Popular Commodities aur currency pairs

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Popular Commodities aur currency pairs
    Successful traders jo key esy pairs me trading karny ko tarjeeh dety hey jes ki market movement slow na ho aur jo short time me acha profit earn karny key ley perfect ho wo ye hey,

    Commodities pairs ki agar ham bat karen to mostly esy traders jes ko ham successful ya per big investors samjty hey ye WTI crude oil, gold, Silver jesy pairs me hi trading karna best samjty hey,
    currency pairs jo key bahot zeyada popular hey ye bahot hi zeyada hay jes me sab se zeyada major currency pairs hey jes par trading bahot hi zeyada limit se ki jati hay,

    1. EUR/USD
    2. USD/JPY
    3. AUD/USD
    4. GBP/USD
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Popular Commodities aur currency pairs

    ji han jo ap ne 4 currency pair batain hain in ki movement bhi achi hoti hai our agar in ka experience ho jai to in se achi khasi earning ki ja sakti hai is lye hamain in ka experience bhi hona zrori hai agar in ka experience bhi ap ke pass na ho to ap in se kabhi profit hasil nhi kar sakte.
    • #3 Collapse

      Re: Popular Commodities aur currency pairs

      Forex trading me popular commodity me vold, silver, copper aur oil shamil hen is pe sab se ziada trading hoti hai aur sab se ziada volition bhi isi me hi hoti hai. Forex trading. Forex trading me commodities thori zyada riski hai is waja se in pe trading me ikhtyat zarori hai.
      Dosre Forex trading me currency pair m esab se ziada EURUSD, GBPUSD, USDJPY, USDCAD, USDCHF GBPUSD EUR GBP GBPCAD wagher shamil hen aur taqreeban 85% traders in pair me hi trading karte hen is waja se in ka learn karna bohut hi ziada zarori hai.
      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
      • #4 Collapse

        Re: Popular Commodities aur currency pairs

        Forex mein popular commodities mein crude oil hai gold hai silver hai aur mashoor currencies mein EUR aur USD aur JPY aur AUD aur GBP hain jin mein trading sae bahut faida hota hai forex main aap agar inn sae kerain trading tou aap ko pata chalay ga aap sub sae pahele demo account istemaal kar liya Kerain uss per aap mukhtalif pairs per trading kerain jin pairs per aap ki trading achi ja rahi hai aur jin per aap sahi tareeqay sae trading ker rahay hain aur nuksaan aap logoun ko kam ho raha hai tou uss per zayada sae zayada trading ki jaye tub hi aap forex mein kamyab hoon gaye

        اب آن لائن

        Working...
        X