Double Grid strategy Forex men kia hy

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Double Grid strategy Forex men kia hy
    Double Grid stratgey double ya dhoree hikmat amlee hy jhaan aik trader aik waqt men 2 mukhtlif qism k grid idtamal krta hy. Aam tor pr yh Directional grid hy jis men aik simt k sath milta hy
    Doble grid is astrategy for choppy . volatile markets jhaan koi clear simt neh hotea.
    Double grid configrationb. The grid in actionc.How to control riskd.Testing the Double gride.D
    emo spread sheatAesee cheezoon me se jo traders ko is hikmat amlee ki trah hy . wo yh kh yh market gher janibdar hy . is ka mtlb yh hy kh is trah ke pesh hoi ke koi zaroort neh hy jis men market muntqil ho jaye ge yh id grid k ahm benifits hain is aor Hedged grid k drmiyan aik ahm farq hy . neach 2 ya nechy k ooper aik mazboot reale ki soott men double grid k nizam ko nuqsan pounchy ga
    Last edited by ; 26-10-2020, 12:49 AM.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Double Grid strategy Forex men kia hy

    Assalam o Alaikum, g dear bouble grid trading strategy yeah hoti hai ky ap same time main both directions main same lot size sy trades open ker lety hain aur jab aik trade profit main chali jati hai tou usy close ker dia jata hai aur loss wali ko profit main jany tak continue kia jata hai jab woh bhi profit main chali jati hai tou dono profits ko calculate kerny per acha profit hasil kia ja sakta hai yahan main double grid sy related apni stretigy share ker raha hun ky apko agar lag raha ho ky market up ya down ja sakti hai tou same direction main ap trade open ker lain aur usky against bhi half lot size sy aik trade open ker lain agar tou bary lot size wali profit main close hoti hai tou jo loss main continue ho us ky against aik aur half lot size ki trade open ker lain aur aesa tab tak continue kerty rehain jab tak smallest lot size wali bhi profit main nehi chali jati tou jab total profit calculate kerain gy tou woh sufficient quantity main hoga nay bohat achay tareeqay bata dia hay may bhi batat chaloon kay double grid aik sucessfull tareeqa hay is ko kertay asiay hay kay maslan aap buy orger lagatay ho to 40 pips iss ka tp rerekh do phir isko sl 30 pips kerdo or sl kay point per sell limit laga do jiska tp 45 pips or sl 20 pips ker dain pehlay to umeed rakhain kay buy say hi profit haasil hi jaaye ga ager buy wali sl hit kerti hay to sell waali trade uskay loss ko cover ker lay gi lekin ager dono kay sl hit hotay hain to yeh aap ki luck hay
    • #3 Collapse

      Re: Double Grid strategy Forex men kia hy

      dear Forex me ye aik useful trading strategy hy jisy bouble grid trading strategy kehty hen is me kam kerny ky liay hamain is terha stretegy bana ker trade kerni chahiay ky pehly tou hamain loss na ho ky ham loss sy secure ho ker trade kerty rehain then hamain agar kisi open trade main loss hona shoru ho jata hai tou hamain loss ko recover bhi same open trade main hi kerna hai ky ham apni hi trade ko kuch Bari lot ky sath hedge ker lain tou hamara loss bhi control Ho jata hai aur hamain kuch profit bhi hasil ho sakta hai then agar trade ko hamain loss main close kerna hi perta hai tou hamain phir aesi stretigy ko use kerna chahiay ky hamara loss mazeed increase na ho saky hamain loss ko recover kerna hai taky ham next profitable trade ky liay planning start ker dain jab bhi ham forex market main koi trade open kerain tou yeh profit aur loss hamari stretigy main shamil hona chahiay ky profit ka target kitna Ho tou trade close kerni hai aur loss kis limit tak ponch jaey tou trade close kerni zaruri hai ky same loss recoverable hona chahiay warna bara loss recover kerny main bhi account wash ho jata hai trader is strategy ko use ker kay apna loss cover ker letay hain. lakin problem tab ati hay jab bouble grid trading strategy kernay say trader ka account banned ho jata hay aur saray ka sara profit dhara ka dhara reh jata hay. is liye hamen yeah trading strategy tab hi use kerna chahye jab is ko broker allow ker raha ho. ager bouble grid trading strategy ko broker allow nahi kerta to us say hasil kia gia profit kabi bhi withdraw nahi ho sakta. is liye trader ki sari mehnat zaya ho sakti hay. aur is say trader dis heart ho sakta hay.
      There is always light. If only we're brave enough to see it. If only we're brave enough to be it.
      • #4 Collapse

        Re: Double Grid strategy Forex men kia hy

        Double grid trading stretigy yeh hai ky agar ham market main trade kerny ky liay pending orders use kerty hain tou ham market ki support per sy buy ki trade open ker ky resistance tak take profit bhi set kerty hain aur wahan per hi sell limit ka order bhi place ker dety hain ky jab market same resistance tak ponchti hai tou hamari open trade profit main close ho jati hai jabky hamari aik trade reverse order main open bhi ho jati hai ky jis main ham take profit support per set ker lety hain tou jab hamara same order open hota hai aur previous open trade close ho chuki hoti hai tou ham buy limit ka support per aik pending order set ker lety hain ky jab market against same support ko touch kerti usi tou hamari open trade main tou take profit hit ho jata hai jabky sath hi hamari buy main trade open ho jati hai jis ko ham ny pending order main buy limit set Kia hota hai tou aesy main market main ham jo bhi trade kerty hain ky hamain market ky uptrend main movement kerny per bhi profit hasil hota hai lekin jab market resistance ko touch kerny ky bahd reverse order main movement kerna shoru kerti hai tou same reversal main market ki movement per bhi hamari trade automatically open ho jany per hamain profit hasil hony ka shoru ho jata hai tou aesi trading jis main market ki dono directions main movement per hamain profit hasil hota hai same trading ko double grid trading stretigy kehty hain ky market jis bhi direction main movement ker rehi hoti hai hamain profit hasil ho raha hota hai lekin same stretigy ko ham aesy time per agar apply kerty hain jab market sideways trend main movement ker rehi hoti hai tou aesy time per hamain her support aur resistance per market profit bhi deti hai aur hamari trade bhi reverse order main open ho jati hai
        • #5 Collapse

          Re: Double Grid strategy Forex men kia hy

          Double grid strategy Ek bahut hi important aur famous strategy hai jismein aap trading kar sakte hain dear jab aapko market ki movement se related confusing hoti hai aur aap market Mein Koi Achcha decision Nahin Le lete to aapko Ek Aisi strategy per Amal karna chahie Jo aapke liye bahut jyada helpful Ho agar aap is important strategy ko carefully apni trading per apply karte hain to aapko bahut jyada advantages mil sakte hain.

          Aisi situation main aap same time per same lot Mein purchasing or selling kar lete hain aur apne account ko hack kar lete hain Diya Jab aapki Ek trade profit Mein a jaati hai aur usmein aap market ke Trend ke mutabik apni Ek trade ko close kar dete hain aur uske bad Jab market mein reversal trend Mein Aane Tak Ka Intezar Karte Hain. Dear Ek Aisi situation aati hai jismein aapki donon trades close Ho Jaati Hain first trade ko aap profit Mein close karte hain aur second-rate ke liye aapko Intezar Karna hota hai sometime market aapko bahut jyada pyar karti hai aur aapki second trade bhi profit Mein a jaati hai aur Aisi situation main aapko donon trade profit Mein close karne ka bahut hi Achcha chance Mil Jata Hai.

          No doubt yes strategy aapko Hamesha US time par istemal Karni chahie Jab aapko market ke train se related proper Idea Nahin Hota aur aapko bahut jyada confusing Hoti Hai yah technique AAP news ke time per bhi istemal kar sakte hain Jab market main use Aati Hain to market apni movement one side trend Mein complete karna start kar deti hai aur uske bad FIR gradually Apne original point per Wapas a jaati hai dear jab bhi aap yah technique istemal kar rahe hote hain to aapko Hamesha Ek Big capital ke sath trading Karni chahie otherwise aapke liye problem ho sakte hain aur aapka account margin call receive kar sakta hai.
          • #6 Collapse

            Re: Double Grid strategy Forex men kia hy

            Double grid trading strategy
            Forex trading market me double grid trading strategy us waqat istemal hoti hai jab market ki koi khas direction na ho aur market bohut ziada volition kar raha ho to us waqat double grid trading strategy istemal karte hen. Double grid trading strategy me chonkeh market koi open type hoti hai aur koi khas trend k rules se move nahi kar rahi hoti hai to us waqat hamen trading me bohut careful hona hoga aur double grid trading strategy k istemal k waqat stop loss ka zaror istemal hona chaheye. Is se hamen apne market ki safety ho jati hai. Q k agar hum stop loss use nahi karengay to us waqat ho sakta hai k market hamare against jayen aur hamen bohut zyada loss ka samna karna pare. To stop loss to wese hi forex trading me bohut essential hai lekin jahan pe riaki strategy hon wahan lazmi lagana chaheye.
            EXAMPLE : Forex Trading me double grid trading strategy me is baat ka khayal rahen k ye trading strategy sare forex traders k leye aik open market faraham karta hai. Is ka koi khas tareeqay kar nahi k wo kis semat move kar sak sakta hai lekin aik khas order k through hamen ye tarteeb dena hota hai. Agar hum aik pair GBPUSD pe trade open karte hen aur us ki price range 1.3500 pe chal rahi hai to us me aksar ye double grid trading strategy kuch aise bangi jese: high ponit 1.3550 yahan pe low point 1.3470, mazeed 1.3600 low 1.3400, high 1.3650 low 1.33350 wagher waghera to ye trading strategy riski hai liken ye open market ko show karti hai.Click image for larger version

Name:	images (15).png
Views:	1
Size:	29.3 کلوبائٹ
ID:	12334801
            • #7 Collapse

              Re: Double Grid strategy Forex men kia hy

              Double gird strategy ek bahut hi acchi strategy hai agar aap iske bare mein proper market information hasil karte hain aur proper market information hasil karne ke bad usko apni trading per apply karte Hain to yah aapko bahut jyada benefits degi sometime aisa hota hai ki aap market mein bahut jyada confused hote hain ki aap market mein kaise acche se accha profit kamaen aur FIR aapko ek short-term entry milati hai jaise hi aap ho entry lete hain aur kuchh profit ke bad aap apni trade close karte Hain

              double gird strategy mein paise Khali aap aisa karte hain ke jab aap market mein confused hote hain aur aap ek short-term entry lete hain jismein aap by a cell kuchh bhi kar sakte hain aur usmein jab aapko profit hota hai to aap market ko close kar dete hain lekin aap market ko visit kar rahe hote hain jaise hi market mein reverse lagta hai to aap pahle trade ke against dusri trade ko laga dete Hain aur acche se accha profit kamate Hain yahi sabse acchi strategy hai agar aap achcha profit kamana chahte Hain to

              lekin uske liye aapko proper market ko analyse karna hoga kyunki market mein aap jab bhi yah strategy apply karte Hain to iska matlab yah hota hai ki aap market ke against ja Rahe Hain sports ke pahle trend bullish chal raha hai to aap is strategy ke mutabik kya samajhte hain kya bhi yahan se market ka trend change hokar bearish hone wala hai aur aap apni trade ko use hisab se adjust karte hain agar aapke analysis galat hote hain to aapka account pass fee ho sakta hai
              • #8 Collapse

                Re: Double Grid strategy Forex men kia hy

                Assalam o Alaikum dear friends trading karne k liye ham beshumar strategy use karte ha our hamare pass trade karne k liye jitna zayda strategy ho g hamari trades uti he profitable rahe g dear friends aaj ham baat kar rahe hai double grid strategy k bare main jo k trading main risk control karne k liye kafi achi strategy hai our new traders is ko use kar sakte hai

                Double Grid Strategy ::

                dear friends Double Grid strategy trading ki esi strategy hoti hai jis main ham ek hi wakt apar same lot size par do different order market k kisi b ek pair par open karte hai ek order sell hota ha jab k dosra buy ka hota hai is tarah ek order profit main jata hai our dosra loss main jata hai lekin ham trend ko follow karte huye trade karte hai jb trend change hone lgta hai to ham profit wala order close kar dete hai jab k loss waly ka again wait karte ha our trend changing se benefit lete huye ham apne dosara order b close kar sakte hai is tarah ham risk free trading kar sakte hai

                dear friends aap is strategy ko side way trend par use karen to zyada profit hota hai ku k us main supports ad resistance par market trend change karte huy chalti ha our aap risk free trading karte huy earning karte jate hai ye strategy new trader k liye best hai

                Click image for larger version

Name:	double grid.png
Views:	1
Size:	45.2 کلوبائٹ
ID:	12334803
                Ayisha Cutey's Trading Journal
                https://investsocial.com/ur/showthread.php?266144-Ayisha-Cutey-s-Trading-Journal&amp;p=10350037#post10350037
                • #9 Collapse

                  Re: Double Grid strategy Forex men kia hy

                  hamy ache strategy bana kar us ko use kar ky market mai kam kara ho ga pher he hum kam kar ky pasia kama saky gy hum s mai raat mai be kam kar sakty hai hum s mai din mai be kam kar sakty hai hamy is mai analysis ko or indicators ko use kar ky kam karna ho ga pher e hum pasa kama saky gy hum is mai raat mai be kam kar sakty hai hum is mai din mai be kam kar sakty hai hamy market ke movement ko sam kar is mai kam kar sakty hai is mai usa or china jasy b ary bayr mumalik shaml hai hm is mai agar lalach ko katem kar ky kam karty hai to hamy loss ho ga forex ak world wide or kabe be katem na hony wala acah busienss hain hum s mai aik din mai aik limt ky mitabik kam kar sakty ha hum over lmit s mai kam nahi kar sakty forex aik best business hai hum is mai ache strategy bana kar use kar ky kam karty hain to hamy fiada he fiada hai hamy strategy ko kabe be ignore ahi karna chey hum is mai ape marze sy time tbale bana kar kam kar sakty hai hum is mai posts kar sakty hai hum s mai trade be laga salkty hain hamy analysis ko learn kar ky use kar ky kam kara ho ga pher he hum agy bar saky gy forex aik amm business jasa ahi hai is mai hum ape marze sy time tbale bana kar kam kar sakty hai
                  • #10 Collapse

                    Re: Double Grid strategy Forex men kia hy

                    double grid strategy forex main humy bht sa benefit de sakta victuals, agar traders ne buy ya sell orders date underlying hey aur us principal trades loss me be nahi hay yon trades profit me hey to traders ko es typical ka understanding hona chaye focal market kes pointing underlying depraved volte-face ho sakti hay traders ki ye mushkil Doji candles asaan kar sakty hey, Doji candles primary shapes variant hoty hey, magar jo be doji elucidate ho ga wo market reversal point hi ho ga es ley kesi be doji easygoing ko set nahi samjna chaye, backup candles ki good breeding vital sath Doji candles ko be adjudge karna bahot zarori hay Exemplar doji or loans Legend ozee bar kaafi zada mashoor hai and chahiye Ke Jab Hum trading Kare an inverted sleeve Phir inverted hammer token doji Baar Jab Main Market Mein Nazar Aaye To Hum Hain. Karna chahiye pencil me Garhani Familiarize Serving-man fervent Talash Karna Hai Tum Hame chahiye ke hum resolutely tete- Mai doji meet up with ka wait kare aur uske baad - time frame h1b 0n 30 time frame Mein entry. Talash Kare Is Tarah main market Mein Bahut Yaad profit ho sakta hai is tara ki doji candles olute trading karta hai aur accheercise ko dekhte rehte hain aur hamen is baat ka Dada hota hai kya kaun si chat kis taraf ja rahi hai isliye candles ki functioning hamen mard ki proceeding kahan Dada acche se batati Hain agar candle aap ja rahe ho to market ab hoti hai aur agar candle se Take on oneself ja rahi ho to cover garb ki proceeding on hoti hai isliye hamen kisi bhi trading per set karne ke liye pair per trade karne ke liye hamen chahie ki Ham apply ki indefinite ko bahut acche channelize Currency aur candle ki act kaun hai uska naam bahut jyada notable hota hai jab tak ki activity ko acche se nahin karenge hamari trade profit nahin degi balki hamen persist in hoga aur hone ke sath hamara kaun ho sakta haiisliye hamen chahie ke yahan kisi bhi pair per threading karne se pahle candles ki influence ko acche se selection is kar le aur uproot ki movement ko naraj karne ke bad hi hamen kisi per aaj per trading ko open karne ki jarurat hoti hai aur candles ki moment kadhal gane ke liye hamen bhi hai iski jarurat hoti hai aurat ki hai samay debacle hota hai jab Ham bahut acche se maarpeet kaun hai nahin karte hain aur bahut coca coca apna Kam karte hain a hi doji candle ke
                    • #11 Collapse

                      Re: Double Grid strategy Forex men kia hy

                      Yes. Forex market sy profit hasil karny k lae trader ko bhot sari strategies ko use karna hota hai. Trader ye strategies apny experience or knowledge ki base par use karty hain. Unk pass agr knowledge acha ho ga to wo kam balance sy b acha profit hasil karny ma kamyab ho jayn gy. Unk pass experience acha ni ho ga to wo big capital sy b profit hasil karny ma nakam ho jayn gy. But trader ko ye experience market k andar he melta hai or so trader ko profit ho ya loss wo market ma aye ga to experience zaruri hasil kar k jaye ga. Es topic ma ham double grind topic ko discuss karyn gy.

                      Double grind trading strategy. Double grind strategy ma trader different type of grind ko at the same time use karta hai. Es purpose k lae up directional grind ko down directional grind k sath combine kiya jata hai. Jb market ik leg banati hai to ik trade trend k sath open ki jati hai or ik trend k against open ki jati hai yani bi-directional trading system ko use kiya jata hai. Ye double grind wali strategy un markets k lae hoti hai jin ki kio khas direction ni hoti. Ya ham ye b keh sakty hain k ye strategy volatile market ma ya choppy market ma use ki jati hai. Trader ko hamesa small lot sy trade karny ko prefer karna chahe. Kiu k market kisi b time par kio b direction pick kar sakti hai or asy ma trader ko bhot problems ka samna karna parh sakta hai. Jo trader forex ma big lot ko use karta hai wo esk consequences ko khud he bardast kary ga kiu k market bela waja kisi ko favour ni karti.
                      • #12 Collapse

                        Re: Double Grid strategy Forex men kia hy

                        agar hum forex mein trade ker rahy hain tou us k liye humen kisi na kisi strategy ka use ker k is mein kaam kerna chahiye kuemn k is se humen yahan par zeada faida ho ga humen aik achi strategy ko use ker k is mein kaam kerna chahiye phir he hum is mein aik acha bonus gain ker sakty hain aur aik acha profit bhi kama sakty hain double grid strategy aik bohat he eham aur important strategy hai aur agar hum market ki moment ko predict nahi ker paty tou us k liye humen is mein is strategy ko use kerna ho ga tab hum is mein moment ko samjh saken gy agar hum aik achy decision maker nahi hain tou humen is strategy par zaroor amal kerna chahiye jab bhi hum market ki direction ko clearly nahi dekh paty aur hum is mein sahi tarhan se analysis nahi ker paty tou he hum is strategy ko use kerty hain
                        Double grid trading strategy ye hai k agar hum market mein trade kerny k liye pending orders use kerty hain tou ham market ki support per se buy ki trade open ker k resistance tak take profit bhi set kerty hain aur wahan per he sell limit ka order bhi place ker dety hain k jab market same resistance tak pohanchti hai tou humari open trade profit main close ho jati hai jab k hamari aik trade reverse order main open bhi ho jati hai jis main hum take profit support per set ker lety hain tou jab hamara same order open hota hai aur previous open trade close ho chuki hoti hai tou ham buy limit ka support per aik pending order set ker lety hain jab hum is ko use kerty hain tou humary paas aik acha option hota hai k hum market mein kisi bhi direction ko smajh ker us mein trade laga dein
                        • #13 Collapse

                          Re: Double Grid strategy Forex men kia hy

                          Forex trading ki market Mein bahut jyada tadad Mein trading strategies maujud hoti hai ya Tamam trading strategies Ek dusre se bahut jyada different hote hain ya trading strategy trading karne ke liye istemal ki Jaati Hain market Mein maujud Tamam trading strategies ko traders ko carefully line karna chahie aur unko acchi Tarah Se analyses karna chahie

                          Market Mein double grid strategy Ek bahut hi best strategy hoti hai market me double grid strategy ko different types ki grid ke same time ko confirm karne ke liye use karte hain usually is ko market me directional up grid combined with a directional downgrade market main double greatest strategy directional system ke bare mein best result provide karta hai

                          Market Mein traders trading strategies Ka istemal Karke apni trading ko improve kar sakte hain market mein bahut traders is trading strategies ko apni trading karne ke liye like karte hain Kyunki vah Jab is trading kaise istemal karte hain to is trading ke jariye se vah apni trading ko informative reading banaa sakte hain Jab traders is double grid trading strategy ka istemal karte hain to use Waqt unhen is system se related bahut jyada careful Rahana hota hai aur apni treading Mein stop loss aur take profit Ka istemal Karna Hota Hai market Mein traders ko apni trading ko successful banane ke liye bahut jyada hardworking Karni chahie aur apne trading Mein jaldbaji Nahin Karni chahie Apne kam mein bahut jyada mehnat Karni chahie Jitna Jyada minut Karenge utna hi jyada vah market Mein Apni trading ke liye best tools Ka istemal Karke market Mein acchi earning Hasil kar Sakenge market Mein maujud Tamam different types opportunities go carefully learn karna chahie aur Market ki learning ko anytime Jari Rakhna chahie
                          • #14 Collapse

                            Re: Double Grid strategy Forex men kia hy

                            Assalamu alaikum my dear all Forex member double grid strategy Forex mein kya hai aaj iske bare mein Ham bat Kary gay dear jab aapko market ki movement se related confusing hoti hai aur aap market Mein Koi Achcha decision Nahin Le lete to aapko Ek Aisi strategy per Amal karna chahie Jo aapke liye bahut zyada helpful Ho agar aap is important strategy ko carefully apni trading per apply karte hain to aapko bahut zyada advantages mil sakte hain Aisi situation main aap same time per same lot Mein purchasing or selling kar lete hain aur apne account ko hack kar lete hain Diya Jab aapki Ek trade profit Mein a jaati hai aur usmein aap market ke Trend ke mutabik apni Ek trade ko close kar dete hain aur uske bad Jab market mein reversal trend Mein Aane Tak Ka Intezar Karte Hain. Dear Ek Aisi situation aati hai jismein aapki donon trades close Ho Jaati Hain first trade ko aap profit Mein close karte hain aur second-rate ke liye aapko Intezar Karna hota hai sometime market aapko bahut jyada pyar karti hai aur aapki second trade bhi profit Mein a jaati hai aur Aisi situation main aapko donon trade profit Mein close karne ka bahut hi Achcha chance Mil Jata Hai yes strategy aapko Hamesha US time par istemal Karni chahie Jab aapko market ke train se related proper Idea Nahin Hota aur aapko bahut jyada confusing Hoti Hai yah technique AAP news ke time per bhi istemal kar sakte hain Jab market main use Aati Hain to market apni movement one side trend Mein complete karna start kar deti hai aur uske bad FIR gradually Apne original point per Wapas a jaati hai dear jab bhi aap yah technique istemal kar rahe hote hain to aapko Hamesha Ek Big capital ke sath trading Karni chahie otherwise aapke liye problem ho sakte hain aur aapka account margin call receive kar sakta hai market me double grid trading strategy us waqat istemal hoti hai jab market ki koi khas direction na ho aur market bohut ziada volition kar raha ho to us waqat double grid trading strategy istemal karte hen. Double grid trading strategy me chonkeh market koi open type hoti hai aur koi khas trend k rules se move nahi kar rahi hoti hai to us waqat hamen trading me bohut careful hona hoga aur double grid trading strategy k istemal k waqat stop loss ka zaror istemal hona chaheye Is se hamen apne market ki safety ho jati hai.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Double Grid strategy Forex men kia hy

                              forex mein agar hum trade kerty hain tou is k liye humen is mein strategies ko use kerna hota hai aur agar hum is mein begair strategy k kaam keren gy tou hum is mein kabhi bhi kamyab nahi ho sakty baaz okat aisa bhi hota hai k humen forex k bary mein moments clear nahi hoti tou us k liye humen strategies ka use kerna hota hai jis se hum market ko different views k sath dekh sakty hain strategy mein hum apni aik alag new trade ko open ker lety hain aur is mein aik acha profit leny k baad hum is mein apni running trades ko close ker dety hain aur jab market apny trend ko reverse ker rahi hoti hai tou is mein hum apni opposite trades ko profit gain kerny k baad close ker rahy hoty hain agar hum cheez discuss keren k is mein strategy ko kuen use kiya jata hai tou is k bohat sary reasons ho sakty hain
                              jahnan humary paas moment clear nahi hoti aur na he direction ka achy se pata chal raha hota hai tou wahan hum is ko use kerty hain jis se humen clear direction mil jati hai is ka humen sab se zeada ye benfit milta hai k hum yahan par kisi bhi direction mein trade kerny k qabil ho jaty hain ye aik aisi strategy hai jis ko use ker k hum is mein same lot size k sath do different orders ko place ker sakty hain jis mein aik order sell ka hota hai aur doosra order buy ka hota hai is tarhan humara aik order profit mein jata hai aur aik order loss mein jata hai lekin agar hum trend ko dkehty hue order ko place kerty hain tou humary sab orders he profit ki tarf move ker jaty hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X