Trading Account wash hony ki surat me hosla na harian..
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    Re: Trading Account wash hony ki surat me hosla na harian..

    g han humay account wash honay pe worry nahi hona chaye apni mehnat krni chaye forex main kam krna hota hai is ain waqia main ap ko ziada se ziada kam krna hota hai i smain life change hoti hai is main waqia main ap ko ziada se ziafa kam krna thek hai is main ap ko kam ktny se is main
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      Re: Trading Account wash hony ki surat me hosla na harian..

      G bilkul Bhai Apne Sahi Kaha ha JB tak ham es main account wash nai krte Han r jb ham es main ham practice k bad agr trading shoro kren to ham es main Acha account BNA skte Han r apni equity Achi ho skti ha q k JB ham es Amin Sahi demo account or practice KR k os main Acha Kam krte to ham es main hnara account wash na hota
      • #33 Collapse

        Re: Trading Account wash hony ki surat me hosla na harian..

        Forex trading aik broad buissness ha....hm dkhte han aksr new member ka account sahi trading na krne ki wja se wash hota ha is waja se wo mayoss ho kr forex chor dete han aur ise dobara use krte...is k bajae unhe chahiye k wo himat se kam len aur dobara posting start kren aur bonus hasil kren aur dobara trading kren aur himat se kam len...jitna zyada ho sken mehnat kren aur zyada se zyda time invest kren take unko faida ho aur wo kamiyab ho sken...is lie hmen account wash hone ki surat main hosle aur himat se kam lena chahiye..
        • #34 Collapse

          Re: Trading Account wash hony ki surat me hosla na harian..

          Forex trading main kam karte hue Agar trading Mein Hamara account varsh Ho Jaaye To Hamen bilkul bhi Pareshan Nahin Hona chahie Bal ke apne kam ko acche tarike se karna chahie aur Baithe tarike se karna chahie Hamen Apne account ko save rakhne ki koshish Karni chahie account ki safety bahut jyada Jaruri hoti hai isliye Hamen se Vishesh Mein mehnat Karni chahie Aur Dil Laga ke kam karna chahie Hamen se Vishesh Mein mehnat karna kabhi bhi nahin chhodana chahie main Diya mein se Business mein acchi kamyabi aur accha profit deti hai isliye Hamen is Vishesh Mein Hamesha Apne kam ko confidence ke sath karna chahie
          • #35 Collapse

            Re: Trading Account wash hony ki surat me hosla na harian..

            G bilkul thk kaha trading mn account wash hony ki sorat mn hamy hosla nhi harna cahye hamy hosly se kam.lena chaye himat karni chaye or apni mistakes se learn karna chaye ka hamari ks ghlti ki waja se hamara account wash hua hy phr agy wo ghlti dobara nhi karni chaye trading mn jb hm jaldbazi karty hy or jb lalach karty hy phr hamy loss hota ha or hamara account wash hota ha is lye hamy soch samajh ka trading karni chaye.
            • #36 Collapse

              Re: Trading Account wash hony ki surat me hosla na harian..

              Aoa
              Forex members ap sab kesay hain umeed karta hoon k sab theek hoon gay aur kheriyt se hoon gay aur sahi kam ko kar rahay hoon aur acha kam kar rahay hoon gay aur acha bonus hasil kar rahy hoon gay. Dear sahi kaha agar jab ham trading lagaeyen to ham ko loss bhi ho jaye to ham ko sahi kam karna chaiye aur himmat nahi harni cahiye aur tab ham ko pehle se hi ziada mehnat karni cahhiye aur ziada time forex ko dena chaiey aur forex ki ziada learning karni chahiye aur sahi kam ko karna chahiye aur ziad mehnat karni chahiey.........................
              • #37 Collapse

                Re: Trading Account wash hony ki surat me hosla na harian..

                Forex trading ma agr ap chahte Hain ki aap ko acchi kamyabi hasil ho to us k lye aapko chahie ki ap hosla mat haro r dil lagakar kam karte rahenge to aapko daily basis per acchi kamyabi hasil hogi aur aap bahut jald kamyabi Hasil kar by age ap hosla har k beth guy to ap k hat ma kuch nhibay ga
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #38 Collapse

                  Re: Trading Account wash hony ki surat me hosla na harian..

                  ji han aapki baat to theek hai account wash hone ki shrart mein himmat na hare mehnat Karen pahle se bhi zyada mehnat Karen loss or profit business Ka aisa Hi loss hamari apni mistakes ki wajah se hota hai aisi Koi mistakes na Karen jisse aapko loss ho soch samajhkar trading Karen market ko acchi tarah analysis Karen apne analysis ko strong banaye aur Achcha entry point milane per Hi trade open Karen Taki aap Jo trade open Karen use aapko bahut Achcha profit ho aur aap loss se bacha isiliye hamesha mehnat Karen agar aapko apni mistake ki wajah se loss hua hai to loss recover Karen loss recover karna kamyabi hai jitna zyada loss recover karenge aapke experience main utna hi zyada izafa hoga aur aap expert trader Ban sakenge

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X