Currency pairs ki selection.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Currency pairs ki selection.
    Assalam o Alaikum dear members jaise ky aap sab ki knowledge mein hy ky forex mein three types of currency pairs hain jaise major pairs, minor pairs or exotic pairs lakin trader ko according to experience trade karne ky liye pairs mein selection karni chahiye kyo ky kafi traders sirf iss baat py focus karte hain ky currency pairs py trading sy experience increase hota hy lakin un pairs mein bhi aksar dafa major pairs ko choose karne ky bajaye minor ya exotic choose karte hain jin mein volatility zyada jab ke liquidity less hoti hy or jab loss face karte hain tou forex ko quit karte hain. Forex risky zarur hy lakin trader py depend karta hy ky kitni knowledge rakhta hy or wise decisions sy trading career ko build karta hy isliye trader ko hamesha major pairs py trading karni chahiye kyo ky liquidity zyada hy or spread bhi low jis ki waja sy experience bhi increase hota hy or sath mein trading mein achi performance ky sath success bhi hasil hoti hy.
    Do what the clock does:- KEEP MOVING!!!!
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Currency pairs ki selection.

    ismein hamen hamesha hi jo bhi Laut lagani chahie to gold per lagani chahie gold hamare liye best hai aur ismein kam kar sakte hain gold aisi chij hoti hai jo hamen nuksan bhi acche se deti hai aur paida bhi acche se deti hai nuksan hai isliye milta hai ki Ham jo bhi kam karenge to hamare liye vah karsan ho sakega aur ham achcha kam kar sakenge aur agar jitna jyada hi apne aap ko humne kamiya banana chahie to hamen ismein kamyab ho sakte hain aur halke mein Na kami nahin Ho jaati aur aise logon Ko kam karna chahie Jo ismein main aat Karen aur achcha kam kar rahe hain aur agaram ismein vah acche acche se kam karenge to unka fayda hoga aur vah kam kar sakte hain aur unhen Koi Na kami nahin ho sake la ke humko bhi kamyabi ke liye hamesha apne kahan par focus rakhna chahie aur agar Ham jitna jyada apna Kam per focus rakhte Hain to Ham utna jyada mehnat karte Hain
    • #3 Collapse

      Re: Currency pairs ki selection.

      Currency pairs ki selection be bahot zarori hay trading experience key base par ham best aur ideal currency pairs ki trading key ley selection karny me kamyab ho sakty hey, jes currency me trading karna easy lagta hay aur es ki market ko samjny me traders asani feel karty hey real account me life time key ley esi currency pair ko select kar leny me traders ki kamyabi hoti hay.
      • #4 Collapse

        Re: Currency pairs ki selection.

        Walakum slam dear forex members cruncy pair ki slection ap is tarhan karen ke jab ap ko kisi bhi pair ka acha experience ho to ap ko us main trade lagana chahye kyun ke jab ap is tarhan se trade lagain ge to ap achi profit hasil karne main kamyab ho sakian ge warna ap ka account wash ho jai ga.
        • #5 Collapse

          Re: Currency pairs ki selection.

          Assalamu Alaikum for its members doston Hamen currency pair ki selection Apne capital ko Nazar Mein rakhte Hue hi Karni chahie agar aap ke account mein capital kam hai to aapko USD ya FIR dusri ka 30 may participate karna chahie aur Agar aapke account mein balance capital jyada hai to aap gold silver metal main bhi kar toy main bhi trade kar sakte hain yah Kafi profitable pairs Hote Hain
          • #6 Collapse

            Re: Currency pairs ki selection.

            dear member mere khayal mein humko pair ki selection eur usd or gold boom pe karni chaiye ye pair is time achi earning dy rahy ahi uske liye apke pass acha experience hona chaiye to hum is pair ko choice krke achi profit nikal saktry hai or loss se bhi bach sakty hai bus ye ap depend karta hai ke apke pass trade ke knowledge kaisa hai ap pair pe learnig krke sakty hai ya nai ye sub dekhna samjna hoga uske bad hi achi trade krke sakty hai.
            • #7 Collapse

              Re: Currency pairs ki selection.

              forex trading kay bussiness mai achay profit kay liye achay currency pairs ki selection boht zaroori hai aisay pairs ki selection ki jae jin mai movement boht ziyada ho, agar ap new trader hain yu ap kay liye best currency pairs major currency pairs hain kiyun kay in mai move boht hota hai, aaur ye apni previous value ko bar bar touch krtay hain, agar ap ik expert trader hain tu ap kay liye cross currency pairs aur major currency pairs dono hee achay hain.
              • #8 Collapse

                Re: Currency pairs ki selection.

                Market ko analyse kr k Market k hisab at pair ki selection krni chahiye
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  Re: Currency pairs ki selection.

                  ji han ji agar aap kahan se pyar ki selection karte hain to aapko ismein nuksan Nahin hota kyunki Jo currency pairs ki hoti hai aur kaun Nahin hota lagate Hainaapko ismein kafi jyada fayda pahunchta hai aur aap apne ghar se pyar ko acche tarike se samjhe jab aap kaun se pyar ko acche tarike se samjhe ayenge to aapko bahut jyada aur lal ne paida pahunchega

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X