Trading Mein loss hone ki waja kya hai??
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Trading Mein loss hone ki waja kya hai??

    Traduing men loss hony ki sab say ahim wajah yeh hy keh hum as men jaldi kay sath trading karty hain tu hamen as men jaldi kay sath trading nahin karny chahye kun kay agar hum as men mahnat kay sath forex men trading karty hain tu hum as men nakam ho jaty hain as lia hamen forex men jaldi kay sath forex men kam nahin karna chahey kun kay jaldi ka kam shetan ka hota hy as lia hamen her kam ko saber kay sath karna hota hy tabhy hum as men achy earning hasil kar sakty hain
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Trading Mein loss hone ki waja kya hai??

      Dear members forex tradings may ziada tar traders ko iss wajah say nuksan uthana parta hay kay jab wo baghair knowledge aur learning kay trading start kartay hain aur market ki movement aur trends ko watch kiyey baghair hi apna order place kartay hain tou iss situation main traders ko nuksan hota hai Forex trading mai traders ko bohat si baato ka khayaal rakhna parta hai aur uss kay baad he unhain kaamyabi milti hai Forex trading mai haumay hamesha apni observations ko strong kartay hoye trading karni chaiye aur trading say pehlay market ki movement ko daikh kay aur analysis karney kay baad hi apna order place karna chahiye tou haum loss say bach saktay hain aur hamesha market ki movement ko daikh kay aur analysis karney kay baad hi apna order place karna chahiye Forex trading mai traders ko bohat si baato ka khayaal rakhna parta hai aur uss kay baad he unhain kaamyabi milti hai.
      • #18 Collapse

        Re: Trading Mein loss hone ki waja kya hai??

        Dear Forex member Forex trading mein Nakami Ki sabse badi wajah hamari apni mistakes hoti hain.jab Ham apni trade open kar rahe hote hain to us waqt Ham bahut si mistakes karte Hain jis ki vajah se hamen apni trading mein main nuksan hota hai isliye agar aap Forex trading mein kamyabi hasil karna chahte hain aur apni trading se acchi earning karna chahte hain to aapko apni trade open karte waqt ine baton ka khyal rakhna chahie.
        Market ka complete analysis karne ke bad apni trade ko open karna chahie
        apni trade open karne se pahle hamesha market ka trend maloom kar lena chahie aur apni strategy banaa leni chahie
        Apni trade ko tab open karna chahie jab aapko exactly market ka trend maloom Ho
        Forex trading ke basic knowledge ko learn karke Forex trading start karen
        Apni trade open karne se pahle apne account balance ke mutabik money management jarur Karen
        En tamam baton per Amal karke aap Forex trading mein kamyabi hasil kar sakte hain aur Forex mein kamyab businessman Ban sakte hain.
        • #19 Collapse

          Re: Trading Mein loss hone ki waja kya hai??

          forex trading main jaha profit earn hota hai wahi par hmari laparwahi ki waja se loss bhi bardashat krna parta hai.loss honay ki bohat c wajoohat hain jaisay k ap risk management and money management ko follwo krain is se ap loss or account wash honay se bach
          saktay hain.is k ilawa hmain forex forum main posts ko study krna chahiay ta k forex k related apka knowledge zyada se zyada up to date ho is se apko mukhtlif pairs par trade laganay ka treqa ae ga is se bhi apko loss honay k chances kam se kam ho jaein gai.is k
          ilawa or bohat se fectors hain jese k over-trading, lalach karna, jaldbazi karna aur bagher analysis k trading karna is se loss k chances kafi barh jatay hain.hmain chhaiay k hum apney personal experience ko use kr market analysis krain or us k bad trading krain.
           
          • #20 Collapse

            Re: Trading Mein loss hone ki waja kya hai??

            dear trading loss hony ki sb sy sbari waja jb ap lalach kartain hain or bari trade laga daity hain tb apko loss ho ga or jb ap trend daikhy bagair trade lagaty hain tb bhi apko loss ho is liya ap bharpoor tawaja k sath pory hosho hawas k sath trading karin apko profit ho ga is main loss or profit paralal hain ya nai k apko hamaisha profit ho shukriya
            • #21 Collapse

              Re: Trading Mein loss hone ki waja kya hai??

              Trading mein loss bhi business ka hisaa hota hai loss bhi ho sakta hai loss tab hota hai jab forex business mein hum knowledge aur experience hasil nahin kartay aur trading kartay Han hum knowledge aur experience kay baghair trading kartay Han aur trading mein mistake kartay Han tu loss ho jata hai forex mein loss lalach se hota hai jald bazi se hota hai emotional trading se hota hai
              • #22 Collapse

                Re: Trading Mein loss hone ki waja kya hai??

                Asslam o alikum forex aisa business ah jis am kbi profit hasil hota ha or kbi loss ho jata ha forex am hmari bohat si mistakes ah jis ki wja sy hmay loss ho jata ha forex ma hmay trading krny k liay zyada knowledge ore xpereince ki zrorat hoti ha qk expereince k bina hmay loss ho skta ha hmaymarket ko smjhty howy trade lgana chhaiy ta k hmay loss na ho sky jab ham bina sochy smjhy trade lgaty han to hmay loss ho jata ha
                • #23 Collapse

                  Re: Trading Mein loss hone ki waja kya hai??

                  jab mehnat na ki jay kaam ko theek se ap value na do loss hoga success hasil kar lena aasan kam nahi hae is liay jab admi trading sahi knowledge aur skill aur experience k sath start karta hae to yaqeenan success k chances bhi ziada ho jate hein forex aik behtreen business hy jo ap ko boht achii earning de skta hy aur ap enjoy karo
                  • #24 Collapse

                    Re: Trading Mein loss hone ki waja kya hai??

                    Forex trading men loss ki sab bri waja lalch r jld bazi ha Forex trading men wo trader kbi bhi kamyab ni ho sakta jo lalch r jldbazi sa trading krta ha Ulta wo trader apna loss krta ha lehaza Forex men trading krtay waqat sabr sa Kam len r Tarde lagnay sa market Ka analysis zaroor me len takay apko pta chal sakay k market kis trend men chal rhi ha baghair sochay Samjay kabi bi trading na kren
                    • #25 Collapse

                      Re: Trading Mein loss hone ki waja kya hai??

                      Walaikum salaam dear forex trading business ma loss huna aik normal si baat hay aor hum say aksar aisi mistakes huti hay jinki waja say humay loss huta hay aor sab say bari mistakes jo hum traders mistakes samjhtay hi nhi wo hay big lot size ka istemal hay kiun kay aisa hum tab kertay han jab hum jaldi jaldi earning kernay ka sochtay han is liye ager hum apni asi mistake per qabo paa lain tu hum loss say bach saktay han.
                      • #26 Collapse

                        Re: Trading Mein loss hone ki waja kya hai??

                        Assalam o alaikum my dear forex friends me apko btana chahta hn k trading me loss kesy krty hn trading me loss ki sb se bari waja to new members me pai jti he new members me kyo k experience r knowledge me ki kami hoti he is wajase ham loss krty hb
                        R wocapny ap ko but zyada bra trader smjhty hb r loss kr betht hn hamain chahiey k signal ko follow kren aesy signals ko jo k but zyada pakky hon aeaon ko nhi jo kachy hm is se ham loss se bach sakty hn
                        • #27 Collapse

                          Re: Trading Mein loss hone ki waja kya hai??

                          G han sr ap ne acha sawal kya hai dekhen sr forex me trade karne ke lye humen forex ke rulls ko follow karke apne experience ko increase kare or is ke bad hi hum forex me trade kare ager hum aisa matlab forex ko ache se learn nahi karte hai to hum ghalat trade karte hai jis se humen los ho jata hai
                          • #28 Collapse

                            Re: Trading Mein loss hone ki waja kya hai??

                            Trading men nakami ki bhaot c wajoohaat hen kch ka yahan zikr krna chahta hun
                            1. Na smjhi
                            Dear members kafi sary logon ko sai smjh ni hoti market ki aur wo loss kr beth'ty hen wo bghair sochy smjhy e trade pe trade lga dyte hen.
                            2. Experiance ki kami
                            Isi trha kch members new hoty hen unko kam ka itna experiance ni hota jiski wjha se wo loss uthaty hen.
                            3. Lalach krna
                            Dear members hr insan kbhi na kbhi lalach men ajata hy aur hamesha lalach k chkr men loss uthata hy q k thory se profit ko kam smjhty hoye jb bnda lalach krta hy ziada nuqsan uthata hy is liye lalach se bchna chahiye.
                            imranhaider
                            • #29 Collapse

                              Re: Trading Mein loss hone ki waja kya hai??

                              Aksar traders k paas skills nahi hoti tabi loss hota hay aap ko experience hasil karna chaheay takeh aap kay iss trading main profit hasil karnay kay chance ziada hoon gay forex business me zeyda ahmiyat experience and knowledge and well planing ki hoti he, so trader ko zeyda se zeyda hard work karna chahiye take successful trade kar sakhe.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Re: Trading Mein loss hone ki waja kya hai??

                                Forex men kamyabi b learning ki wajah sy hai or is men failure b learning men kami ki wajah sy hoti hai. Agar hum achi tarah sy learning krty rahen to hum is men kafi behatr gain kr sakty hen. forex ma agr ap ache trader bnna chahte hain to apko zada knowledge hasil krna pre ga jitna knowledge ap k pas ho ga utna ap k lie acha ha q k wo kehte hain na k little knowledge is dangerous is lie ap k lie yahi advice ha k ap learning process ko hamesha continue rakhen.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X