New thread kis waqt post kerni chaiye

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    New thread kis waqt post kerni chaiye
    Members kay liye yeh decide kerna kaafi mushkil hota hai kay woh new threads kiss waqt post Karey. Kuch members kay mutabiq apni daily posting start kertay huay pehlay apnay threads posts ker lainay chaiye laikin kuch members kehtay hain kay pehlay posts ker li jaey aur uss kay apnay threads kiye jaey. Laikin threads kernay ka sahi waqt apni posts kay darmiyaan waqtan fawaqtan he sahi hota hai. Kiyu kay members kay threads aur posts parhtay huay bohat say sawaal bhi zehan mai atey rehtay hain jiss kay liye threads kernay zaruri hotay hain. Forex forum pay members ko knowledge gain kerna hota hai iss liye koshish kerni chaiye kay apnay threads zaya na Karey bulkay unhain sahi tarah utilize ker kay apni leanrings mai izafay kay liye use Karey
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: New thread kis waqt post kerni chaiye

    hi dear members new thread Ke Liye Koi Khas Waqt muqarar Nahin Hota aap ya Kisi bhi waqt kar sakte hain lekin is Baat Ko Yad Rakhna chahie ke kis Waqt thraed karne se aapke thraed ko Jyada Se Jyada padha Ja sakta hai aur aap yah bhi Yad Rakhenge Aap Daily ky 4 thraed kar sakte hain isase Upar mat kiya Karen Varna yah aapke liye loss ka Shabd Banega aur aapka account Ban bhi ho sakta hai to aap work Jari rakhen kamyabi aapko lazmi milegi
    • #3 Collapse

      Re: New thread kis waqt post kerni chaiye

      hamesha har waqt acchi post karni chahie aur achcha Hi SMS sawal share karna chahie aur agaram jyada is sawal sar karenge to Ham vah tutna bhi kam kar sakte hain Jo hamare liye aasan hota rahata hai aur ham kam karne ke liye aate rahte hain lekin yah bhi sochta hoga ki agar Jo member ko jyada Rani hoti hai to vah apne karm ki vajah se hoti hai aur jab tak jibo ismein kam karne ke liye aaenge to unko utna jyada aasani hoga aur vah kam kar sakte hain hamen bhi ek aisa kam karna chahie Jo hamari soch kyon Ho sake aur har waqt apne aap kahan kamyab bana sakte hain aur agar Ham jyada kam karenge to hamari limit kimat abe kam hoga aur ismein ham kam kar sakte hain aur ismein jo logon Ko jyada aasan nahin hoti hai to sirf unka kam aasan hota rahata hai aur hamen bhi kamyabi mil sakti hai lekin yah 1 aisa kaam hota hai jo hamare liye aasan hota hai aur ham kaise kar sakte hain
      • #4 Collapse

        Re: New thread kis waqt post kerni chaiye

        اصل پيغام ارسال کردہ از: deltashot پيغام ديکھيے
        Members kay liye yeh decide kerna kaafi mushkil hota hai kay woh new threads kiss waqt post Karey. Kuch members kay mutabiq apni daily posting start kertay huay pehlay apnay threads posts ker lainay chaiye laikin kuch members kehtay hain kay pehlay posts ker li jaey aur uss kay apnay threads kiye jaey. Laikin threads kernay ka sahi waqt apni posts kay darmiyaan waqtan fawaqtan he sahi hota hai. Kiyu kay members kay threads aur posts parhtay huay bohat say sawaal bhi zehan mai atey rehtay hain jiss kay liye threads kernay zaruri hotay hain. Forex forum pay members ko knowledge gain kerna hota hai iss liye koshish kerni chaiye kay apnay threads zaya na Karey bulkay unhain sahi tarah utilize ker kay apni leanrings mai izafay kay liye use Karey
        Trading karne ke liye koi Waqt Makara nahin hai agar hamare pass koi bhi information ho aur Hamen acchi trade mil rahi ho To Hamen Waqt ki koi pabandi nahin hai Ham is Waqt Bhi Chahe trading kar sakte hain Agar Ham acchi trading Karenge To Hamen market Mein acchi value aur acche confidence ke sath kamyabi Milegi Agar Ham acche trading Nahin Karenge To Hamara account bhi watch Hoga aur hamen axelos bhi hoga loss se bachne ke liye acchi trading karna bahut jaruri hai.
        • #5 Collapse

          Re: New thread kis waqt post kerni chaiye

          Acchi Ho pyare dost ne bilkul sahi kaha hai ki Hamen post karte hue darmiyaan mein main threads create karni chahie agar ham post se pahle threads karte Hain to Ham jyada pahunch nahin kar paate aur hamare limit Puri Ho jaati hai
          Piyare doston Hamen thread's apni post k mutabik darmiyan men krni chahei takh Jo swalat uthtay hen Inka waqtan foktan reply Diya ja sakta
          Kuchh to doston ka aisa mind hai kh vah start main threads create karna pasand karte Hain lekin Hamen main thread hamesha Ham apni post ke sath sath karni chahie
          • #6 Collapse

            Re: New thread kis waqt post kerni chaiye

            Hamen forex men new thread subah kay waqt post karny chaheyn kun kay agar hum as men subah kay waqt thread karty hain tu hum as men achy thanks hasil kar sakty hain tu hamen as men dil lagy kay sath acha kam karna hota hy kun kay forex men kam karna asan nahin hy as men jo member dil kay sath mahnat karty hain tu voh as men acha profit hasil kar sakty hain as men hamen kotahy kay sath koi bhe kam nahin karna hota hy
            • #7 Collapse

              Re: New thread kis waqt post kerni chaiye

              dear members jab achi threads apne mind main ho to ap ko use foran hi post kar dena chahye kyun ke kabhi kabhar esa hota hai ke hamare zehn main acha threads hota hai our jab ham late karte hain to woh hamare zehn se niakal jati hain is tarhan hamain woh hasil nhi hota jo ke hamian hasil karna chahye.
              • #8 Collapse

                Re: New thread kis waqt post kerni chaiye

                Pak forum pay new thread post karne ke liye Ye Koi time table Nahin Hai hai isliye aap Jab Bhi Chahe aap use per thread post kar sakte hain bus is Baat Ka Khyal rakhen ki aapka thread informative Hona chahie jisse bar ki members ko fayda ho sake Iske alava form ki taraf se koi bhi pabandi nahin hai Waqt ki.
                • #9 Collapse

                  Re: New thread kis waqt post kerni chaiye

                  Hamen forex men new thread subah kay waqt karny chahey kun kay agar hum as men subah kay waqt thread karty hain tu hum as men achy thanks hasil hoty haintu hamena s men bahut achy achy thread karny hoty hain kun kay agar hum as men jubnirs ki help karen gy tu hum as men kabh bhe nakam nahin ho sakty hain as lai hamen forex men bahut saber kay sath acah kam karn ahot ahy kun aky forex men kam karna asan nahin hy
                  • #10 Collapse

                    Re: New thread kis waqt post kerni chaiye

                    hamain is k bary main practice karni h gi so hamain apni lifee ko best bana ksayt hain so hamain chahye is k ary main rules ko follow karin gay ta k earn karien gay so hamain is form main learn karin gay tab hi hum achi posts arni ho gi aur thread banan skyt hain aur haain is k bary mainp ractice karni ho gi ta hb hi hum run karein gay ta k earn karny k kabi lho sakty hain
                    • #11 Collapse

                      Re: New thread kis waqt post kerni chaiye

                      New thread subha 8 bje karni chahye q k subha bht log hoty hy ko apko response de skhty hy subha subha jb ap thread karogy to apko post be ziyada milegi aur apka thread be value uthayega isliye koshish kare k achi post kare taha k log attract ho
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: New thread kis waqt post kerni chaiye

                        hamesha har waqt acchi submit karni chahie aur achcha hi SMS sawal percentage karna chahie aur agaram jyada is sawal sar karenge to Ham vah tutna bhi kam kar sakte hain Jo hamare liye aasan hota rahata hai aur ham kam karne ke liye aate rahte hain lekin yah bhi sochta hoga ki agar Jo member ko jyada Rani hoti hai to vah apne karm ki vajah se hoti hai aur jab tak jibo ismein kam karne ke liye aaenge to unko utna jyada aasani hoga aur vah kam kar sakte hain hamen bhi ek aisa kam karna chahie Jo hamari soch kyon Ho sake aur har waqt apne aap kahan kamyab bana sakte hain aur agar Ham jyada kam karenge to hamari limit kimat abe kam hoga aur ismein ham kam kar sakte hain aur ismein jo logon Ko jyada aasan nahin hoti hai to sirf unka kam aasan hota rahata hai aur hamen bhi kamyabi mil sakti hai lekin yah 1 aisa kaam hota hai jo hamare liye aasan hota hai aur ham kaise kar sakte hain

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X