RSI ki strength or weakness kya hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    RSI ki strength or weakness kya hai
    Assalamu Alaikum dear group members Forex trading market analysis ke liye bahut Sare tools aur indicators hote hain jo aapko trading ke bare mein guide Karte Hain aur main aap sabse yah puchna Chahta Hun Ki RSI ke kya strength or weakness hai aur Hamen Aise trading Mein help lani chahie ya ni.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: RSI ki strength or weakness kya hai

    RSI acha indicator hai our hamain is main market ko achi tarhan samajh sakte hain our ye andaza laga sakte hain ke ye kis tarhan hamin sighn deta hai ke aga market is side par move kare gi lekin is ki weeknes ye hai ke is ko har candle frame main alag se dekha ja sakta hai.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #3 Collapse

      Re: RSI ki strength or weakness kya hai

      Agar hum mt4 application open kar keh dekh len to hamen anadaza ho jata hai k ye Indicator 30 se le kar 70 tak k darmeyan value ko show karta hai. RSI ya Ratio Strength Index aik indicator hai jo forex trading market me hum technical analysis k leye istemal karte hen. RSI ka bohut zyada istemal hota hai forex trading analysis me aur is indicatores se hum forex trading ki analysis bohut zyada madad lete hen. RSI indicator ka forex trading analysis bohut had tak kamyab bhi hoti hai. Forex trading me hum jab mt4 ya mt5 apps ko open karte hen to chart pattern k nechae aik line gragh show ho raha hota hai. Wo line graph hamare leye RSI indicator hai. Forex trading me RSI indicator ki value to points k darmeyan de jati hai jese 30- 70 ka level deye gaye hen. Is me jab value 30 se nechay ya 70 se uper ko chali jati hai to pher value apni direction ko change karne ki koshash karte hen.

      اب آن لائن

      Working...
      X