Dear yah bat such hai k forex iak risky kam hai or is mian jo banda b ata hai us ka purpsoe hota hai profit earn karna . per her banda yah kar nahe sakta hia. q k jab ham trade lagaty hai to us main ham se boaht se mistake ho jaty hai. jiss se ham ko loss to hota hai per is se ham ko aik or loss b hota hai k ham ko lagta hia k may b ham yah na kar skain. to is lai lazmi hai k ham apny mistake ko contrl karain .
per aik bat jo k boaht important hai k ham ko apny mistake se kam chorna nahe hota hai balky ham ko apny mistake ko as a lader use karna hota hai. yani k ham ko lazmi hai k ham is mistake ko udnerstand karin or ham next time un ko repeat karny se door rahy to theak hai warana ham ko forex ko chorana per jay ga

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим