Re: what is difference between commodities and currency pairs ??
Forex main kai types kay pairs hain jin per traders trading karty hain in pairs main metal pairs, commodity pairs, stock pairs, currency pairs aur mukhtalif companies kay index shamil hain. Har trader apny time aur sahoolat ko mad-e-nazar rakhty huye forex main kisi bhi pair main trade kar sakta hay. Laikin kai commodity aur currency pairs ka shamar major pair main hota hay yani in main kafi ziada trading hoti hay jis waja say in main traders trading karny main interested hoty hain.
Commodity pairs.
Commodity pairs say murad aisy pairs hain jo na sirf self use hoty hain balkeh baqi kai processes main bhi use hoty hain aur forex market main inko exchange bhi kia jata hay yani currency ya kisi aur commodity say. Major commodity CL hay jo keh khareedi bhi jati hay jab keh iska istemal kai sanaton aur business sector kay ilawah machinery aur transportation main bhi kia jata hay. Traders ki priority hoti hay keh woh commodity pairs jab high price per hon to inko sell kar dain aur jab low price per a jayain to inko buy kar lain.
Currency pairs.
Currency pars woh pairs hoty hain jo aik currency kay sath dusri currency ki exchange kay liye use hoty hain jaisy keh EURUSD, AUDUSD, NZDUSD etc. Ye teenon major pairs hain aur in per daily kafi ziada traders trading karty hain. In pairs ki volatility low hoti hay q keh ye kafi stable hoty hain. Inki liquidity high hoti hay q keh yeh currencies kafi ziada use hoti hain. Inka volume bhi ziada hota hay q keh in main daily kai traders trade karty hain.
Difference.
Commodity pair currency kay sath exchange ho sakta hay jaisy keh XAUUSD yani gold aur USD, laikin currency pair sirf apas main exchange hoty hain jaisy keh USDJPY yani keh USA ki currency vs Japan ki currency.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим