what is difference between commodities and currency pairs ??

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    what is difference between commodities and currency pairs ??
    Assalam o Alaikum dear friends mare apne seniors se question hai k Forex trading main ham different pairs par trade karte hai jin main kuch major hote hai kuch exotc hote hai our ham Forex trading main kuch commodities par b trade karte hai dear friends mera sawal hai k commodities our currency pairs ma kia fark hai ?
    Ayisha Cutey's Trading Journal
    https://investsocial.com/ur/showthread.php?266144-Ayisha-Cutey-s-Trading-Journal&p=10350037#post10350037
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: what is difference between commodities and currency pairs ??

    forex ke market mai hum pairs mai or currncy ma trade laga sakty ha hamy market ke movement ko samj kar is mai kam karana ho ga pher e hum earnig gain kar saky gy forex aik best busiess hai hum s mai rat mai be kam kar sakty hain hum is mai din mai be kam kar sakty hain hum is mai market ke movement ko samj kar kam karty hai to hamy kamaybe hasal ho jy ge hum is mai apy boss kud ap he hot yahi hum is mai aagr greedy ban ky kam karty hain to hamara loss hai hum s ma agar tuka system sy kam karty hai to harma loss hain hamy is mai aalsis ko learn kar ky use kar ky kam karty hai to hamy kamaybe hasial ho jy ge hum is mai mahnet karty hain to hamy kamayeb hasal hpo jy ge hum is mai ak lmit ky mitabik km kar sakty han hum s mai over limti kam nahi kar sakty hum is mai apne marze sy time table bana kar be kam kar sakty hain hum is mai agar greed ko katem kar ky kam kartty hain to ha,y kamaybe hasal ho jy ge hm s mai live chat kar sakty hain hum is ma aik din mai aik limit ky mitabik kam kar sakty hain over limit hum is mai kam nahi kar sakty forex mai hamy ahteyt sy kam kara ho ga pher he um kam kar ky bonus kaama saky gy forex mai hamy ak tiem table baa kar kam karna chaye
    • #3 Collapse

      Re: what is difference between commodities and currency pairs ??

      Yes forex trader ko trade sy pehle market ki pori knowledge hona chahe. Usko pata hona chahe k wo currencies par trade kar rha hai ya commodities par. Kuch broker trading k lae currencies ko provide karty hain but kuch currencies k sath sath commodities b trade k lae provide karty hain. So trader currencies k sath sath commodities par b trade kar sakty hain.

      Forex Commodities vs forex currencies pairs. Forex trading ma bhot sari commodities available hain jesa k gold, silver, crude oil, natural gas. Trader en k rates k difference par trade kar sakta hai. Wo ik commodity ko current spot sy buy ya sell karta hai or es hesab sy pehle prediction karta hai agr market trader ki prediction k mutabik move kary to usko profit hasil ho jata hai. Trader bena kisi physical involvement k commodities ko buy or sell karta hai or un par trader ko profit or loss hota hai.

      More knowledge. Same ese tarha trader currencies pae b trade kar sakty hain. Trader ki asani k lae currencies ko 3 types ma divide kiya giya hai. Major currencies, minor currencies and exotic currencies. Forex trading ma jo trader en categories ko achi tarha samaj leta hai wo na serf achi trade kar sakta hai balky wo acha profit b hasil karny ma kamyab ho jata hai. Wo trader jo tokky sy market ko trade k lae use karty hain wo kbi kamyab ni hoty kiu k market ko serf analysis k zaryae he samja ja sakta hai. Forex ka bhot vast knowledge hota hai or wo usko he hasil hota haj jo mehnat zayada karta hai. Jo trader short cut ko prefer karty hain wo kbi acha knowledge hasil ni kar paty or na he acha profit hasil kar paty hain.
      • #4 Collapse

        Re: what is difference between commodities and currency pairs ??

        COMMODITIES
        Commodities trades mein Jin cheezon per trading ki jati hai us mein coffee cocoa aur is ky ilawa oil aur gold se mined ki gai products Shamil hoti hain
        CUURENCY
        forex trading Mein Jin pairs per ya Jin currencies per trading ki jati hai us mein rupees euros dollars aur yens Shamil hoty hain
        DIFFERENCE BETWEEN COMMODITY AND CURRENCY
        Dear jahan tak mujhe information hai to us ky according commodity aik useful object hai aik ache value ky saath istemal hone wala object aur is Mein jo values istemal hoti hain wo exchange values ko create krti hain jo KY market ki expectations ky according modifies hoti hain jab ky dollars ki value kisi bhi cheez ya Kisi bhi currency ky saath relatively stated hoti hain aur bitcoin value siraf aur siraf dollar ky saath relative hoti hai
        Dear Mujhe Itna thorough is ky baare mein nahi pta lekin Jitna mein ne is ko abi tak seekha hai us ky according mujhe yehe samajh aye hai ky Agar hum currency ki baat krty hai to us mein Har currency he dollar se relevant hoti hai us per based ya kh Lyn ky dependent hoti hai Jab KY commodity in values ko create krta Hai Jin ki market Mein bohat importance hoti hai bohat zarorat hoti hai
        • #5 Collapse

          Re: what is difference between commodities and currency pairs ??

          Walekum assalam Aaj aapane Hamare Sath bahut hi acche topic or discuss ki hai aaj Ham aapko bataenge ke commodities and currency pair mein kya Fark Hai Agar hamare pass Forex trading ke related Achcha knowledge Hoga To Ham comodities and currency pair Ke Piche ke Fark ko acchi Tarah Se samajh Payenge Hamen Apne kam ko Hamesha Soch Samajh Kar karna chahie Hamen Apne kam mein kabhi bhi jaldbaji nahin Karni chahie Kuchh broker trading ke liye currency ko provide karte hain ya currency pair Hamare trading ke liye bahut jyada faydemand hote hain isliye Hamen currency pair ko kabhi bhi avoid nahin karna chahie

          Kuch currency ke sath sath commodities bi trade ke liye provide kiye Jaate Hain Forex trading ke Business mein different type ki commodities Hoti Hai Jaisa ke Silver aurGold Ham silver or Gold per abhi market Mein trading kar sakte hain Jab Ham gold pair trading kar rahe ho To Hamen Hamesha Soch Samajh Kar Hi trading Karni chahie Hamen kabhi bhi jaldbaji nahin Karni chahie Gold per trading karne ke liye hamare pass Achcha knowledge Ka Hona bahut jyada important hai agar Ham without knowledge ke market Mein Gold per trading Karenge To Hamen apni trading Mein loss ho sakta hai commodities ko current sport yah buy yah sell karta rahata hai Forex trading ke Business mein jo trader categories Kochi tarike se samajh leta hai vah apne business Mein Hamesha Achcha profit bhi Hasil karte hain aur apne business mein kamyabi bhi Hasil kar leta hai Forex trading ke Business mein agar humne kamyabi Hasil karna aur apni Business mein long time ke liye kam karna hai to uske liye jaruri hai ki Ham Apne is business Mein mehnat Karen mehnat Karke Ham Apne is business Mein acchi earning Hasil kar sakte hain
          • #6 Collapse

            Re: what is difference between commodities and currency pairs ??

            Forex trading Mein kam karte hue Hamen kam commodities aur currency pair ke bare mein Achcha knowledge Hona chahie Agar hamare pass Iske bare mein Achcha knowledge Hoga To Ham acchi kamyabi Hasil kar sakte hain Jab hamare pass Iske bare mein Achcha knowledge Hoga To Ham market Mein iska istemal bhi acche tarike se kar sakte hain aur acchi Kamyab Haasil ka sakte hain Hamen apne business ke bare mein Achcha experience or knowledge Kaun are bahut hi jyada important Hota Hai Jab hamare pass apne business ke bare mein Achcha knowledge guitar market Mein acchi tarike se work kar sakte hain aur acchi kamyabi Hasil kar sakte hain

            Market Mein different currency pair maujud hote hain Kuchh currency pair market mein bahut jyada strong hote hain aur kuchh currency pair market mein bhi hote hain Hamen Hamesha Apne trading ke liye strong currency pair ko select karna chahie Agar hamare pass currency per strong Honge To Ham mis Achcha profit Hasil kar sakte hain aur apne trade ko bhi Kamyab bana sakte hain trading Hamesha jodon ki Shakal Mein Hoti Hai Kisi currency pair ki trading bahut jyada hoti hai aur kisi currency pair ki trading market mein bahut kam hoti hai

            Forex trading mein bahut sari commodities maujud hoti hai gold silver croude aur natural gas Ham Kisi bhi commodities trading Karke acchi kamyabi Hasil kar sakte hain market Mein trade Lagate Hue Hamen Hamesha Soch Samajh Kar trade Lagani chahie market Kshetra case analysis karna chahie Hamen Apne trade per focus Rakhna chahie Hamen Apne trade mein kabhi bhi jaldbazi nahin karne chahie Hamen Apne se kam Lena chahie
            • #7 Collapse

              Re: what is difference between commodities and currency pairs ??

              hum is mai pair or currency mai kam karty hai hamy aik time mai aik he pair yai currency mai kam karna chahey agar hum new member hain to hamy euro usd currency mai kam karna chahey agar hum expert trader hai to hamy pair mai kam karna chahey currency or pair ke forex mai kie isam hai hamy aik time mai aik he pair mai currency mai kam karna chahey yai aik legal karobar hia hum is mai aik din main aik account mai 50 posts or 4 threads karty hain hamy pahly posts karne chahey or bad mai threads karny chahey ta ky hamare posts ke limit pore ho saky or hum is mai acha bonus hasil kar saky hum is mai jitna be kam karty hai yai hamy ise ky mutabik earning dyta hain hamy kamaybe ky tools ko use kar ky kam karna chahey ta ky hum is main kamyab trader ban saky o market main run kar saky hum is mai pasia be invest kar sakty hai agar hum is mai pasia invest karna chaty hai to hamy pahly market ke movement ko watch karna ho ga hamy is mai aik time table bana kar kam karna chahey hum is mai ape marze ka time table bana kar kam kar sakty hai hamy is mai morning ka time table bana kar kam karna chahey kue ky morning mai hum zeda fresh hoty hai or hum kam ko jaldi pora kar laty hai hum is ko apna life time career be bana sakty hai
              • #8 Collapse

                Re: what is difference between commodities and currency pairs ??

                currency pairs:-
                Exotic currency pairs.:-
                Aeisy currency pairs jo major currency ky sath jury hoon, is mein aek currency tou major country ki currency hoti hai jab k second aeisy developing ya emerging country ki currency hoti hai jis ki economy bhi weak ho. Jaisy k USDTRY k case mein USD ki currency strong aur stable samjhi jati hai. Jab k Turkey k halat up down hoty rehty hain jis waja say iski currency ki value bohat ziada up and dwon hoti hai. Isi wajah sy is ki government bohat jald monetory policies revise karti rehti hai, aur jab aeisi news publish hotin hain to iski currency ki volatility barh jati hai. Exotic currency pairs ka yehi faidah hota hai ki inki volatility barhny sy kafi ziada price fluctuations hoti hai jis ki waja sy major currency pairs ky sath agar is main trading ki jaye tou iss ki potential movement bhi barhti hai. Agarchah iska spread high hota hai lekin phir bhi iss mein achi trading mumkin hai.

                Major currency pairs.:-
                Aeisy mumalik jin ki economy kafi strong ho tou unka apass mein currencies ka pair major currency pair kehlata hai. In pairs ka spread low, volailtility low lekin liquidity high hony ki waja sy in mein bohat ziada trading ki jati hai. Iski wajah yeh hoti hai keh in mumalik ki economy strong hoti hai jis wajah sy inki currency bhi stable hoti hai. Aur in pairs k aek hissab sy up ya down deikhnay mein aty hain. Na hi in ki government bar bar ya achanak monetary policies revise karti hain. Jis ki wajah sy maximum traders in pairs mein trading karna pasand karty hain aur yehi wajah hai k in mein daily bohat ziada trading ki jati hai.

                commodities:-
                1. positive correlation
                2. negative correlation
                Forex trading mein successful hony ke liye Jab aap market ky different important currency pairs aur commodity se related information Hasil kar rahe hote hain tou iss mein aapko yeh bhi Pata Hona chahiye ki kon si commodities Ka aapas Mein positive aur kon si commodities Ka aapas Mein negative correlation Hai Kyun ki Jab aap same time mein multiple trades Apne metatrader 4 per open Karte Hain Tou iss mein aapke liye positive correlation aur negative correlation Ka Pata Hona bohat hi important role play kar raha hota hai isliye aapko different currency pairs ki selections unke correlation ki basis per bhi Karni chahiye.
                • #9 Collapse

                  Re: what is difference between commodities and currency pairs ??

                  Walekum assalam geomed hai aap khairiyat se hongi aapane bahut hi achcha question juice Kiya hai discussion ke liye kyunki forex trading mein jab bhi aap trade karte Hain to uske liye yah to aapko Koi commando 3 provide ki jaati hai yah prapt currency mein trade karte hain yahi vah do paise xperes hai jis per jyada se jyada trade hoti hai aur jab tak aapko inky samajh nahin hogi ki commodity kya hai aur iska forex trading mein kya use hai is per Ham kaise trade karte hain aur ISI tarah currency pair ke bare mein agar aap ko pata nahin hoga aur ine donon ke darmiyaan aapko difference pata nahin hoga to aap kabhi bhi acche tarike se trading nahin kar sakte and related main aapse kuchh information share karna chahta ho

                  COMMODITY PAIRS :

                  forex trading main kuchh pairs aapke pass aise Hain Jo pure commodity hai yah jinka physically Koi appearance hoti hai usko Ham commodity bolate Hain jaisa ke forex trading main aapke pass silver a commodity pair hai gold aapke pass commodity per hai aur ISI tarah aapke pass crude oil commodity per hai yah vah pairs hai Jin per agar aap trade karte Hain to aap bahut achcha profit Kama sakte hain inki physical appearance maujud hoti hai aur yah buy and sell bhi ho sakte hain isiliye hamen ko commodity bolate Hain kyunki yah 1 market mein easily sale ho sakte hain

                  CURRENCY PAIR :

                  forex trading mein jab aap kam karte Hain to uske liye aapko kuchh currency pairs bhi provide kiye jaate Hain currency pairs basically forex trading mein aapki currency ke sath relate karte hain Inka directly e relation aapki country ki economy ke sath hota hai aur har country ki alag currency hoti hai aur currency kisi bhi aam market mein sale aur purchase nahin hoti iske liye aapko special market mein jana hota hai jaise ke forex exchange vahan se aapko yah currency mil sakti hai

                  DIFFERENCE BETWEEN COMMODITY AND CURRENCY PAIR :

                  ine donon pares ke darmiyaan basic difference yah hai ki commodity aapki product ke sath relate karti hai iska relation aapki product ke sal hota hai jaisa ke silver gold crude oil etc

                  jab ke aap ki currency ka relation direct aapki country ki economy ke sath hota hai aur aapki country ki economy ke sath currency relate karti hai aur aap is pair per trade karte Hain

                  commodity ko aap easily kisi bhi market se purchase kar sakte hain yah easily aapko har market mein available hoti hai aur aap iski easily buy and sell kar sakte hain

                  Currency ki normally are market mein Koi buy and sell nahin hoti hai iske liye aapko foreign exchange ke office mein jana hota hai aur vahan per jakar aap ko isko purchase ya sale karna hota hai
                  • #10 Collapse

                    Re: what is difference between commodities and currency pairs ??

                    Market mein trading karne ke liye different types ke options hote hain traders ko chahie ke market Mein maujud reading ke liye different types ke opportunities ko acchi Tarah Se learn karna chahie unke bare mein complete information Hasil Karni chahie Kyunki Jab unke pass an opportunity se related complete information aur Achcha experience Hoga tabhi vah market Mein best opportunities ko select Karke market Mein Apna Kam Shuru kar Sakenge

                    Forex trading ki market traders ko comedities aur currency pairs ke between differences course samajhne ki koshish Karni chahie Kyunki market Mein comedities aur currency pairs bahut jyada importance rakhte hain aur Jab Bhi trading start ki Jaati Hai To ine donon chijon ka istemal Kiya Jata Hai Uske bad hi traders market Mein Apni treading start kar pate Hain

                    Market Mein traders Jab apni trade open karte hain to use Waqt unhen apni trade ke liye commissions aur separeed ki jarurat hoti hai Forex trading ki market Mein trading different types ki currency pairs per ki Jaati Hai INR currency pairs Mein silver crude oil gold Iske alava Aur Bhi different types ke currency pairs ka istemal Kiya Jata Hai Uska jawab istemal Kiya Jata Hai To in kaisa hai to uski value ko bhi acchi Tarah Se confirm kiya jata hai aur in tips key value aur unke rate ke jarie aise hi market Mein in currency pairs ki dinosaur weakness ka andaza Lagaya ja sakta hai ki market Mein Jo Bhi traders currency pears per trading karte hain Tumhen bahut jyada careful Rahana chahie aur Market Mein comedities bhi bahut jyada importance Lagti Hai market mein bahut same members currency pairs trading Karte Hain To Kuchh member Jaise Bhi Hote Hain Jo ki comedities ka istemal karte hain aur Iske jariye se market Mein Apni trading Karte Hain tune bahut jyada careful Rahana chahie Auron ko acchi Tarah Se line karna chahie Uske bad hi market Mein Apni trading start Karni chahie
                    • #11 Collapse

                      Re: what is difference between commodities and currency pairs ??

                      Walekum assalam dear jab aap Forex trading Mein kam Karte Hain To usmein aap different currency pairs per aur different commodities trading karte hain no doubt currency pairs aur commodities main bahut jyada difference ho sakta hai aisi related main aapko Kuchh important information provide karna chahta hun jo aapke liye valuable ho sakte hain aur aapki trading mein aapke liye helpful ho sakti hain.

                      Dear jab aap different commodities aur different currency pairs Mein differentiate kar rahe hote hain to sabse pahle main aapko different currency pairs se related kuch important information provided karna chahta hun dear jab aap Forex trading market Mein currency pairs per trading Karte Hain To ismein 2 different currency pairs ko aap sem time per trade kar rahe hote hain jinmen Ek currency pyar ko aap purchase kar rahe hote hain aur dusre currency pair ko aap sale kar rahe hote hain agar aap isko simple words may explain karna chahte hain to aapko main yah batana Chahta Hun Ki Jab aap do different countries ki currency ko aapas Mein compare kar rahe Hote Hain To Aisi situation main aap apne profit Aur nuksan Ko on kar rahe Hote Hain.

                      Iske sath sath aapko market Mein different commodities for example crude oil Silver Gold trading ke liye available hote hain Jin per aap Forex trading mein bahut Achcha profit Hasil kar sakte hain no doubt commodities as compared to different currency pairs bahut jyada movement Karti Hai aur Unki Ki market bahut jyada volatile hoti hai lekin jab tak aapko market Mein Achcha experience Hasil Na Ho Jaaye aap to US time par commodities trading Nahin Karni chahie aur aapko beginning level per Hamesha currency pairs per hi trading Karni chahie.
                      • #12 Collapse

                        Re: what is difference between commodities and currency pairs ??

                        Assalamualaikum!!

                        Aj mein apky sath aik bihat hi informative topic par post deny ja Raha hun wo hai commodities aur currencies par mabni hai . Trading keliye apky paas Aik hoti Hein commodities aur Aik hoti Hain currencies Ap in par trading Kar sakty Hein aur apny Trading experience Kay sath is par profit earn Kar sakty Hein achi Trading keliye inky baary main knowledge zaruri hai . Commodities sy muraad crude oil,silver,baur gold etc ye hoty Hein in par Ap Ap kisi bhi pair Kay sath trading Kar sakty Hein aur is par agar Ap trading achi Kar saken to Ap is par profit Kama sary Hein il. Commodities main gold ki market main movement bohat hi Tex hoti hai aur is ki candles bohat tezi sy up and down aati Hein . Iski waja Sy is main loss aur profit dono ki aveeagyhigh hoti hai agar loss ho to wo bhi ziada hota hai aur agar profit ho to wo bhi ziada aata hai . Isi tarah phir silver au crude oil waghera hoty Hein magar inki movement gold ki just slow hoti Hein .

                        Currencies pa bhi Trading main apky paas option hota hai ap agar yahan par kaam Karen to Ap yahan sy bhi achi earnings Kar sakty Hein is keliye apky paas achi knowledge ki zarurat hoti hai currencies main apky paas Euros dollars waghera ye hoty Hein aur in par kaam Kar Kay acha kamaya ja sakta a hai currencies main apky paas Euros dollars waghera aaty Hein aur is par Trading ki ja sakti hai . Har kisi ki apni mehnat hoti hai aur har koi apni marzi Sy commodities ya currencies select karta hai air us par trading karta hai . Aur achi earnings Kar sakta hai magar Jo bhi Kary uski apni knowledge ziada use hoti hai aur yehi zaruri hai .
                        • #13 Collapse

                          Re: what is difference between commodities and currency pairs ??

                          AOA dear friends , Forex trading mein do (2) Tarah ke pairs hote Hain ek Ko currency pair kahate Hain aur dusre ko commodity pair kahate Hain currency pair jaise ke naam se hi zaahir hea ke currency ki trading ko currency pairs kaha jata hai aur Forex mein jo metals aur gases hoti hai unki trading ko commodity pairs kha jata hai Commodities trading highly risky trading samji jati hay jab key currency trading me less risk involve hota hay, currency traders pori azadi key sath aur high volume ka leverage use karny key base par trading kar sakty hey jab key commodities traders ko ye azadi allow nahi hoti, commodities trading me zeyda risk ka involve hona traders ko high risk na leny par majboor kar sakta hay, mostly traders highest profit earn karny key ley commodities trading par depend karna zarori samjty hey, some times traders apni es profit making planing me successful be ho jaty hey Forex market me Forex (currency trading), commodities (future, gold, silver, natural gas, crude oil) jes pairs me trading ko mumken banata hay, traders par depend karta hay key wo currency trading karna us ko easy aur profitable lagta hay ya commodities pairs me trading karna, agar traders commodities trading ko behtar aur profitable samjty hey to risk ko determine kar key hi esy pairs me trading karni chaye, mostly traders commodities trading ko avoid kar key currency me trading es ley karty hey key wo apny account ki protraction ko zeyda important samjty hey dear friends aap jis marzi pair per trading Karen aapko intahai soch samajh Kar trading karni ho hogi Taki aap loss se Bach saken aur Currency trading best hai new traders k liye q k currency pairs me movement average hoti hai or analysis b easy hoty hai or loss k chances b kam hoty hai is liye agar ap new trader hai to ap ko currency par hi trading karni chahiye or practice karni chahiye.Lekin agar ap k pas thora experience hai or knowledge hai to ap ko chahiye k ap commodities par trading kary q k is par movement fast hoti hai or daily kafi movement hoti hai is liye agar ap sahi sy trading kary gy to ap ko acha kahasa profit ho sakta hai or loss b is liye agar ap ny commodity trading krni hai to ap k analysis bohat hi achy hony chahiye nahi to account b wash ho sakta hai ap ka.
                          • #14 Collapse

                            Re: what is difference between commodities and currency pairs ??

                            forex aik world wide business hain hum is ma kam kar ky paisa kama sakty hain hum is mai bager balance account bana kar be kam kar sakty hain hum is ma apne marze sy time tbale bana kar kam kar sakty hain hum is mai apny boss kud ap e hoty hain hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain hamy market ke movement ko sam kar s mai kam karna ho ga per he hum agy bar skay gy hu is mai agar greed ban ky kam karty han to harma loss hain hum is ma apny boss kdu ap he hoty hain hum isy apna professional career be bana sakty hain is ai dunay ky big countery invle hi forex aik famous karobar hai hum is mai agar greedy ban ky kam karty han to harma loss han hum is ma bager balacne account bna kar kam kar sakty hain hum is mai ai dn ma aik limit ky mitabik kam kar sakty hain hum s mai over limit kam nahi kar sakty forex ko hm apa professioal career be bana sakty hain is ma duya ky bary bary mumalk sahmil hain forex pkaistan mai legal ban cuka hain hum is ma bager balacne account bana kar be kam kar sakty hain yai busienss all world mai bohat taze sy fmaous ho raha hai forex aik legal bsiness hai forex ke market mai hum pars ma trading kar sakty hain hum commodities mai tradig kar sakty hain or hum currency ma be trading kar sakty hain hamy market ko analysiz kar ky s mai kam karna ho ga pher he hum agy bar saky gy
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: what is difference between commodities and currency pairs ??

                              commodities main or currency pairs main trade karne main bahut farq hota hae is main jo commodities hote hain jin main silver,gold a jate hain yeh bahut he volatile hote hain or acha profit loss dete hain lakin currency pairs jo hote hain yeh bahut he ache hote hain in main loss bhe kam hota hae or profit bhe acha ho jata hae or apko loss bhe zayad nhe hota hae itna hota hae jo ke recoverable hota hae hamen cahiye ke hum is main sahe tarah se mehnat kiya karen jitna hum is main mehnat karte howe is main kam karte hain hamen bhe is main se utna he success hasil kar he len ge bas tab he to hum is main aik bahut he ache tarder ban sakte hain bas is waja s he to hum is main aik ache trader ban he jaya karte hain bas hamen is main himmat na harte howe is main mehnat karne ho ge tab he to hum is main success hasil kar jate hain tab he to hamnebhe yahan se kuch na kuch to hasil kar he jaya karte hain agar hum is main apni mehnat sahe tarah se karte hain to q ke yeh business esa he hae jitna zayada or acha ap is main apna kam karte hain to apko is main succxess to mil he jaya karta hae to is waja se hamen kabhe bhe kam ko nhe chorna cahiye balke ache tarah se is main kam ko karna ho ga take hum yahan se success hasil ho sake or hum is main aik bahut he ache tarder ban jane main kamayb ho saken hamen kabhe bhe himmat nhe harne cahiye balke is ke liye hamen cahiye ke hum is main kam ko acha kiya karen take hum is main success gain kar he jaya karen

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X