Dosro ki ghaltioyon sy seekhain

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    Re: Dosro ki ghaltioyon sy seekhain

    JB Tak AP khud galati nahi karogy tab Tak us bt ka ehsas nahi hoga apko isliye apne galati se seekho k Apne kis Jaga galati ki hy jb ye jan jaogy tab ap khbi galati nahi karogy
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      Re: Dosro ki ghaltioyon sy seekhain

      ap ki bat theek hay i agree humay ghaltion se sekhna hay hum log learn kiye bagair treading mein kabi k successful trades nahi kar skty,isi liye humein chiye k hum log ziada sy ziada learning krey agr hum forex mein success hasil karna chahty hia is ko seekhna sb sy ziada zarori hai r isko seekhy r smajhy bgair hum isy nhe kr skty
      • #33 Collapse

        Re: Dosro ki ghaltioyon sy seekhain

        Ji han hamen forex men apny mistakes ko cover karna hota hy kun kay agar hum as men mahnat kay sath kam karty hain tu hum as men achy earning hasil kar sakty hain tu hamen as men as men dil kay sath achy mahnat kay sath acha kam karna hot ahy kun kay agar hum as men mahnat kay sath kam karty ahin tu hum as men kabhy bhe achy earning hasil kar sakty ahin kun kay forex men kam karn aasan nahin hy as men jo jinty mahnat kay sath kam karty ahin tu voh as men achy earning hasil kar sakty ahin
        • #34 Collapse

          Re: Dosro ki ghaltioyon sy seekhain

          humay chahye hamesha he hum dusron se he sekhen forex trading karnay kay liye learning karna bhi zrori he learning k begair humein ye bhi nai pata hoga kay humein trading kesy karni he. yeh aik highly risky business hay gee haan agar kuch earn kerna chahtay hoo to bohat zaroori hay.
          • #35 Collapse

            Re: Dosro ki ghaltioyon sy seekhain

            Forex trading ghalti ki koi gunjaish ni hoti , agar ap ek choti si bi ghalti karty hain to iska apko bht ziada loss ho sakta hy . aur agar ap se koi mistake bi ho jati hy to apko chahye keh apni mistakes ko repeat na karen aur apni ghaltioon se sekhny ki kosish karen . aur ap market me dosry logo se bi touch me rahen . jab bi market me apko loss hota hy to dosron ki ghaltioon se sekhny ki kosish karen . is se apki learning skills me izafa ho ga .
             
            • #36 Collapse

              Re: Dosro ki ghaltioyon sy seekhain

              Agar tou hum dusron ki ghalti se sekhtay hain ye best step hay forex business main profit bhi bohat ha. forex trading business main forex traders bohat ziada risk le kar trading bilkul na karin. is main ap risk ko control kar skaty hain is k liye apko chahye k ap is main stop loss ko use akrian or zyada risk na lain tab ap is main loss say bach jaeen gy
              • #37 Collapse

                Re: Dosro ki ghaltioyon sy seekhain

                Dusro ki galti say zayda apni galtiyo par focus rahky jitna zayda apni galti say sehk skty hain itna behter kisi teacher kisi trading guru say ni sehk skty hain apni galti par focus rahky kab kaha kesay loss hoa Q hoa kis galti ki waja sy hoa ye sub daily base par note kary .
                • #38 Collapse

                  Re: Dosro ki ghaltioyon sy seekhain

                  Dear Friends ager koi bhai hamra ghalti kerta hain to use guide kre or us ki ghalsi se sikhe jo ghalti is ne ki hain app na kre is se ap ko bhot fida ho ga p loss se bach jai ge is liye apne juinor ke sath be rabta kiya kre un se be ap bhot kuch shekh sakte hai kuch new member bhot ghalti krte hai lkn samjhdar logh in ki ghltiyo se seekh te hai or kud ko acha bnate hai is se in ko profit ziyada hota hai is liye dosro ki ghalti ko ignor na kre balke is se seekhe
                  • #39 Collapse

                    Re: Dosro ki ghaltioyon sy seekhain

                    g han dear ham ko mistake see bachna chahiye aur is se learning has karni chahiye ta k ham ko is se learning hasil ho saky aur dubara mistake na him aur han is main kamyab ho sakin
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #40 Collapse

                      Re: Dosro ki ghaltioyon sy seekhain

                      Janab aap ki battery ko theek hai dusron ki Galti hone se sikhen Agar vah galat kar rahe hain To Hamen chahie ki Ham galtiyan na Karen Kyunki Unki galtiyo Ko Dekhkar Hamen samajhna chahie Aisa Na Ho ki Ham bhi galat Hain Khatron Ke Sath to jaise vah nuksan mein Gaya To Ham bhi nuksan Maina jaen aur unko Dekh Kar galtiyan Na Karen unke nuksan Ko Dekhkar Ham samajh Jaaye aur ham fayde Mein Jaaye

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X