Special Education

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Special Education
    Special Education ky Baray main ap kya jantay hain
    Sb apni apni raey dain
    Note:- ye aik awareness program ka hissa hay
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Special Education

    special Education.
    Special education mein Hum first level pe Forex forum mein learning karte hain Jis ki base pe Hum ziyada se ziayda Seekh sakhte hain Aur quality wala kaam kar sakte hain Jis se Hum Acha bonus weekly le sakte hain.
    second Level Mein hum trading ko seekh sakte hain us k baray mein knowledge gain Kar sakte hain Aur daily base pe hum Apme knowledge level ko increase karengy to trading samajh ay gi Aur km loss hoga.
    Mehnat + Knowledge × experience = SUCCESS
    • #3 Collapse

      Re: Special Education

      Assalam.uAlaikum My Dear Forex Members !
      I hope ap sab thek hon gy or forex par apni working ko hardwork sy nibha rahy hon gy aj ap ny aik achi bat shuru ki hai bilkul forex forum ky liye hamy achi education kisi achy forum main sy leni chaye aik acha forumer hi hamy achi knowledge dy sakta hai forex forum ma ham do trah ki knowledge or education gain karty hain aik to yeh ky jab hum forum par kam karna shuru karty hain to hamy aik knowledge chaye hoti hai ky ham kis trah sy forum py apna kaam kar sakty hain or posts ko mayaari kesy bana sakty hain ye knowledge hamy acha forumer banati hai or isky bad doosry level ki education ma ham trading ki education haasil karty hain trading aik bohat mushkil task hai ham yaha jitni mehnat karen gy hamy utna hi profit bhi haasil hoga is education sy ham aik achy trader banyn gy.JazakAllah !
      • #4 Collapse

        Re: Special Education

        Jo members Forex trading ki market ko join Karte Hain To unhen chahie ki vah market ko join karte waqt market Mein maujud special education per Jyada Se Jyada learning Karen aur special education Mein maujud Tamam different types ki opportunities ko acchi Tarah Se learn Karen aur UN per focus Karen Jab vah market Mein maujud special education main Jyada Se Jyada time spend Karenge aur usko acchi Tarah Se samajhne Ki Koshish Karenge Tu Is Tarah Se vah market se related Achcha knowledge Hasil kar Sakenge

        Market ko without knowledge aur learning ke kabhi bhi join nahin kiya Ja sakta market Mein special education ke jarie aise hi market ki learning ki Jaati Hai is special education main traders ko market se related Tamam informations provide ki Jaati Hai special education market mein sirf Vahi students join kar sakte hain jo ki bahut jyada educated hote hain unke liye market Mein maujud in special education ko join karna bahut jyada Jaruri hota hai aur yah unke liye bahut jyada faydemand bhi sabit Hota Hai market Mein students special education Mein maujud different type ke opportunities main se best opportunities ko select Karte Hain Jo Unki jarurat ke liye maujud hoti hain Jay traders Forex trading ki market Mein maujud is education ko join Karte Hain To vah traders market ke bare mein acchi information bhi Hasil kar lete hain aur ine Kesariya Se Jab Bhi market Mein trading start karte hain to vah market Humne best options to select kar paate hain aur unke hisab Se Hi market Mein Apne trading se related acchi planning karne mein successful Ho Jaate Hain
        • #5 Collapse

          Re: Special Education

          Assalam o Alaikum dear member jaise ky aap jante ky forex globally sab businesses sy best or legit hy tou is business mein success ky liye trader ko quality knowledge or experience ki zarurat hy kyo ky forex unique business hy jis mein lalach, emotions or jaldbazi jaise major bad factors ka koi role nahi hy jo trader ky trading career ky sath normal life mein bhi strong effect dalte hain. Forex mein basically currencies py trade hoti hy jis ke outcome sy currency ko exchange market mein exchange kiya jata hy or iss process ky liye trader ko kafi strong education ki zarurat hoti hy. Education ka matlab ye bilkul nahi hy ky forex ky liye kisi special classes ki zarurat ya famous university mein jaky degree hasil karni hoti hy balky trading aik aisa profession hy jis mein trader ki mehnat he trader ky success ko define karti hy or sab traders ky liye forex ny equally learning pr practice session ky liye facilities provide ki hy in shape of demo account or forex forum jahan trader theoretically or practically apni skills or tactics mein improvement lata hy taky life time earning karna possible ho saky. Trader ko knowledge or experience ky sath money management or forex mein best indicators or tools ka use karna bhi learn karna hoga kyo ky jo trade market trends ky flow mein rehta hy wo he market sy milne wali opportunity ko easily avail karne mein kamyab hota hy. Trader ko education ky doran lazmi loss or profit ko face karke apni performance mein stability braber rakhni hogi kyo ky kafi traders aise hain jo loss ya profit hasil karne ky baad dil bardashta hote hain ya excited ho jate hain or overtrading start karte hain jabke trader ko hamesha har trade ky baad break laina lazmi chahiye taky mind fresh rahy kyo ky forex mein success hasil karne ky liye mind ki sakht zarurat hy from start till end kyo ky forex total mind game hy or jo weak mind hote hain wo kabhi bhi benefit hasil nahi kar sakte hain. Bitter reality hy ky forex ko kabhi bhi traders ki zarurat nahi hy kyo ky forex market apni daily routine ky hisab sy move karti hy jab ke traders ko earning karne ky liye trading zone mein enter hona parta hy or isliye special education zaruri hy taky positive manner sy trader apni life ko change kar saky or dusre new traders ko perfectly guide karke success ky track py lany mein kamyab hon.
          Last edited by ; 26-10-2020, 01:36 PM.
          Do what the clock does:- KEEP MOVING!!!!
          • #6 Collapse

            Re: Special Education

            jesa k hum sab janty hain k forex aik world wide business hai tou agra hum is mein work kerna chahty hain tou is k liye humen extra education bhi hasil kerni ho gi kuen k agar hum international platform par work kerty hain tou humen is mein us hisab se he work kerna hota hai hum agar is mein education ko gain kerna chahty hain tou is k liye bohat sari opportunities hoti hain jab log yahan par market ko join kerty hain tou unhen chahiye k wo yahan par special education ko zeada se zeada importance dein is mein hum first level par forex mein education ko gain kerty hain kuen k hum yahan par begair learning k kaam nahi ker sakty isi se he hum learning hasil kerty hain aur aik quality wise work ko expand kerty hain ye aik awareness program ka bohat he eham part hai
            jab hum is mein first level ko complete ker lety hain tou us k baad hum yahan par second level par aa jaty hain jis mein hum trading k bafry mein knowledge ko hasil kerty hain aur jab hum daily basis par apny knowledge ko increase keren gy tou hum is mein aik acha work ker saken gy hum yahan par market ko knowledge aur information k kabhi bhi join nahi ker sakty humen yahan par is k facts aur figures ko samjhy begair kaam nahi ker sakty specail education mein trade mein learning ki jati hai aur is tarhan trading k bary mein btaya jata hai k wo kesy ki jati hai aur us mein kin kin cheezon aur tools ko use kia jata hai aur humen kis kis factor ka kheal bhi rakhna hota ahi
            • #7 Collapse

              Re: Special Education

              Special education different types ki hoti hai 1 special education vo hoti hai jo little kids ke liye hoti hai jo gonge Bahre aur aur andhe hote Hain 1 special education vah hoti hai jo disable peoples ke liye ye hoti hai inke bahut sare schools hote hain Jahan per inko yah feel kaarvayi jata hai ki vah ek aam insaan ki tarah Zindagi guzaar sakte hain iske alava special education hoti hai jo Ham Forex trading ke andar aasan karte hain aur Forex trading ke andar hamen Jo education Di jaati hai vah hamare seniors ki madad se milati hai net ki madad se milati hai market mein andar focus karne se milati hai aur iske alava Ham bahut sare logon se forest reading ke bare mein sikhate rehte hain aur bakada iski classes bhi Di jaati hai Taki Forex trading ke upar ek special education answer ki ja sake Ham Forex trading mein online business karte hain isliye hamara photo jyada is trading per hai aur hamen chahie ki Ham is trading ke andar special education hasil Karen aur ek achcha benefit hasil Karen ya benefit usi Surat mein aasan ho sakta hai jab Ham apna interest show karwayenge ki Ham for studying ke andar kitna jyada Kam Karne ko pasand karte Hain aur hamari practice se hamen Dada ho jaega ki hamara interest positive mein ja raha hai ya negative way mein jo log focus karte hain aur best raider banna chahte Hain vah hi log market me antar jyada se jyada time spent karte hain aur jo log time pass karte hain vah kuchh time ke bad Forex trading co ignore kar dete hain aur apne aap ko delete kar dete hain aur aage trading nahin karte
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                Re: Special Education

                Dosto forex aik achi education ha ap ise acha collofe b keh skte hein kion k jis trah yeh hamein achi information deta ha is trah to yeh Clg de b brh k ha so ap b apne Clg ko serious lein I Mean forex ko InshAllah ap phir zror kmyab hn ge forex un logon ki qadr krta ha jo is pr time spent krte hein or ise Dian se daily basis pr use krte hein is pr km krte hein

                اب آن لائن

                Working...
                X