Bearing the loss is difficult but complusary
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Bearing the loss is difficult but complusary
    Dear jab ham yah bat kahty hai k forex iak risky kam hai or ham is se time tak eaning nahe kar sakty hai jab tak ham is ko achi tarah se learn na kar lai . q k jab ham without learing forex per kam karty hai to us time forex main loss honey ka chance barh jaty hai is lai ham ko aisa kuch nahe karna ho ga .or aik khas bat jo main yahan per share karna chahta ho k forex main chahy ham jo b kar lai ham ko loss ho sakta hai. or baz okat yah loss boaht bara ho jata hai. to aisy soorat hal main is loss ko bear karna boaht mushkal ho jata hai. or dill karta hai k ham forex ko chore dain per ham aisa nahe kar sakty hai.
    q k agr ham ko forex k sath her hall main attach rahan hai or forex ko chorna nahe hai to ham ko lazmi us loss ko bear karna ho ga warna ham ko forex ko chorna par sakta ha. is lai loss ko bear karin.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Bearing the loss is difficult but complusary

    Jin logon men sabr aur bardasht nhi hota woh forex trading men kamyab traders nhi ban saktay kiun k jo log profit men ziyada khush aur loss men preshan ho jatay hen woh jaldi nakam ho jatay hen iss liay agar kamyabi chahtay hen tu phir loss ko bardasht karnay ki koshish karen kiun k loss business ka hissa hey iss liay loss se tension lenay ki bajay loss se seekhnay ki koshish karen aur mehnat aur himat jari rakhen tu zaroor loss ko recover kar saktay hen
    • #3 Collapse

      Re: Bearing the loss is difficult but complusary

      dear forex members agr hum nay forex ko karna hay to pehly forex ko learn karen start main hamen is kam main loss hota rehta hay hum nay loss ko ni dekhna hy bulkeh loss kay pechey jo reason hay uski wja dekhni hay apni mistakes ko control karna hay aor achi trah sy learning karny kay bad hi forex market main entr hona is trah sy achi learning kay sath sath earning bhi ho jati hay
      • #4 Collapse

        Re: Bearing the loss is difficult but complusary

        koi bi kam mushkil ya asana nai hota hai so hamaini s k bary main pahly learnring karni ho gi ta k earn karin gay so hamain is k bary main enter hony say pahly is k bary main planing karni ho gi tab hi hum run karin gay so hamain chahye is k bary main emotion ko kabo main rakhna ho ga aur hamain chaye is k bary main earn karin gay ta k earn karny k kabl hn gay
        • #5 Collapse

          Re: Bearing the loss is difficult but complusary

          ap ny sahi kaha hy k loss ko bear karna muskil hota hy mgr ap ko es ka faida bhe hota hy. aik acha trader hmesha apni ghalti sy seekhta hy aur os ko kabhi loss ho jata hy to wo gor karty hy k ap ko loss kis waja sy hua hy aur os ki ghalti kia thi aur future mai os ko kis kisam ki mistakes sy bachna chaey ta k wo loss sy bachy sky agr ap apny loss sy seekh jATY HAIN TOA P KA LOSS ap k leay aik achi chezz hy aur ap ko futiure mai es loss sy kai gunaah ziayada profit day ga aur ap ka ye loss ap ko aik acha trader banny ki traf aik dtep sabit ho ga lehaza ap bhe apny loss sy dil chota na kren aur es sy seekh kar khud ko behtr kren aur aik acha trader hony ka saboot den.
          • #6 Collapse

            Re: Bearing the loss is difficult but complusary

            Dear forex members forex trading international business is me hmy sbr k sth kam krna chaey.
            Hum forex me jitni mehmat knowledge learning experience planning market analysis k sth kam krin gy hum utny successful hoskty hain.
            Forex trading international business is ko mukml knowledge learning experience planning market analysis sy e successful bnaya ja skta hy.
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #7 Collapse

              Re: Bearing the loss is difficult but complusary

              ap new york sahi kaha hy ok loss ko undergo karna muskil hota hy mgr ap ko es ka faida bhe hota hy. aik acha dealer hmesha apni ghalti sy seekhta hy aur os ko kabhi loss ho jata hy to wo gor karty hy okay ap ko loss kis waja sy hua hy aur os ki ghalti kia thi aur future mai os ko kis kisam ki errors sy bachna chaey ta ok wo loss sy bachy sky agr ap apny loss sy seekh jATY HAIN TOA P KA LOSS ap okay leay aik achi chezz hy aur ap ko futiure mai es loss sy kai gunaah ziayada income day ga aur ap ka ye loss ap ko aik acha dealer banny ki traf aik dtep sabit ho ga lehaza ap bhe apny loss sy dil chota na kren aur es sy seekh kar khud ko behtr kren aur aik acha trader hony ka saboot den.

              اب آن لائن

              Working...
              X