Forex Market Kesy Kam Krti Hy? Jaiza

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #16 Collapse

    Re: Forex Market Kesy Kam Krti Hy? Jaiza

    اصل پيغام ارسال کردہ از: MUHAMMADIMRANHAIDER پيغام ديکھيے
    Aoa dear members hr kam k krny k kch tariky joty hen same forex trading k b kch tariky hen un pe hm bay krengy aj
    Forex men tama currencies ko pairs ki shakal men dikhaya jata hy masaal k taor pe EUR/USD ya USD/JPY.
    Aik currency ko dusri currency k zariye becha ya kharida ja skta hy.
    Pehli Currency ko Base currency kehty hen jab k dusri ko Quote Currency kehty hen.
    Agr koi trader EUR/USD ka pair kharidta hy to wo darasal USD k badly EUR kharidta hy aur wo ye is liye buy krta hy q k wo smhta hy k EUR Dollar k muqably men oper jayega aur us pe usko profit hasil hoga.
    Trading men trading aam taor pr base currency k zariye lots ki shakal men ki jati hy.
    Agr EUR/USD k pair ki price 1.2345 ho tk iska mtln hoga k 1 EUR 1.2345 dollars k braber hy jb ye 1.2345 se 1.2346 hoga to iska mtlb EUR 1 PIP oper gya hy.
    Assalamu Alaikum dear brothers forex market volatility ke sath movement karte hain aur yah Ek site per kabhi bhi move Nahin Karte yah up bhi hoti hai aur low bhi hoti hai aur iski kimat highest Bhi Ho Jaati Hai Aur ismein Pairs 3Ki kimat lowest Bhi Ho Jaati Hai

    اب آن لائن

    Working...
    X