Loss ki ek waja Dar bhi hain

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Loss ki ek waja Dar bhi hain
    Asalamu Alaikum..
    Loss ki ek bari or aham waja real account mai dar bhi hain . Dar is batt ka k koe trade miss ni hojaye account wash honay ka dar jab zayda loss ho to is liay is dar sy bachny k liay behter hain jab loss ho to trading k liay thora break lay phr relax hokar again analysis kar k koe trade open kary
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Loss ki ek waja Dar bhi hain

    Dear brother ap ki bat bilkul theek hey forex trading men jo log loss se dartay hen ziyada loss unn ko hi hota hey kiun k iss men dartay huway ghalt trade laga detey hen jiss ki waja se bara loss ho jata hey iss liay agar kamyabi chahtay hen tu phir loss se darnay ki zaroorat nhi hey balkay fresh mind k sath soch samaj kar trading karen tu zaroor achi trading kar k acha profit hasil kar saktay hen
    • #3 Collapse

      Re: Loss ki ek waja Dar bhi hain

      g han dear trading main darr hamen hamary market ko analyse karny main bohot barri rukawat bn jata hay hamen chaheay keh hum forex main agr work kar rahy hain to apeny confidence ko grow karen aor apeny andar sy darr ko khatm karen takeh hum market ko sahi trah sy hoshmandi kay sath read kar sken iskey bad hi humen market main enter hona hay agr hum darr aor khauf ki mili julli kaifiyat kay sath trade open karty hain to hamari trade ki accuracy km ho jati hay
      • #4 Collapse

        Re: Loss ki ek waja Dar bhi hain

        Assalam o alaikum dear forex frnds kaisa ho ap sab umeed h ap sab khariyat sa hon ga forex ik bht Acha online bussiness platform h jis ma ap trading kr k Acha profit earn kr sakta hain or is trading k loss ki ek wja drr bhi hai qk hmhn dr hta k shaid hmara account finish na kr dia jae ya pta ni ye lam hoga ya ni , qk hmhn koi kam krne s phly dr ko khtm krna chae qk jb tk hmare andr jb tk drr hoga tb tk hm koi v kam ni kr sgen ge or kam ni kren ge to hm kch kase kma sgen gen ,is lie hmhn dr s Nikl kr achi trading krni chae ta k him acha profit kma sgen or apna kam age jari rakh sgen , agr hum apny andr dr ko khtm ni kren ge to kahen v kisi v jgha kamyab ni ho paen ge or isi dr ki wja s hum apni trading v sahi s ni kr sgen ge Jo loss ki ek bdri wja hai.
        • #5 Collapse

          Re: Loss ki ek waja Dar bhi hain

          Assalam o alikum dear member umeed krta hn AP sb khairiat se hn ge AP ne blkul thek kaha he ke loss ke waja dar ka Hona hee ku ke forex par treading lagana bhat he risk ka Kam hota he is lye ka Hona Dr ko paida krta hee ku ke forex ak assan Online business he is lye loss ka Dr bht he Kam hota he
          • #6 Collapse

            Re: Loss ki ek waja Dar bhi hain

            Ji han bilkul Los ki ek vajah Derby Hai Kyunki Jab Ham trade acchi Tarah Se Nahin Karte Jani ke trade gabra kay karte hain yah apni trade Laga Ke darte Rehte Hain To usse Hamen Aksar loss ho jata hai isiliye Hamen chahie ki Ham trade Lagate Waqt Nahin balke yakin ke sath aur Itihaas ke sath trade lagaen ki Jitna Jyada Ham Dabra carrier darkar trade Karenge Kitna Jyada Hamari trade acchi Nahin Hogi aur Hamen lost bhi hone ka Khatra ho sakta hai jo log trade Mein rakhte Hain Ki Hamen is loss Ho Jaaye ya nahin unhen chahie ke vah Agar trade Laga Ne ke liye risk le rahe hain to unhen darna Nahin chahie balke Hamesha se trade perfect tarike se Karni chahie aur pure yakin ke sath trade Karni chahie Kyunki Jitna Radha Roi ke sath Aur yakin Ke Sath trade Karen ki utna Hi Jalwa trade Mein Kamyab Ho Jaenge aur lost se bhi bus Jaenge aur Achcha profit bhi Aasan kar Payenge aur Market Mein acchi success Bihar
            • #7 Collapse

              Re: Loss ki ek waja Dar bhi hain

              Assalam o Alaikum dear members loss ki aik waja bhi hosktii hai k ham dar k trade lgaaty hain hamein confidence Nahin hota agar hamara confidence increase ho jaaye a to hamara business inshallah top per Chala jaega self confidence jiska bhi e jyada hota hai hai vah business mein kamyabi hasil kar jata hai aur jiska self confidence level low hota hai wo low level ki trading karta hai hai aur confidence school jata hai jab low confidence ke sath trading karta hai to loss a jata hai usy
              • #8 Collapse

                Re: Loss ki ek waja Dar bhi hain

                g han yeh aik bahut he bare reason hae ke trader trade open karne se pehle he dar jata hae ke kahen mujhe loss na ho jae jo ke is ke nakami ke waja bhe hote hae to hamen kabhe bhe loss se nhe ghabranan cahiye balke hamen to cahiye ke hum is main mehnat karen or is dar ko khatam kar ke fearless trading karne ke koshish kara karen hum jitne zayada is main mehnat karte hain to hum is main utna he kamyab ho he jate hain tab he to hamen is main kuch gain karna he hota hae take hum yahan se success hasil kar saken to bas mehnat bhe karen sahe tarah se ache tarah se take hum ko bhe is main kuch hasil ho sake or jo log is business main mehnat zayada kar jate hain wo is main kamyab bhe utna he ho jate he hain bas hamen bhe cahiye ke hum is main sahe tarah se ache tarah se kam karna ho ga or is main loss ho bhe jae to tension nhe lene cahiye balke hamen apne loss ko recover karna cahiye q ke bonus account main jo bhe loss hota hae wo totally recoverable hota hae to hamen usko recover kar lena cahiye
                • #9 Collapse

                  Re: Loss ki ek waja Dar bhi hain

                  g hain ap ke bat bilkul sahi hain ka humaray loss ke ahk wahja hamra kohd ka dar bhi hain jub tak hum apna dar kahtam nahi kary gay hum loss say nahi buch pay gay or is kaliya humay jayda sa jayda mehnat karna oahry ge taky humay loss bilkul b na ho or trading kary waqt apna mind fresh rahkna ho ga taka hum sahi trading kar sahky or jyda earning kar pay agr hum dar dill or mind ma rahk kar trading kary gay to na to trading sahi ho ge or na he humy profit ho ga
                  • #10 Collapse

                    Re: Loss ki ek waja Dar bhi hain

                    g bilkul loss ki aik bari sy bari wajah hy hmara khoif ar hmara daar kh haay kia ho ga ar kysy hm losss ko face kar sakyn gy ar kysy aik achy traders bn sakty hn to yy sb hmari skills ko bhytr sy bhytr kar sakti hn ar loss hmyn aggy ly jany ky liy aik ahym ar bunyadi ansar hy jo kh hmari skills ko bhytr ar improve karta hy ar hmyn aik acha traders bb banata hy is liy loss ko covesr karna seekhyn na kh issy daryyn ar khof khayn is thra sy hm aik achy traders nhi bn sakty ar apni skills ko bb bhytrsy bhytr nhi bana sakty
                    • #11 Collapse

                      Re: Loss ki ek waja Dar bhi hain

                      Ji bilkul dosa aapane theek Kaha Jo trading karte waqt hai Dar Jaate Hain To Vahi Jyada loss ke Shikar Hote Hain isiliye trading karte waqt Apna mind fresh Rakhe aur Market ko analyse karte hue trading karen to Kamyab Honge Jo log lost Mein hote hain to to Unki Asal Bajar Dar Hota Hai vah Dal ki vajah Se Jyada loss Ka Shikar Hote Hain
                      • #12 Collapse

                        Re: Loss ki ek waja Dar bhi hain

                        Ji bilkul aapki baat theek hai last ki ek waja Dar b hai
                        Business ho ja marketing jo bhi businessman hota hai use hamesha is baat ka yaqeen hota hai ke business mein hamesha profit nahin hota balke loss bhi hota hai agr use kisi bhi e-business mein lash ho jaaye a to vah apna business destroy nahin karta balke struggle karke best karke gain karta hai hai aur kamyabi hasil karta hai agr wo loss ke dar se business ko chor dy tu wo us mn kabhi kamyab nhi ho sky ga
                        Business ho ya koi b Kam ho agr ap ye soch KR krty ho keh is mn hamesha profit ho ga tu ap ghlt ho Jo b business ho ya koi kam ka tu es mn loss b hota hy r gain b hota hy agr acha businessman banana hy tu apny dar ko khtm krna hoga
                        • #13 Collapse

                          Re: Loss ki ek waja Dar bhi hain

                          Wo kese??
                          • #14 Collapse

                            Re: Loss ki ek waja Dar bhi hain

                            Walekum assalam dear Forex member umeed karta hun aap khairiyat se honge bilkul Forex mein loss ki ek bahut badi wajah aapke andar ka dar hai wo dar jo aapko trade lagate waqt hota hai ki Haye Mera loss Na Ho jaaye jab aap aisi soch ke sath trade lagaenge to such mein aapka loss ho jaega aapko chahie ki trade lagat waqt apne mind ko fresh rakhen aur phr market ko achi tara analyse karle uske bad trade lagaen jisse aapko acchi earning hogi aur apne andar dar bilkul nahin rakhna bilkul fresh mind ke sath market per focus karke trade lagaen inshaAllah aapko accha profit milega
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Loss ki ek waja Dar bhi hain

                              assalamu alaikum Eid rakhta hun ki aap sab khairiyat se honge ji bilkul aapane theek hai ki na kami ki vajah loot ki vajah ek dar BA dar ek aisa app hai jo insan ko Na kami ki taraf se jata hai badi se badi kamyabi bidar ki vajah se na kami mein takdeer Ho jaati hai isliye hamen chahie ki jo bhi kam Karen Ham use hausla toh mujhse Karen aur mahina se Karen jaisa ke forex trade karna hai hamen market analyse gana chahie itihaas ke sath jajbe ke sath hamen kam karna chahie apne man mein rakhna chahie ki hamen kamyabi jarur milegi agar Ham aisa karenge to Ham kamyab honge forex ko aage lekar jaenge hamen kamyabi milegi Diya yadav money Kamar sakenge isliye hamen chahie ke dar ko apne Jahan se khatam kar dena

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X