salaam janaab yeh aap ko dekhan chaiye hai ke kia market mein agay rates ke mazeed upar janay ke chances hain ya nahi hain agar aap ko aisa lagay ke upar nahi jayega neechay jasakti hain to withdraw karwa lain lekin agar aap ko lagta hai ke high hosakte hain to aap withdraw nahi karwayain autr tiome dain usko market mein aap ki desired value dhoondne ke liye
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим