Market ka jaiza leny key bawajood be loss kinu hota hay?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Market ka jaiza leny key bawajood be loss kinu hota hay?
    Some time market ko achi tarha analysis be kia jata hay aur economic news jab release hoti hay to es ka mad e nazar rak kar be trading karny se loss hota hay es ki waja se mery khayal me ye hay key market kesi be unexpected social news ki waja se unexpected movement karny lagti hay es movement ki waja se traders ka market analysis karna us key kam nahi ata hay aur un ko loss ho jata hay.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Market ka jaiza leny key bawajood be loss kinu hota hay?

    Dear member Forex trading market bahut jyada unpredictable hai aap jitni bhi Jyada Iske bare mein knowledge Hasil kar le ab iski accurate prediction nahin kar sakte aur kuchh time aapki prediction galat hone ki vajah se aur analysis galat hone ki vajah se aapko nuksan ho jata hai isliye Apne knowledge or experience ke upar kabhi bhi compromise na Karen aur ek acche knowledge or experience main karne ke bad Jab aap market ko acchi Tarah aur proper tarike se analysis Karenge to aapke loss ke chances kam ho jaenge
    • #3 Collapse

      Re: Market ka jaiza leny key bawajood be loss kinu hota hay?

      Market ka jaiza Lana ka bawajood bi loss keon hota hai aap ki baat bilkul theek hai forex main aap agar market ka jaiza la Kar bi kaam krtay hai tu aap ko par bi loss ho jata hai iss ki waja ya hi hai ka aap zayida trada open Kar datay hai jiss ki waja say Aap ko loss hota hai
      • #4 Collapse

        Re: Market ka jaiza leny key bawajood be loss kinu hota hay?

        Forex Trading Market me loss agar market ki movement ki waja se hai to market pe bohut sare beroni anasir asar andaz hote hen jis se market me bohut tabdeeli ati hai. Misal k tawar par agar kisi mulki economy, social ya political masayel thek nahi hai ur in me se koi bhi masla pesh a raha ho to us ka market pe bohut asar parta hai is waja se kabhi kabhi market hamare against jati hai. Is me aik masla dosre pair ka strong hona bhi hota hai. Market me kaam se pehle market ka analysis technical bhi honi chaheye aur fundamental analysis bhi honi chaheye tab hi asal me hum successful rahengay.
        • #5 Collapse

          Re: Market ka jaiza leny key bawajood be loss kinu hota hay?

          Dear brother ap ki bat bilkul theek hey forex trading men loss business ka hissa hey iss liay her kisi ko loss ho jata hey iss liay loss se tension lenay ki bajay loss se seekhnay ki koshish karen aur phir pahlay se ziyada mehnat aur himat jari rakhen tu zaroor kamyabi hasil kar saktay hen aur loss ki jaga acha profit hasil kar saktay hen
          • #6 Collapse

            Re: Market ka jaiza leny key bawajood be loss kinu hota hay?

            Kabhi kabhi jb hm market ka jaiza Lekar trading karty hai tu bhi hmain loss Ho Jata Hai Iski vajah yah hai ki forex market aik broad market hai aur Yahan market ki situation change hoty rahti hai aur forex market Mein loss aur profit donon hi ho sakte hain isliay Hamen chahie ki Ham market ka jaiza leny ke sath sath market ki movement ko dekhain r news ki acchi analyses Karen market movement ke acchi analysis Karen market trend ko dekhiae Uske bad market ka Jaisa lete hue trading Karen Is Tarha hmain loss hone ke chances kam Ho Jaate Hain
            • #7 Collapse

              Re: Market ka jaiza leny key bawajood be loss kinu hota hay?

              Salam to all dear forex members dear friends mn umeed krta hon k ap sub log khariat sy hon gy dear members Pakistan forex trading mn hum achi earning tab he kr skty hn jb hymn acha analysis krna aya ga hum achi earning krny k liy marketing ka good analysis kren agr acha ar perfect analysis ho ga to hum achi trading kr sken gy otherwise hymn weak analysis pr hamesha loss he ho ga
              • #8 Collapse

                Re: Market ka jaiza leny key bawajood be loss kinu hota hay?

                Hamen yah To Nahin Pata ke market Kaise Chalti Hai iska Koi pata nahin chalta ke Kaise Upar ja rahi hai kaise niche a Gai yah ismein Hamen bus Dekh Kar Koi chhutti Lagani chahie aur thoda sa prefer nikalkar Hamen close kar lena chahie To Ham ismein acchi trading Karke Achcha prapt Karte thoda Prasad nikal kar kar sakte hain
                • #9 Collapse

                  Re: Market ka jaiza leny key bawajood be loss kinu hota hay?

                  Kun kay hhum say as men kuch nah kuch kotahy ho jaty hy tu hamen as men dil kay sath acha kam karty rahen gy tu hum as men nakam nahin ho sakty hain as lia hamen forex men jaldi kay sath market ko check nahin karna hot ahy ur agar hum as men market ko jaldi kay sath analysis karty hain tu hum as men kabhy bhe acha profit hasil nahin kar sakty hain kun kay as say market men koi nah koi ghalti hum say ho jaty hy jis ki wajah say hamen market ki sah samajh nahin aty hy
                  • #10 Collapse

                    Re: Market ka jaiza leny key bawajood be loss kinu hota hay?

                    Hum technical analysis kay sath fundamental analysis bhi karain tu hum news ki waja se jo loss hota hai us se bach saktay han hum ko technical analysis kay sath fundamental analysis bhi karna cahaiye phr news ki waja se jo loss hota hai woh nahin hota
                    • #11 Collapse

                      Re: Market ka jaiza leny key bawajood be loss kinu hota hay?

                      G mere bhai kaye dafa to bohat mehnat karne ke baad bhi loss ata ha aur bohat kuch acha karne ke baad bhi loss he hota ha is liye sabar kare hum real main bi trade kar k hi hum suss hon gay aur hamain market main bi trade kar k hi hum apni har zarorat ko pora ka rk hi hum real main bi sucs hson gay ta hi hum sucss hon gay ta k earn karien gay
                      • #12 Collapse

                        Re: Market ka jaiza leny key bawajood be loss kinu hota hay?

                        Asalamu Alaikum. Ye sub sy sath hee hota hain is ki waja hain k hum proper analysis ni karty or second confidence k sath trade open nahi karty hain . Analysis achi hogi to market zarur ap k favor mai jaye gi ek br against ja skti hain 2 bar against jaa skti hain laken proper strategy or planning sy analysis kar k trade open kary gy to account loss sy zayda profit hee dy ga. Just need proper analysis
                        • #13 Collapse

                          Re: Market ka jaiza leny key bawajood be loss kinu hota hay?

                          Market Mela sabhi hota hai aur bonus bhi aata hai lekin hamen chahie last ko khatam karna chahie ine chijon ka per khatm Kya Karen to aapka kam bhi achcha ho sakta hai ab ne karm ko pathar bana sakte raksha kar sakte hain mein har chij ko mention karna chahie jitna aap ka kam achcha hoga to aapka network vaise hi strong hota jaega aap apne kam kobita bana sakte hamen ine chijon ko follow karna chahie Taki Ham kamyab hone ke liye mehnat karte hain mehnat logon kabhi piche nahin rahte vah kamyab ho sakte hain Ham bhi honge kam Karen
                          • #14 Collapse

                            Re: Market ka jaiza leny key bawajood be loss kinu hota hay?

                            If you are buying and selling yourself, you do not prefer to undertake impulsive behavior. You do not desire to be grasping as it can fee you a lot of money. If you suppose you can get prosperous in a single day, you are making a grave mistake.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Market ka jaiza leny key bawajood be loss kinu hota hay?

                              Dear pyary forexer market ke analysis ka Sahi honay Kay bawajood loss es liye Hota hai kiun ke yeh Forex ki market hai or Kabhi be aik taraf move Nahi Karti hai esma Kuch tricks be Hoti hai jisko ham my tackle Krna Hota hai or trade ko chlny dena Hota hai ta ke wo profit mein ajaye. Lekin ager dosri taraf Dekha jye to market Mai loss market ki unexpected movement ki waja say es Lia Hota hai kiun ke usma news Ka effect ajata hai or zada Ter fundamental analysis ki news loss mein ajati hai jesa ke country ma siyasi adam-istehkam ya mulk ki mashi suraatehal mein Kuch negativity ajye.
                              "Ham Kabhi nhi hartay ya ham jeet tay hai ya seekhty hai".

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X