Forex trading Mein mehnat Kyon zaroori hai??

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex trading Mein mehnat Kyon zaroori hai??
    Assalamu Alaikum for its members for its Mein kamyabi Hasil karne ke liye Muhammad bahut jaruri hai without mein main aap kabhi bhi forest Mein Kamyab Nahin ho sakte aur na hi Achcha profit Hasil kar sakte hain aap Ko Jitna Jyada mehnat Karenge knowledge Hansi Karenge experience aapke pass aaega aur aap Forex related rules to follow karte hue kam Karenge tabhi aap ka main aap hongi
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex trading Mein mehnat Kyon zaroori hai??

    Forex trading mein mehnat iss lye zaroori hai kyun kay hum iss business mein paisa hasil kernay kay lye kaam kertay hain aur agar hum iss mein mehnat nahin kerain gaye tou humain income bhi nahin ho gi aur humara forex mein waqt hi zaya ho ga aur agar waqt zaya ho ga tou phir forex mein kaam kernay ka koi faida nahin hai iss lye aap ko forex mein meh at sae kaam kerna hai
    • #3 Collapse

      Re: Forex trading Mein mehnat Kyon zaroori hai??

      Mehant aur lagan jahan pe bhi hogi to hamen lazmi us me kamyabi meli gi. Aur forex trading bohut hi ziada riski korobar hai agar hum yahan pe mehnat nahi karengay to hamen kamyabi ki ummeed bhi nahi rakhni chaheye. Mehnat ho to forex trading me kaam se koi mushkil pesh nahi ati hai aur na hi hamen is buisiness me koi bara rukawat ka samna karna parta hai. Forex trading me mehnat is waja se zarori hai k hum kuch munafa gain karen anhi to ye wese hi loss de degi. Acchi skills aur strong analyses ke sath trading karne se kamyabi hasil ho sakti hai, aur is se hama experience level bhi bohut improve hota hai. Mehnat se kaam karna aur apne dil ko mutmayen karke hi asal me forex me success hasil ho sakti hai. Forex Trading me mehnat se kaam karna is ka sab se bara aur aham hathyar hai jo hamen apne maqsad aur matloba hadaf tak asani k sath pohuncha deta hai.
      • #4 Collapse

        Re: Forex trading Mein mehnat Kyon zaroori hai??

        Salam dear member
        G ap ny bilkul saiii kaha ha ky forex ma mehnat q zarori ha g asa ha ky forex ak asa bussiness jis ma hum jitni mehnat karn gy hamy utna he faida ha utna he profit mily ga
        • #5 Collapse

          Re: Forex trading Mein mehnat Kyon zaroori hai??

          Ji haan forex trading mein mehnat keon zaroori hai bohat acha swal hai forex trading mein mehnat iss Lia zaroori hai aap agar mehnat ka sath kaam kray gay tu aap ko kamyabi hoti hai agar aap mehnat nahi kray gay aap Kaam nahi kray gay tu aap ko forex trading mein kaam karna ka koi faida nahi hota aap ko kamyabi mehnat say hi ho gi iss Lia mehnat Karni zaroori hai
          • #6 Collapse

            Re: Forex trading Mein mehnat Kyon zaroori hai??

            janab ap dunya ka koi bhe kaam kar len ap jab tak os mai mehanat nahi kren gy ap ko kabhi bhe kamyabi nahi milay gi. agr ao n forex mai bhe kamyabi hasil karni hy to ap ko yahan per bhe shadeed mehnat karni pray gi. forex mai ap ko mehnat apana knowlede ko improve karny mai khud k groom karny mai aur apny leay aik achi planning aur aik achi stratgey bnany k leay krani pray gi ap ko market ko studdy karna pray ga, ap jab achy sy market ko analyse karny k qabil ho jayen gy tpo ap aik achy trader ban jayen gy agr ap ny mehnat na ki ap market ko smjhny mai kamyab na ho saky to ap bohant jald hi market sy bahir hoon gy. ap ka ccount bar bar wash ho ga aur ap k leay kamyabi aik khaab ban kar reh jaye gi,
            • #7 Collapse

              Re: Forex trading Mein mehnat Kyon zaroori hai??

              Forex trading m mehnat ke bina hum age barh hii nahi sakte kew ke yahan performance ki bina pe hi bonus milta ha is liye jitna kam karen ge zayada se zayad quality
              Work karen ge to hi hum bonus le paen ge otherwise nahi is liye mehnat zarori ha forex m
              • #8 Collapse

                Re: Forex trading Mein mehnat Kyon zaroori hai??

                har tarah ke business me mehnat ki zarorat hoti hy , kisi bi maqsad ko hasil karny klye hamen bht ziada mehnat karna parti hy . agar ham ziada mehnat akren gy to hamen sekhny ko bht kuch mily ga aur hamary knowledge me bi izafa hoga . forex me start me bht ziada mehnat lagti hy kyukeh market ko analyze karny klye bht ziada indicators aur tools ki help leni parti hy agar ham indicators ki madad se trade laagty hain .
                • #9 Collapse

                  Re: Forex trading Mein mehnat Kyon zaroori hai??

                  Sirf trading m ee nh hr aik kam m mehnat krna prti h bina mehnat k hm success ko imagine nh kr skty hn or trading b mehnat k bina hm seekh ee nh skty hn jb tk is p focus nh krein gy skills kesy improve hngi or kam ksy aye ga bs jo mehnat kry ga usy itni kamyabi mily g or mehnat krna ee kafi nh blky kb kahan kesy mehnat krna zruri h hr aik sector ko manage kr k ap kam krein or discipline sy manage kr k kam krein bina mehnat k to phr hath m kuch nh ata h mehnat sy kamyabi mumkin h
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex trading Mein mehnat Kyon zaroori hai??

                    forex trading main aachay saay apna kam kurnay kay liye or kamayab honaay kay liye mehnat kay sath apna kam kurna bht zrori hai to humain achay say apna kaam jari rukhna chahiye or humain aachaay say mehnat kay saath sath apna kaam kurna chaahiye agar hum es trah say achay say apna kam jaari rukhay gay or mehnat ky sath hum apna kam kuray gay to success bhi asani say gain kur lay gy to es trah say humaain apna kam jari rukhna chahiye or achay say mehnat kay sath humain apna kaam jari rukhna chahiye
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex trading Mein mehnat Kyon zaroori hai??

                      Dunia Ka koi bhi kam mehnat k baghair mumkin ni ha jab tak mehnat ni kren ga ap Kisi bhi field men kamyab ni ho Saktay Forex men bhi baghair mehnat k kamyabi mumkin ni apko mehnat kr k is ko seekhna ho ga k is p kistra kam krna trading kistra ki jati ha jab tarde ko open krna ha r kab isko close krna ha market Ka analysis kistra Kia jata ha r market ki movement kistra hoti ha Tarde ko kab open krna ha r kab close krna ha in sab chezo k baray men apko tab hi pta chalay ga jab ap mehnat kr k is Kam ko seekhay ga jab ap is ko seekh latay hen to is sa ap bahot profit hasil kr saktay hen
                      • #12 Collapse

                        Re: Forex trading Mein mehnat Kyon zaroori hai??

                        forex trading kay bussiness mai mehnaat iss liye zaroori hai kay ap ko iss mai kamyabi se unlimited profit earn krna hota hai,ap ko mehnaat kay saath iss ki education aur demo pr ik acha experience banay ki zaroorat hoti hai, ap ko poori dil lage kay saath serious attitude kay saath iss mai market ki tips aur trick ko seekhna hota hai tb ka ap kamyabi kay saath agay bar sakhain.
                        • #13 Collapse

                          Re: Forex trading Mein mehnat Kyon zaroori hai??

                          Forex main mehnait bahot he zaroori kiu aga hum pak forex main mehnait nahin kray gay tu humey kuch bhi hasil nahin ho ga us liey humy cheay k forex achii posty kray aur achii quality k sath karey agar hum forex bahot zeyda mehnait krey gey tu humay bahot faida ho sakta hai aur hamy experience k sath treanding karni cheay agar humary pass experience hoga tu hum kamyabi ki taraf bhary gey shukriya apka
                          • #14 Collapse

                            Re: Forex trading Mein mehnat Kyon zaroori hai??

                            Forex trading main mehnat isiliye zruri ha k jub tuk ap mehnat nh kru gy apko pairs ka PTA NH chuly ga market analys krna NH aiye ga ur ap log nuksan uthaio gay
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Forex trading Mein mehnat Kyon zaroori hai??

                              g han har surat bohat he achi mehnat chahiye hamara experience acha ho jata hai phir ham us kaam sy faida utha lety hain.isi taran forex main b apny skills aur experience bna k ham achi earning kar k win kar sakty hain huamin trading main win hony kay cahnces barah sakty han huamin is main agr success hasil karni hay to skills ko use kar kay kam karna ho ga

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X