levarage kia hotii hai???

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    levarage kia hotii hai???
    assalamu alaikum memberz
    mera ajka sawal ye hai k forex mein levarage kia hoti hai aur trading mein levarage kitni honi chayye???
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: levarage kia hotii hai???

    Leverages ka trading pe bohut asar hota hai. Aur ye har broker ka mukhtalif hota hai. Kam Leverages k apne faide hen aur zyada Leverages k apne faide hen. Kam Leverages aik new clients ko tahafuz faraham karta hai. Q k us k pas Leverages kam hone ki waja se wo over trading se bach jata hai aur nuqsan hone ki sorat me kam khasara hota hai is tarah us ka faida bhi thora hota hai. Zyada Leverages me aik trader zyada lots lagane ki salaheyat rakhta hai agar wo knowledge full trader hai to wo kamaye bhi zyada kar sakta hai. Lekin nuqsan bhi is ka zyada hota hai. Jitne bhi new traders hen ya bulkul joniers hen forex trading me to un ko leverage pe sahi focus karke kaam karna chaheye.
    • #3 Collapse

      Re: levarage kia hotii hai???

      Ji bilkul Forex Mein leverage ka maksad yah hai ki Hamen apni level ke mutabik ki kam karna chahie yani Humne bonus Jitna Hamen Apne level per trade Lagani chahie tha Sar kar sake aur kamyabi Hasil kar sake
      • #4 Collapse

        Re: levarage kia hotii hai???

        leverage ka matlab hai x matlab agar aap 1$ ki invest karo gai phir leverage 50x rakho gai is ka matlab hai aap 1$ k badlay 50$ ki trading kar rahay hai jo jo aap ka loss ho ga account balance khatam ho ga account wash ho jay ga is ko samjhnay main thora time lagay ga mere khiyal main agar invest 100$ hai phir 100 ya 200leverage b kafi hai lekin insta forex par aap ko fix leverage mile gi wo hai 1.50leverage yeh b boht achi hai jaldi zaida loss or account wash nai hota
        • #5 Collapse

          Re: levarage kia hotii hai???

          Assalamu Alaikum Forex trading ke andar leverage Ekta ka credit hota hai jo aapke broker ki taraf se aap ko diya jata hai iska fayda aapko yah hota hai ki aap apni investment ki amount Se Jyada trading kar sakte hain aur Jyada profit han Sahi kar sakte hain aur broker ko iska fayda yah hota hai ki vah is trading main aapko Jitna profit Hota Hai Uska Commission uttarashada badhta Jata Hai different brokers aapko different uski leverage Dete Hain
          • #6 Collapse

            Re: levarage kia hotii hai???

            Leverages ka trading pe bohut asar hota hai. Aur ye har broker ka mukhtalif hota hai. Kam Leverages k apne faide bird aur zyada Leverages okay apne faide bird. Kam Leverages aik new customers ko tahafuz faraham karta hai. Q ok us okay pas Leverages kam hone ki waja se wo over buying and selling se bach jata hai aur nuqsan hone ki sorat me kam khasara hota hai is tarah us ka faida bhi thora hota hai. Zyada Leverages me aik trader zyada lots lagane ki salaheyat rakhta hai agar wo knowledge complete dealer hai to wo kamaye bhi zyada kar sakta hai. Lekin nuqsan bhi is ka zyada hota hai. Jitne bhi new traders hen ya bulkul joniers chook forex trading me to un ko leverage pe sahi awareness karke kaam karna chaheye.
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #7 Collapse

              Re: levarage kia hotii hai???

              Ji han bhai Jana bilkul theek hai rahe hain ab kis baat se magra karta Hun ki aapane aisa sawal Kiya hai hamen chai ki hamen ek labrej apni banaa lene chahie agar Ham usko apne leverage ko kamyabi usmein hasil karenge To Ham usne acchi earning bhi hasya kar sakte hain isliye aapko chai kis mein jyada se jyada time invest karna chahie aur aapko chahie kis mein mehnat karni chahie

              اب آن لائن

              Working...
              X