Trading Mein loss hone ki waja kya hai??
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    Re: Trading Mein loss hone ki waja kya hai??

    Dear forex members forex trading may haumay discipline Kay saath saath knowledge ki zarorat hoti hay aur haumay hamesha apni abilities aur skills ko improve karney ki koshish karni chahiye Phir Hi haumay kamyabi hasal hoti hay Jab haum trading main demo practice nai Kartay hay aur na hi haum trading say related knowledge aur news ko importance daytay hay to haumay kamyabi bhi hasal nai hoti hay iss liye haumay hamesha apni observation ko strong Kartay hoye trading karni chahiye forex trading may haumay kamyab business karney Kay liye bohat zayada mehnut Kay saath saath knowledge ki zarorat hoti hay aur phir uss Kay mutabiq trading Kartay hay to haumay kamyabi hasal hoti hay.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      Re: Trading Mein loss hone ki waja kya hai??

      Dear Mate trading main Loss hony ke Waja Learning ka KAM Hona Hai Ku kay jab aap ko Knowledge acha Nah ho ga toh aap kay liy kamyabi be na Mumkin ho ge Is liy aap ko Chaye kay aap Market main proper Knowledge kay Sath Kam Karein tabi aap Loss Say bach sakty hain or Loss hony ke Sab say bari waja ye Be hai kay aap kay pas Capital ka kam Hona or ap ke Lot Size ka Zada Hona hai iss waja say be ap ko Bhoat sa Loss ho sakta hai Ap ko hamesha Smal Lot size kay Sath kam karna Cahye or Lalach or emotion ko be Control main Rakna Ho ga tab He Kamyabi Mumkin ho ge iss liy aap ko Trading karty waqt rules ko Create kar kay uny Follow karna Chaye tabi Kamyabi mumkin ho sakti hai.
      Wait For Market come to you!Don't Go after The Market!:1f3c6:
      • #33 Collapse

        Re: Trading Mein loss hone ki waja kya hai??

        jee dear ap ne bohat he achi or kwnldge able baat ki hai forex main hmen chahiye k hum issmian bohat he ziyada issmian mehnat lagan or himmat se kaam karna chheih ye asia busness hy jissmian ap agr mehnat lagan or himmat se agr ap issmain kaam karen gy to ap issmian itni ziyaada earnign kar sakengy jitni ap ksii bhi or bunsesns main kisi bhi or kaam main ap itni earnign nai kar pen gy issmian apko bohat he ziyada issmian mehnat lagan or himat se is msiai work karny ki zaroorat hai issmian apko itna ziyadda profti gain hoga jitna ap soch bhi nai sakty
        • #34 Collapse

          Re: Trading Mein loss hone ki waja kya hai??

          jee dear ap ne bohat he achi or kwnldge able baat ki hai forex main hmen chahiye k hum issmian bohat he ziyada issmian mehnat lagan or himmat se kaam karna chheih ye asia busness hy jissmian ap agr mehnat lagan or himmat se agr ap issmain kaam karen gy to ap issmian itni ziyaada earnign kar sakengy jitni ap ksii bhi or bunsesns main kisi bhi or kaam main ap itni earnign nai kar pen gy issmian apko bohat he ziyada issmian mehnat lagan or himat se is msiai work karny ki zaroorat hai issmian apko itna ziyadda profti gain hoga jitna ap soch bhi nai sakty bas ap ko issmian bohat he ziyaada issmian starting main mehnat lagan or himat se imaandarri se issmian work karny ki zzaroorat hoti hai
          • #35 Collapse

            Re: Trading Mein loss hone ki waja kya hai??

            forex trading main loss honay ki sab se bari waja careless trading or avoid of risk management and money management hai.agar ap risk management and money management ko ignore krtay hain to ap kabhi bhi successful trader nahi ban saktay aik professional
            forex trader apni market strategy main sab se pehlay risk management and money management ko shamil krta hai or us k baad kisi or point pr ghor krta hai is liay risk management and money management ko lazmi follow krain ta k ap loss se bach skain.
             
            • #36 Collapse

              Re: Trading Mein loss hone ki waja kya hai??

              Je loss hamri khud ki hi galti se huta hai hamri galtioun ki waja se loss hu jatta hai hammy pta ni huta trade ka ham laga detty hain trade jis ki waja se hammy loss huta hai ham trade mai loss sirf or sirf kam knowledge or news ko ni smjhaty isliye huta hai loss hammy chiye k apna smjh k kaam kare takky kmiyaab hun or acha Prof hasil kr sky
              • #37 Collapse

                Re: Trading Mein loss hone ki waja kya hai??

                Asslam o Ahlkam dear forex forum member ap ne say baat shear kiy ha tradeing main loss hone ki kay waja ha forex trading me kuch chezen hamari kamyabi ka laye har waqat rukawat bani rehti han jahsa ka trading main lalach karna " jald bazi karna or begair experience or knowledge ka trading karna hamen lazmi in chezon per nontorl hasil karna ho ga instra forex trading aik business ha or iss me loss or profit dono ho jahte hen lekin hum ye business sirf profit hasil karne ki neyat se karte he leken kabi kahar hamen loss bhi ho jat ha market analysis aur news k begair trading karna "trading mazeed nuqsan karna" lalach me a kar kam profit na lena aur ulta nuqsan ho jahta ha hume chay mehnat sa forex trade business karen or forex per success hasil karen or forex ka knowledge " experience " information hasil kar ka market ko samj kar tradeing karen or forex per lalach sa kam na karen
                • #38 Collapse

                  Re: Trading Mein loss hone ki waja kya hai??

                  assalamu alaikum sb ksy hn..
                  ajka bahot acha informative sawal hai ye k loss ki wajohat kia kia hn.mai sb ko batana chahta hon k loss ki bahor sarii wajohaat hain..sb sy bari waja khud ki ghallti aur la parwai hi..la parwai insaan ko kbhi kamiyaab nh hony dytii...aur doosri waja market ko analysis na karnaa..kuch wajonhaat nechy di gai hn.

                  @ la parwaii ki trading
                  @ mistakes
                  @ mis judgement
                  @ without mehnat k trade
                  @ balance kam lot size ziada
                  @ unactive mind sy ki gai trade

                  ye assi wajoohat hn jis sy insaan ko market mein loss hota hn..ye nakami ki wajohat hn
                  • #39 Collapse

                    Re: Trading Mein loss hone ki waja kya hai??

                    Trading Mein love hone ki vajah kya hai ji Anjana abaki bar theek hai trading Mein lost Hai Hamare trade Lagane ki wajah se Hoti Hai To Aurat trade Hamen bilkul Nahin Lagana chahie Soch samajhkar dedo per karna chahie Soch samajhkar CarTrade open Karenge bilkul Nahin Hoga aur ham Rahenge to karne ke liye Hamen hoga
                    • #40 Collapse

                      Re: Trading Mein loss hone ki waja kya hai??

                      forex mein loss hony ki humari bohat sari reasons ho sakti hain sab se pehly tou ye k hum is mein planning k begair kaam ker rahy hon ya phir hum is mein begair analysis k he order ko place ker dein humen agar trade ko behtar kerna hai ya phir is mein profit hasil kerna hai tou humen chahiye k hum trading tools ka use keren
                      • #41 Collapse

                        Re: Trading Mein loss hone ki waja kya hai??

                        Dear asalam alikum han g sb s bardi wajah yahi hai jab loos hota hai kukenkha main reason insan ki apni lakhthayo ki waja s loos main jaata hai or aur us ki main waja jb wo tarde kerta hai to us wo apny balance ka khiyal nhi kerta or us chees per invest kerna chayah jis per us ko fada ho aur us main fada hasil kary ok good by khuh rahao [[[[[[[[[[[[[
                        • #42 Collapse

                          Re: Trading Mein loss hone ki waja kya hai??

                          ji bilkul trading mein Las hone ki vajah mare jaldbazi hai jiski vajah se hamen loss hota hai hamen chahe kam apni trade soch samajhkar planning ke sath karen to kya bataiye acche profit ke sath kamyab ho sake
                          • #43 Collapse

                            Re: Trading Mein loss hone ki waja kya hai??

                            trading mein loss humein hamri hi knowledge ki kami ki wja sy hota ha humein zyda sy zyda knowledge ko gain krna chy aur humein achy sy work krna chy jitni zyda hum mehnt karty hain humein utna hi zyda fida hota ha. humein market ki movement ka b pata hona chy jb hum tarding krny lagein tu. humein tarding k bary mein information honi chy.
                            • #44 Collapse

                              Re: Trading Mein loss hone ki waja kya hai??

                              assalamu Alaikum apharan jaise kya aap jante Hain forex forum Ham jitni jyada mehnat hardworking karenge itna jyada mein fayda hoga aur ham bahut jald kamyab ho sakte hain
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #45 Collapse

                                Re: Trading Mein loss hone ki waja kya hai??

                                Ji trading Mein loss hone ki bahut jyada vah Jo Hath Hoti Hai Bus Ajeeb Ajeeb Baat hoti hain Kabhi aadami Jyada trading kar leta hai kabhi aadami kisi site per bahut jyada jo hai vah trading Laga kar baith Jaate Hain market main aapko Rahane ke liye trade acchi karne ki jarurat Hoti Hai jitni Shayad aap acchi trade karne ki koshish Karoge na utna hi jyada aapko Achcha market Ke Andar Se vah profit Bhi Milega aur aap isko acche se kam bhi Karenge Bahar bahut acchi baat hai aapane bahut acchi baten ki hai aur good working bhi hai aapki Chitra se aapko work karna bhi chahie Chale bharal aapane bahut acchi baat bhi aur ki bahut Kabhi set Karte Hain

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X