Trend ki information....

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trend ki information....
    Salam dear traders.. aj me ap ko thora sa trend ke bare me batane ja raha hon.. forex ki market me trend kis ko kehte hen?? Actually price ki kisi simat me movement ko hi trend kaha jata he or price 3 tarikon me chalti he.. 1.uper.. 2.neche or 3. Side me.. so is price ki sari movement ko trend kaha jata he...
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trend ki information....

    walaikum salam ji bhaiyon bilkul theek bol rahe hain sahi hai kyunki jab tak aap trend ko nahin samjhe jaenge aur trend ko follow karne ke bad forex trading mein Kam nahin karenge to aap kabhi bhi kamyab nahin ho sakte kyunki trend aapko market ki overall situation ke bare mein batata hai kya market aapane jane wali hai ya down mein jaane wali hai to aakar aap apni trading co trend ke hisab se dekh kar adjust karoge to aap bahut achcha profit Kama sakte hain isiliye koshish karenge jab bhi forex trading mein kam Karen trend ko follow karne ke bad Hi Kam Karen tha ki aap acche se accha profit Kama sake kyunki agar aap trend ko follow nahin karenge aur trend ke against jaenge to aapka kaun watch bhi ho sakta hai
    • #3 Collapse

      Re: Trend ki information....

      Dear brother ap ki bat bilkul theek hey forex trading men trend is our friend hota hey aur jab market ki movement slow hoti hey tu trend ki samaj nhi ati tu trading men jaldi nah karen balkay wait karen aur jab market fast movement men hoti hey tu aik trend k sath move karti hey iss liay uss waqt trend ko follow karen aur apnay balance k hisab se trade open karen tu zaroor achi trading kar k acha profit hasil kar saktay hen
      • #4 Collapse

        Re: Trend ki information....

        اصل پيغام ارسال کردہ از: Angry-bird پيغام ديکھيے
        walaikum salam ji bhaiyon bilkul theek bol rahe hain sahi hai kyunki jab tak aap trend ko nahin samjhe jaenge aur trend ko follow karne ke bad forex trading mein Kam nahin karenge to aap kabhi bhi kamyab nahin ho sakte kyunki trend aapko market ki overall situation ke bare mein batata hai kya market aapane jane wali hai ya down mein jaane wali hai to aakar aap apni trading co trend ke hisab se dekh kar adjust karoge to aap bahut achcha profit Kama sakte hain isiliye koshish karenge jab bhi forex trading mein kam Karen trend ko follow karne ke bad Hi Kam Karen tha ki aap acche se accha profit Kama sake kyunki agar aap trend ko follow nahin karenge aur trend ke against jaenge to aapka kaun watch bhi ho sakta hai
        Dear friends Forex trading me tmarkets Ka trends ham istrah se lqgqbsqkte Hain jab ham markets ki movement ko kuchvdair kelye dkhte Hain Tu markts moving se hamen hamen anadaz ho jata hai ke market ki movement kitni dair rehgii aur kis hard to jaigii
        • #5 Collapse

          Re: Trend ki information....

          Dear friend forex trading men jab market fast movement men hoti hey tu hamesha aik trend k sath lambi movement karti hey iss liay uss waqt trend ko follow karen aur apnay balance k hisab se lot size select karen tu zaroor achi trading kar k acha profit kama saktay hen aur jo log jaldi men trend k opposite trade laga detey hen unn ka account aksar wash ho jata hey
          • #6 Collapse

            Re: Trend ki information....

            hamain trend k bary main achi information hasil karni ho gi tab hi hum run karin gay s ohamain is k bary main enter hony say pahly is k bary main achi information hasil karni ho gi ta k eanr karien gay ta k earn karin gay so hamain chahye is k bary main pahly leanring karni ho gi ta k earn karin gay so hamain chahye is k bary main ghr main bet k hi hum run karin gay
            • #7 Collapse

              Re: Trend ki information....

              Dear pyary forexer trend Mai ham sirf sideways movement ya downtrend or uptrend ki waja say ye nhi Jan sakty ke market ki neechy anay ki reason Kia hai esma hamy Bohat SE factors ko seekh Ker samjh Ker Achi practice Karni Hoti tab hamy muktalif trends ke barey mein Jan Ker maloom Hota hai ke market ki es movement ki waja say ye trend dia hai market nay es Lia reasons per focus karey trend ke Lia ta ke apko market mein zada Achi kar-kardagi karnay Ka moqa mily.
              "Ham Kabhi nhi hartay ya ham jeet tay hai ya seekhty hai".
              • #8 Collapse

                Re: Trend ki information....

                je haan dear ap ne bohat he achi or knwldge abel baat ki hai forex main hmen chaehi khum iss main ziyaada se izyaada markete k trend ko follow karen iss mian hum jitna ziyaad markete k trend ko follow karen gy ap issmian utny he iss mian sucsess full trader ban paen gy iss main apko bohat he ziyaada issmian ehtyaat se kaam karna chaieh jitna ziyaada ap issmian carefull ho kar issmian ap trade karen gy ap issmian utny he izyada issmian kamyaaab ho paen gy or issmian achi earning karen gy
                • #9 Collapse

                  Re: Trend ki information....

                  je haan dear ap ne bohat he achi or knwldge abel baat ki hai forex main hmen chaehi khum iss main ziyaada se izyaada markete k trend ko follow karen iss mian hum jitna ziyaad markete k trend ko follow karen gy ap issmian utny he iss mian sucsess full trader ban paen gy iss main apko bohat he ziyaada issmian ehtyaat se kaam karna chaieh jitna ziyaada ap issmian carefull ho kar issmian ap trade karen gy ap issmian utny he izyada issmian kamyaaab ho paen gy or issmian achi earning karen gy agr ap iss mian bina kwnldege k bian expeirnce k ap issmian inter hongy to ap iss mian kahbi bhi achi kmayabi hasil nai kar paen gy
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: Trend ki information....

                    Forex buying and selling mein Kam nahin karenge to aap kabhi bhi kamyab nahin ho sakte kyunki fashion aapko market ki average state of affairs ke bare mein batata hai kya marketplace aapane jane wali hai ya down mein jaane wali hai to aakar aap apni buying and selling co trend ke hisab se dekh kar regulate karoge to aap bahut achcha income Kama sakte hain isiliye koshish karenge jab bhi forex trading mein kam Karen fashion ko observe karne ke terrible Hi Kam Karen tha ki aap acche se accha income Kama sake kyunki agar aap trend ko comply with nahin karenge aur trend ke towards jaenge to aapka kaun watch bhi ho sakta hai

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X