Forex Market Kesy Kam Krti Hy? Jaiza

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex Market Kesy Kam Krti Hy? Jaiza
    Aoa dear members hr kam k krny k kch tariky joty hen same forex trading k b kch tariky hen un pe hm bay krengy aj
    Forex men tama currencies ko pairs ki shakal men dikhaya jata hy masaal k taor pe EUR/USD ya USD/JPY.
    Aik currency ko dusri currency k zariye becha ya kharida ja skta hy.
    Pehli Currency ko Base currency kehty hen jab k dusri ko Quote Currency kehty hen.
    Agr koi trader EUR/USD ka pair kharidta hy to wo darasal USD k badly EUR kharidta hy aur wo ye is liye buy krta hy q k wo smhta hy k EUR Dollar k muqably men oper jayega aur us pe usko profit hasil hoga.
    Trading men trading aam taor pr base currency k zariye lots ki shakal men ki jati hy.
    Agr EUR/USD k pair ki price 1.2345 ho tk iska mtln hoga k 1 EUR 1.2345 dollars k braber hy jb ye 1.2345 se 1.2346 hoga to iska mtlb EUR 1 PIP oper gya hy.
    imranhaider
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex Market Kesy Kam Krti Hy? Jaiza

    forex trading ki market teen tarikoon se kaam krti hai ik market mai jb buyers ziyada ho jatay hain tu ye up trend mai chali jati hai aur jb iss mai seller ziyada hotay hain tu ye market down trend mai chali jati hai, aur jb iss market mai buyer aur seller equal hotay hain tu ye side way trend mai chali jati hai.
    • #3 Collapse

      Re: Forex Market Kesy Kam Krti Hy? Jaiza

      Forex trading market jo k foreign exchange trading se nikla lafz hai, aik aisa buisiness hai jis me hum aik currency ko dosri currency k sath tabdeel (exchange) karte hen. Forex trading market dunya ki sab se bari masroof tareen market hai. Forex trading market me taqreeban rozana ki bunyad pe 5.35 trillions ka karobar hota hai. Forex trading currencies, stocks aur commodities ko koi khas jagah ya khud tabdeel nahi kati bulke do (two) groups (parties) k darmeyan braherast over-the-counter (do(two) parties k darmeyan direct trading bagher kisi exchange ya brokers k) kaam karwati hai. Forex trading market ko global banks chalati hai jo awqat k lehaz se dunya me char mukhtalif semato me phel chuki hen jis me London, New York, Sydney aur Tokyo shamil hen. Q k forex trading market ki koi markaz nahi hai k ye wahan se operate ho raha ho is waja se hum is buisiness me 24 ghante kaam kar sakte hen.
      Forex trading me currency pair ki shakal me hoti hai aur is currency pair me aik currency base currency aur dosri quate currency hoti hai. Forex trading me agar hum aik currency ko khareedte hen to dosri currency ko bejhna parta hai, is waja se forex trading me currency pair ki shakal me hoti hai. Currency pair me har aik pair ko teen digits se show kia jata hai. Jaise misal k tawar par EUR/USD, to is me EUR European currency Euro ko show karti hai jab k UAD American dollars ko show karti hai. Jab hum is ko EURUSD lekhte hen to is me EUR base currency aur USD quote currency hoti hai. Agar EURUSD ki value 1.2000 pe trade kar rahi ho to is ka matlab hai k aik EUR( Euro) 1.2000 USD k barabar hai. Agar ye value oper ko jayegi to EUR strong hoga aur USD ki value weak hogi, lekin agar ye value down semat ko move kar rahi ho to EUR weak hoga aur USD strong hoga.
       
      • #4 Collapse

        Re: Forex Market Kesy Kam Krti Hy? Jaiza

        dear forex market mein jab Ham kam karte Hain to humko yah pata hona chahie market kaise movement karti hai agar Ham is market mein trade lagana chahte Hain Ham koshish market mein Dal chij karne hote hain iske bad Ham is market mein success Ho jaate Hain Jo trade forex market mein tel lagane ke liye trading strategy banakar kahan per divas market mein kamyab Ho jaate Hain agar Ham forex market mein rules banakar kam kar deta hun kis market mein kafi jyada fayda ho jata hai aur ex market mein movement ko sambhalne ke liye humko analysis karne hote hain jiske badtamiz market mein successful Ho jaate Hain agar forex market mein acchi tarike se kam karte Hain Ham kis market mein kafi jyada fayda ho jata hai forex market mein soch samay kar kam karne se humko kamyabi Mil jaati hai agar Ham forex market mein 30 April ke sath kam karte Hain to Ham kis market mein kafi jyada fayda ho jata hai jothida forex market mein mistakes karte rahte Hain use market mein kabhi bhi kam jab nahin hoti humko market mein kamyab hone ke liye hard work karna hota hai forex market mein successful hone ke liye humko planning karni hoti hai aur is market mein shop samay per kam karna hota hai agar Ham forex market mein acchi planning karke kam karte Hain Ham khush market mein kafi jyada fayda ho jata hai jo trade forex market mein roj banakar kam karne was market mein successful Ho jaate Hain agar Ham forex market mein discipline ke sath kam karte Hain Ham kis market mein kafi jyada fayda ho jata hai agar Ham forex market mein soch kar kam karte kam kis market mein kafi jyada fayda ho sakta hai forex market mein plan karke kam karne se humko kamyabi Mil jaati hai Jo forex market mein samay kahan par jyada khush market mein kafi jyada fayda ho jata hai agar Ham forex market mein plan karke kam kar raha hun kis market mein kafi jyada fayda ho jata hai.
        • #5 Collapse

          Re: Forex Market Kesy Kam Krti Hy? Jaiza

          Assalamu alaikum dear member aapane bilkul sahi kaha hai aur are hamere sath bahut achcha topic share kiya hai forex market teen tarikun sy kam krti hai jab is me hum trading karte Hain to agar ismein buyersJo apne trade kisi bhi currency ya Pair py buy ki lagate Hain agar vah jyada ho jaaye to market up ki taraf movement krti hai or agr zaida log apni trade sell py lgaty hain or agr sellers zaida ho jaaye to uski wajah se market down ki taraf movement rakh leti hai is liye humy hmesha soch samajhkar hi trading karni chahie to isme apko faida hota hai or Market ki movement ko samajhte huy hi trading karni chahie
          • #6 Collapse

            Re: Forex Market Kesy Kam Krti Hy? Jaiza

            Assalam o Alaikum, g dear forex market simple business hay jes me currencies key len daen hota hay, forex business me kesi be currencies ko kharreda ja sakta hay aur koch time ye currency ko app apny pass rak kar es ko sell kar sakty hey, worldwide me currencies ki khareed o farokhat hoti rehti ti magar ye kam forex brokers ne bahot hi easy kar dia hay, pehly few persons hi international currencies ki khareed o farokhat karty tey magar ab forex business ki waja se har koi ye business kar sakta hay, jab be ham trading karty hey to es ka matlab yahi hota hay key ham ne koch time key ley kesi currency ko money de kar apny pass rak leya hay aur jesy hi es currency ki keemat up ho jaye gi to hamy es me profit ho ga forex trading aik online busisness hai jsi main hum online internationl currency ko buy sell karty hain es main boht kam log pahly janty thy or yah business karty tahy maghr ab forex pori duniya main pahchnan ajata hai or boht se log es main trading kar k achi income na rahy hain forex trdaing aik best business hai jis main har insan trading kar skat hai bus osko es k bary main knowledge ho acha or wo pani trading ko sikhy pahly os k bad real trading kary tu os k liye sana hota hai forex join karny kay liey kise bhe broker pe jo kay lakhon ke tadaad main mojood hain, account bnaana pary ga. Lekin ye zehan ma rakhin k broker ko pehly achi tarha se jaanch lain k koi dhoka to nahe. Us kay baad us account par apni investment karin aur kaam start kar dain.
            • #7 Collapse

              Re: Forex Market Kesy Kam Krti Hy? Jaiza

              dear market ki asal me Foreign Exchange kehty hain aur Jahan par en currency ke tabadla ya khreedo firokht hoti hai aur ko forex market kehty hain. Forex market main currency kay karobaar ko Forex Trading kehty hain. Aur jo banda es karobaar ko karta hai es ko forex trader kehty hain. Forex trading duniya main liquidity kay hisaab sy aur volume kay hisaab sy sab sy bari market hai. 1 andaazy kay mutabik rozana forex main 5 trillion sy zaida ke trading hotj hai market main kaam start karny kay liey aapko kise bhe market main ya kise exchange ma ja kar koi bhee currency khareedny ke zaroorat nahe hai. Aap kay pass agar mobile ya computer hai aur us k sath internet connection hai to aap forex join kar sakty hain. Sab sy pehly aap ko forex join karny kay liey kise bhe broker pe jo kay lakhon ke tadaad main mojood hain, account bnaana pary ga. Lekin ye zehan ma rakhin k broker ko pehly achi tarha se jaanch lain k koi dhoka to nahe. Us kay baad us account par apni investment karin aur kaam start kar dain. market me trade karny kay liey aap ko apny mobile ya pc par meta trader apni pasand ka download karna pary ga aur us kay baad aap trading internet connection ka zariey kar sakty hain. Trading aap currencies kay joron par kar sakty hain. Maslan EurUsd ka pair buy kiya hai to es main eur ko buy aur usd ko aap naay sell kiya hai. Jab market aap kay buy karny kay baad up jaati hai to uska aapko faida hota hai
              There is always light. If only we're brave enough to see it. If only we're brave enough to be it.
              • #8 Collapse

                Re: Forex Market Kesy Kam Krti Hy? Jaiza

                forex mein hamein market k rules ko follow kar k kaam krna chahiye. aj kl corona ki wjah se market bohat difficult hai. q k ziada log forex mein post ni kar ray mehnat nahi kar rahy. market ko achy se time nahi dy ray. market mein kaam karny k liye market mein involve hona bohat hi zaroori hain market mein investment nahi ho ri is liye market aj kl kaafi slow move kar rahi hai. hamein market ko opr le k jany kliye is mein investment karna bht zroori hain market j=ko watch karna is mein involve hona pary ga tb hi market ko uski pehli condition pe le k ja sakty hain aur phir hi market move kar pae gi.
                jab hamein market k andr market k trend ka pta chal jata hai k is waqt market mein yh trend chal ra hai uptrend ya downtrend chal raha hai tou tab hi hamein market k and market k trend k hisaab se trade lgani chaiye aur ham market mein trend ko fondout karny k liye different types k indicators ka use karty hain. ham is mein moving average indicator ka use kar sakty hain ISI indicators ka use kar sakty hain. ar bhi market mein indicators han ji ka use ham market mein kar sakty hain.jese k MACD indicator ko use kar k ham market mein trend ko find out kar sakty hain. forex trading market ky andr hamein kbhi bhi tarde lgany mein jldi nahi krni chaiye . market mein trade lgany se phly hamein market k trend ko find kar leina chaiye. hamein market k trend ko deikh k trade lgani chaiye. ta k hamein nuksaan na hojae.
                • #9 Collapse

                  Re: Forex Market Kesy Kam Krti Hy? Jaiza

                  forex market ki movement crense k change hone per hai aur is se hi yeah movement karte hai is leay ham ko chahiye k ham ko is main is ki movement ko samaj kar training karni chahiye
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex Market Kesy Kam Krti Hy? Jaiza

                    forex mye aik international level par work ho rha hota hy is liy is ki markets bb bht hi tyz ho ti hy ar us ki movement ka bb kbhi bb koi pata nhi chalta to hmyn yy sb kush soch samajh kr hi trade ko lagana ho ga ar aik acha traders bn ky apni ksills ko bb bhytr sy bhytr banana ho ga ar jitna ho sakky apny kaam mye interesting ko ziyada sy ziyada jagah dyn taakh hmyn uissy aik achi skills hgasil hon ar hm aik achy traders bb bn sakkyn ar apni skills ko bb bhytr sy bhytr bana sakkyn
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex Market Kesy Kam Krti Hy? Jaiza

                      Dear Forex members Forex Mein Kaise kam Karte Hain doston Forex Mein kam karna bahut Aasan hai Iske 2 steps Hai Pahle step Mein Ham apni best posting kagaj pure karte hain yah target 50 post Pade ke hisab se hi posting ka Maja best hone chahie regular Hona chahie tab jakar Forex Hamen bonus ki Shakal Mein investment per Ham Karti Hai dusre system Mein Ham trading karte hain online trading Karte Hain Agar Kisi Ko experience Nahin Hai To demo account per Jyada Se Jyada time se padh karte hain aur vahan se yah Samajhta Hai Ki online market Kis Tarah hoti hai Jab aap samajh Jaate Hain To aapko Forex per kam karna Intezaar nahi Aasan Najar Aata Hai Aur Har user Karta bhi hai
                      • #12 Collapse

                        Re: Forex Market Kesy Kam Krti Hy? Jaiza

                        forex market main tmaam currencies ko pairs ki shakal main dikhya jata hy misaal ky tor py euro/usd usd/jpy ek currency dosri kay badlay buy yaa sell ki jati hy pehli currency ko base currency and dosri currency ko quote currency kaha jata hy agr koi trader euro/usd ka pair buy krta hy to wo usd kay badlay euro khareed rha hota wo tb khreedtaa jb usay pta hota hy kay usd kay badlay euro mazboot hoga and usay tb profit hoti hy Hamesha hi ke Ham Apne knowledge aur experience ko improve Karen Apne knowledge aur experience ko improve karna bahut Zaroori Hota Hai Uske ilava forex market Kaise kaam kar rahi hai iska bhi Hamein Pata hona chahiye ya Hum market ko analyse Karke Pata karwa sakte hain market ko analyse karna bahut Zaroori Hota Hai hamein chahiye ke hum market ko analyse Karen is se Hamein trade Mein fayda Ho ga
                        • #13 Collapse

                          Re: Forex Market Kesy Kam Krti Hy? Jaiza

                          Dosto forex market ki movement kbhi up hoti hy aur kbhi down ager ham chahta ha ka ham a6a profit hasil kare to hamee chahia ka ham jab bhi trade ko open karee to hamee market ko analysis kar lana chahia ager ham market ko analysis kar ka trade lagaee to a6a profit hasil kare ga thanks friend
                          • #14 Collapse

                            Re: Forex Market Kesy Kam Krti Hy? Jaiza

                            Hamen market Mein Hamesha aapane kam ko acche tarike se karna chahie Jab Ham market Mein Apne kam ko acche tarike se Karenge To Ham acchi kamyabi Hasil kar Payenge isliye mein Kamyab trader banne Ki Koshish Karna chahie Kamyab trader Ham apni mehnat ki base per bante Hain isliye Hamen mehnat Karte Rahana chahie acchi kamyabi Hasil karne ke liye Hamen market ke moment ko samajhte Hue kam karna chahie Hamen se Business mein hardworking karna kabhi bhi nahin chhodana chahie active ke kam karna chahie market Mein trading Hamesha Soch Samajh Kar karna chahie
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Forex Market Kesy Kam Krti Hy? Jaiza

                              dear friend yah bahut hi informative question hai trading forex trading kis tarah kam karti hai to ishq ka kam trader per hota hai kyunki jitne Diya trader sale per Lage jaate Hain aur kuchh trader by per lag jaate Hain to is tarah yah upar neeche Ho hokar kam karti hai

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X