Trading mein money management

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading mein money management
    Forex trading mein money management ek ahem step hai jo shakhs iss step ko chor deta hai woh trading mein hamesha loss hi krta hai jo trader money management ko smjh jata hai woh trader kamyab hojata hai islye sab sy pehly money management karna zrori hai money management ko agar simple words mein likha jay to lot size mein saari money management rakhi hai ek kamyab trader banny kay lye money management zrori hai.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trading mein money management

    dear friend forex trading mn achhi trading krnay k liay money management bahot zroori ha isliay achhi trading krnay k liay apko chayay k trade mn lot size hmesha apnay account ballance k mutabik rakhen ta k ap achha profit bhi hasil kren aur apka account bhi safe rhay ga
    • #3 Collapse

      Re: Trading mein money management

      Dear pyary forexer aj aik aham unwan guftugu ke liye muntakhib Kiya hai apnay money management Forex trading ki aik bunyadi skill hai jisko ham seekh Ker hi Achi trading Kar sakty hai ager hamy trading ke waqt money management ke barey ma maloom Nahi hai to chances yehi hoty hai ke ham apni trade ka loss hi kareygy.
      Money management darasal trading ke volume ko Kaha jata hai or uskay mutabiq take profit or stop loss ko set Kia jata hai ta ke zada loss na ho or ager profit ho to ham tp ke zariye hasil Ker sky is Lia risk apny account ky capital ke mutabiq in cheezon ki dehan mein Rakh Ker kary.
      "Ham Kabhi nhi hartay ya ham jeet tay hai ya seekhty hai".
      • #4 Collapse

        Re: Trading mein money management

        Trading m money management san s ziada zarori h hmain chahye krh ham log in chezon ko Apny mind m rakhein or khud ko a Acha trader bnein Jo hmary liay but ziada zarori h or hmain chahye keh money ko manage krein or khud ko Acha trader bnein to best hoga
        • #5 Collapse

          Re: Trading mein money management

          Ji han hamen forex men trading kay duran saber kay sath kam karna hota hhy kun ka agar hum as men saber kay sath acha kam nahin karen gy tu hum as men kabhy bhe achy earning hasil nahin kar sakty hain as men jo log mahnat kay sath forex men trading nahin karty hain tu hamen as men dil kay sath acha kam karna hota hy kun kay forex men klam karna asan nahin hy
          • #6 Collapse

            Re: Trading mein money management

            Trading me money management aik eham or basic step hai. Or ye aik asa step hai jis ko agr hm sahe trha se or soch samjh kr uthaein to hum zyada se zyada profit hasil kr sakty hein jb ky agr isi step ko bina sochy samjhy or bina practice or experience ky uthaya jy to humein loss bhe ho sakta hai isi liye humein ye step soch samjh kr or practice ky sath lena chahye.
            • #7 Collapse

              Re: Trading mein money management

              is k bary main practice karni ho gi aur money ko mange karein gay ta k earn karny k kabil ho sakty hain so hamain is k bary main practice karni ho gi ta k earn karny k kabil ho sakty hain is k bary main enter hony say pahly is k bary main earn karny k kabil ho skayt hain sohamain is k bary main enterh ony say pahly is k bary main eanr karny k k abil ho sakty hain
              • #8 Collapse

                Re: Trading mein money management

                Forex Trading main money Management bohat important hay. money management ka matlab hay keh hum trading ko apnay capital kay hasab say start karin yani keh trade ka volume capital kay hasab say low risk per set karian. agar hum high volume per trade karin gay to humain loss ho sakta hay. low risk humain loss say bhee bachata hay.
                • #9 Collapse

                  Re: Trading mein money management

                  achay trader ki ye pehchaan hai kay forex trading kay bussiness mai proper money management kay rules ko follow kr kay chalta hai, money management se murad kay ap apnay account ka kitna risk ly rahay hai, ap ki risk to reward ratio kiya hai, ap ki investment kitni hai aur iss kay liye ap nay kitni per month earning ka target set kiya hai etc.
                  • #10 Collapse

                    Re: Trading mein money management

                    Forex trading men money ki bahot ziada ahmiat ha lakin badqismati sa aksar traders is ko nazar andaz kr datay hen jis ki waja sa Chand dino men apnay balance ko khtam kr daty hen money management men 2 cheezon Ka khas khayl rkha jata ha take profit r stop loss agr price apki tarde k mukhalif chal rhi ha to apka balance bhi Kam ho raha ho hota ha r apka loss ho raha hota ha agr ap is loss ko ak khas limit men rakhtay hen to isko stop loss Kaha jata ha stop loss na Kam hona chahy r na hi itna ziada k ap Ka account hi wash ho jay
                    • #11 Collapse

                      Re: Trading mein money management

                      is k bary main practic ekarni ho gi aur money ko mange karien gay tab hi hum real main kam karny k kabil ho sakty hain s ohamain is k bary main practice karien gay aur hamain is k bary main practice karni ho gi ta k eanr karny k kabil ho sakty hain is k bary main enter hony say pahly is k bary m ain emotionko akbomain rkahna ho ga ta k eanr karny k kabil hon gay
                      • #12 Collapse

                        Re: Trading mein money management

                        money ko mange karien gay ta k earn karny k kabil ho sakty hain so hamain is k bary main practiice karien gay so hamain is k bary main practice karin gay s hamain is k bary main eanr karny k kabil ho sakty hain os hamian i sk bary main practce karien gay so hamain is k bary m aine nr hny say pahly is k bary main emotion ko kabo main rakhan hog a ta k earn ho
                        • #13 Collapse

                          Re: Trading mein money management

                          market main practice karni ho gi ta k eanr karny k kabil ho sakty hain s k bary main earn karien gay s ohamain monry ko mange karein gay tab h ihum achy say trader ban sakty hain so hamain is k bary main ghr main beth k hi hum acha earn karny k kabil ho sakty hain tab hi hum run karin gay ta k earn karny main bi asani ho saky gi tab hi hum run karin gay
                          • #14 Collapse

                            Re: Trading mein money management

                            Successful trading career k liye safe way men trading krna boht zaruri hai jo k sirf or sirf achi money management men he hai agar hum achi tarah sy money ko manage karen to hum achi trading kr k kamyab ho sakty hen. forex main ager aap zeyada se zeyada profit hasil kerna chahte hain to aap ke pas experience bhi boht zeyada hona chahiye aap ke pas jitna zeyada experinece ho ga aap utna hi zeyada profit earn ker skte hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Trading mein money management

                              Business mai money management bohat laazmi aspect hota hai. Forex trading ho ya koi bhi dusra aam sa business ho jo loog money management kertay hain wohi kaamyab bhi hotay hain. Forex trading business mai bhi money management ka wohi role aur part hai jo kisi bhi dusray business mai hota hai. Her trader ko money management kay saath he apna business daikhna chaiye. Kabhi bhi ziada laalach ki taraf nahi Jana chaiye aur koshish kerni chaiye kay aik average profit kay saath he apni trading ko jaari rakhain. Iss tarah 2 faiday hotay hain aik to unhain profits regular miltay rehtay hain aur dusra unhain long term kay liye apnay business ko grow kernay ka moqa bhi mill Jata hai

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X