hain vah kabhi bhi Forex mein successful trader nahin Ban sakte ek successful trader hamesha mehnat ke sath ladne ko improve karte hue apna Kam karta hai to hamen bhi chahie ki Ham ful mehnat ke sath full confidence ke sath apna Kam Karen kyunki jab tak Ham mehnat nahin karte tab tak Ham apni learning company improve nahin kar sakte
                        • #72 Collapse

                          Re: Account wash hone ki waja??

                          Assalamualaikum!!

                          Jab so forex par Trading Karty Hein to aksar aese hota hai Kay Apka account Wash ho jata hai . account Wash ho jany ki kuch wajohaat hoti Hein magar ziada tar experience ki kami ya Aoki trading Kay doran koi mistake loss ka Saba Banti hai isky elawa aksar need ka achanak sy as jany ki waja Sy bhi big loss ho jata hai Jo account Wash ka sabab ban jata hai
                          • #73 Collapse

                            Re: Account wash hone ki waja??

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: Samia_Hussain پيغام ديکھيے
                            Assalamu Alaikum Forex members first account watch sone ki sabse vajah lack of knowledge hota hai mehnat Nahin Karte experience Nahin Karte practice nahin karna aur capital ke hisab se lot size na Rakhna aur indicators ko reply nahin karna tabhi Hamen loss Hota Hai Hamara Kaun wash hota hai aur ham greedy lalach over trading ine Sab Baton ko avoid nahin karna chahie Hamen ine apni mistakes ko Dekhte Hue kam karna chahie
                            dear members forex ko hum jb join karty hain to start main kafi purjosh hoty hain keh hum forex sy abhi tradin gkar kay aik acha profit kar lengy lakin hum forex main jub bhi trading karty hain to us wqt market apna trend change kar leti hay aor hamen loss ka samna krna parta hay to kis trah sy hum forex trading main apna career bnaen forex main loss sy bachen apna account wash honey sy bachaen to is par bat karty hain
                            dear members forex trading main sab sy pehli chez hay keh hum forex ki basics ko achi trah sy janty hon dosra forex market par kon kon sy awamil aor kab kab asar andaz hoty hain inka hamen achi trah sy knowledge ho aor iskey bad hamen mulki aor economic sorat e hall sy achi trah sy jankari ho yani keh ham news sy har wqt update rahen
                            forex main jaldbazi nahi karni hoti hay hum jaldbazi kar lety hain hum chahty hain keh abhi trade krengy to profit book kr lengy lakin hamen loss ho jata hay iska matlab hay keh hum nay forex market ka analysis nahi kiya hay agr hum iska analysis achi trah sy krty to hum is sy earning kar lety
                            agli chez jo hamen loss deti hay woh hay planing ka na hona yani keh kabhi hum kisi time frame par trading kar rahy hain to kbhi kis par kbhi price action to kabhi candlesticks kbhi fundamental kay pechey to kabhi technical kay pechey yani keh hamara koi khas setup aor aik hi way nahi hota jiski waja sy hum kisi bhi setup main mahir nahi ho skty isleay forex main hamen loss hota hay aor hamara account wash ho jata ha to dear members hum nay har chez ko achi trah sy dekh bhal kr karna hay aor achey andaz main karna hay tab hi hm kamyab ho skty hain forex main
                            • #74 Collapse

                              Re: Account wash hone ki waja??

                              account wash hony ki wja yh hoti ha k wo apna mind use ni karty hain wo dosron ka copy paste karty hain work ayr humein forex k rules ko follow krna chy tk hum successful ho jein life mein.aur apny mind ka use karein apni skills ko use karein.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #75 Collapse

                                Re: Account wash hone ki waja??

                                walikum aslam ,,,je laparwahi our profit zeada kamany ki lalach ne acunnt wash karwa dia our apne usky point yad ni kia markit ko analyse ni kia apko chahiay tha stop loss use karte our lots choti lagate apko chahiay tha daliy movment ko yad rakhte our nuksaan kam hony dete lekin apne koi point yad nai rakha our profit ki lalach main loss karwa bethay ho:1f340:

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X