dear agar ham aik he trend main kaam kar rahay hotay hain to tab bhi hamin is markeet main kaam kartay huway iski situation main samjhnay ki zarurat hoty hay jisk liye agar ham long term ki trading bhi kartay hin to tab bhi hmaray mined main yeh baat honi chaye k markeet har daffa entraday main apni retracmnt ko pora karty hay jisk liye agar hamaray stoplose chottay hotya hain to wo bhi hit kar daity hay jisk liye hamain is makreet main kaam kartay huway iski retracmnt ka khaas kahayal rakhtay huway kaam karna chaye.
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим