What is scalping??
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    What is scalping??
    Forex trading Ki Ek Aisi techniques Hai jis mein Forex trader different types ki trading open karte hain aur unko short profit lene ke bad close kar lete hain aur Is Tarah karte hue unhen Thoda Thoda profit ko lete Rahana karna Ek chance Milta Hai Aur Is Tarah vah Thoda Thoda profit Hasil Karke aur result mein bahut jyada profit Hasil kar lete hain ya techni Forex trading Mein beginners ke liye bahut important hai aur isko scalping Kahate Hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: What is scalping??

    Forex Trading me scalping sab se short term trading strategy hai jis me traders friction of time k leye trade open aur close karte hen. Scalping me hamare pas koi khas qisam ki strategy nahi hoti hai bas market ki trade ko open close karte hen. Forex trading me scalping ziada tar brokers mana karte hen q k is mw un ka time bhi waste hota haia ur un ka kharcha bhi zyada hota hai. Instaforex me scalping mana haia ur ap 5 minutes se kam duration k leye trade open aur pher close nahi kar sakte. Ziada waqat k leye trade ko open rakhna hoga.
    • #3 Collapse

      Re: What is scalping??

      Forex trading business mein scalping trading ki aik strategy hoti hai hum is ko Short term trading bhi keh saktay han forex mein scalping karna buht mushkil hota hai kiok is kay leye ziada knowledge aur experience ki zaroorat hoti hai scalping har koi nahin kar sakta hai jn ko forex market ka acha knowledge aur experience hota hai woh hi scalping kar saktay han

      Scalping Aik short term trading hoti hai js mein ziada lot size use kar kay Kam pip ka profit earn karne kay leye trade open kartay han aur Kam waqt mein ziada lot size se Kam pip ka profit earn kar kay market se out ho jatay han scalping kay liye knowledge aur experience zaroori hota hai scalping woh hi kar sakta hai jo knowledge acha ho forex market ki movement ko samjh saktay ho kiok scalping mein account bhi jaldi wash hota hai
      • #4 Collapse

        Re: What is scalping??

        Small time trading is called scalping.
        Dear Forex member agar aap Forex per bonus account ke sath trading karte hain to aapko scalping nahin karni chahie kyunki bonus account per scalping rules ke khilaf hai aur scalping ke khatra bhi ziada hote Hain.jab Ham scalping karte Hain to Ham big lot size use karte hain aur apne account balance se jyada big lots ise lagate Hain isliye scalping mein main jyada nuksan hota hai aur aapka jyadatar account wash ho jata hai isliye hamen scalping nahin karni chahie lekin agar aap investment ke sath scalping karna chahte hain to iske liye jaruri hai ki aapka forex market ki movement ko analyse karne ka ka tarika satrango aur aapko exact market ka trend maloom Ho tabhi aapko market ke exact trend ke mutabik apni trade ko small-time ke liye open karna chahie aur scalping karni chahie lekin agar aap kamyab trader banna chahte Hain to aapko scalping nahin karni chahie Bal ke small profit ke sath apne account ko grow karna chahie is tarah aap Forex mein jyada kamyab trader Ban sakte hain
        • #5 Collapse

          Re: What is scalping??

          Forex trading Mein different important strategies istemal ho rahi Hoti Hai scalping Bhi Ek bahut hi important marketing strategy hai jismein aap limited time mein bahut Achcha profit Hasil kar sakte hain dear jab aap market Mein scalping Karte Hain To usmein aap ko bahut carefully decision-making Karni chahie Kyunki bahut risky hota hai agar aap ismein attentively decision-making Nahin Karte to aapke liye bahut jyada problem ho sakte hain aur aapko bahut jyada nuksan ho sakta hai no doubt scalping main aapko Jitna Jyada profit hone ke chance hote hain aur Agar aapko market favour nahin karti to ismein aapko bahut jyada nuksan hone ke chance bhi ho sakte hain.
          • #6 Collapse

            Re: What is scalping??

            forex trading main jab hum koi lot trade k liay lagatay hain or us main lot size barha k short time main profit earn krnay k baad trade close kr dete hain is se profit to mill jata hai lakin is main loss management or loss management ko bilkul ignore kia jata hai ye bat
            zehan main rakhin k scalping high risk trade hai.agar scalping krtay huay market ap k against movement shuru kr dain to apka account wash honay k bhi chances hotay hain.is liay new traders ko advice hai k scalping se jitna hoskay bachay healty trade krian fores
            k rules follw krain.risk management and money management ko follwo krain is se ap loss or account wash honay se bach saktay hain.
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #7 Collapse

              Re: What is scalping??

              Dear scalping ka Matlab ha market main Kam time k liyea trade ko open karna k bad profit earn kar k foran apni trade ko close kar k market sa gateout ho jaty Hain

              اب آن لائن

              Working...
              X