Trading Mein loss hone ki waja kya hai??

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #76 Collapse

    Re: Trading Mein loss hone ki waja kya hai??

    Forex trading Mein kam karte hue Apne kam ko Hamesha Baithe tarike se karna chahie Jab Ham trading karne lage Hain To Hamen trading Hamesha Soch Samajh Kar Karni chahie trading Mein loss hone ki vajah se main bilkul bhi Pareshan Nahin Hona chahie trading Mein loss to ho jata hai isliye Agar Ham trading co acche tarike se Karenge aur Soch Samajh Kar Karenge To Ham trading Se Achcha result psle kar sakte hain isliye Hamen Apne kam ko Chetra kaise karna chahie trading kabhi bhi confused ok Nahin Karni chahie Hamesha confidence ke sath karna chahie
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #77 Collapse

      Re: Trading Mein loss hone ki waja kya hai??

      Assalam o alaikum dosto trading mein loss ke bht sari wajohat hai jiski vajah se hmy trading ma loss hota hai trading mein loss ki sab se badi wja lalach hai Ham jitna profit gain krty Hain hmari lalach itni hi brhti jati hai or hm chahty hai k hm jldi or paisa kmay to hm bghair sochy aisa step othaty hai jski wja sy hmy kafi loss ho jata hai or dosra lack of knowledge and experience jb tk hmy trade k bary ma knowledge or experience ni ho ga hm mazeed loss krty jy gy to best way ye ha k hm trade k bary ma jany or daily base py currency ka rate maloom Karen is se Ham loss se bach sakte hain
      • #78 Collapse

        Re: Trading Mein loss hone ki waja kya hai??

        Assalam o alaikum trading main loss hone ki waja hamain mehnat se Kam karna chahiye aur trading karte waqt jaldbazi aur lalach nhi Karni chahiye aur hamesha soch samajhkar sabar k sath kam Karna chahiye aur agar Ham forex trading main mehnat se imandary se hardworking se kam karenge aur apne account balance k mutabik lot size ka use karege to Ham loss hone se bach saktay hain aur acha profit hasil kar sakte hain aur agar Ham trading karte waqt sabar se kam nhi karenge aur kam main jaldbazi aur lalach karege aur zyda lot size ka use karege to Ham hamain loss ho sakta hai aur agar Ham mehnat se soch samajhkar trading karege aur small lot size ka use karege to Ham kamyabi hasil kar sakte hain aur acha profit hasil kar sakte hain aur achi earning hasil kar sakte hain aur loss hone se bach saktay hain
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #79 Collapse

          Re: Trading Mein loss hone ki waja kya hai??

          Aslam o alikum I hope you are fine dear member trading ma loss ki bari waja lalach h bar bar ak jesi posting py lose hota h or jaldbazi ma trading karny sy b lose hota h

          اب آن لائن

          Working...
          X