Agar hum ney 50$ profit hasil ker lia ton kia hum ko withdraw kerwana chaiy?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #781 Collapse

    Forex mien account mien jitna tora capital ho ga utna hi risk ho ga wash hone ka behtar yahi hai k ap ko jo profit hota hia uss ap trading mien use krein tak k ap ziad se se ziada achi tade kr skte jb ap ap ka account iss level pr punch jae k ap ko loss hone ka ya pr ap ka ap ka account wash hone ka khtra na ho to uss k bad jb ap ko profit ho use ap withdraw kr skte hien.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #782 Collapse

      agr ap ne apny paisy invest kr k real account bnaya ha tb to agr ap apna withdraw late krwao ya bari amount withdraw krwao to koi problem ni ha.lakin agr ap k pas bonus wala account ha tb rules k hisab se ap itna earn ni kr skty or bari amount withdraw krwany se account banned b ho jata ha.isliy bonus waly account ka withdraw daily ly lena chahiy.
      • #783 Collapse

        agr ap ka profit 50$ dollars ho jaye to ap ko wo withdraw krana chahiye ya nahi, ye to ap pr he totally depend krta ha k ap apny profit ko withdraw krwana chahtay hein ya nahi. agr withdraw kra lein to acha ha mery khayal say.
        • #784 Collapse

          Ap thek kah rahay hain kay apka capital strong ho laikin apko chahiyay kay ap bonus account say jo earn kartay ho wo withdraw karwatay jao kyunkay jab bonus account main profit ziada ho jata hai to withdraw main complications anay lagtay hain.Ap yahan say withdraw kar kay real pur capital strong karo .
          • #785 Collapse

            forex main ager 50 $ ho gy hun to ap ko withdraw krwona chahaye or ader ap treading krna chahty han to ap 500$ tk kam krna chahye or phar ye raqm apny accuont main trasfer kr k treading keni chahaye.
            • #786 Collapse

              dear friends and Brothers salam to all ,.,.,..,.,.,., yes bhai jaan aap theak kh rqahy ho main bhi try karo ga kay mera capital investment zaiyda say zaoyda ho ta kay mjy profit zaiyda mily.,.,.,.,.,.,
              • #787 Collapse

                ji han aap ko kara lena chahiye kiun ke $50 ka amount pkr me 5000 banta hai is lye aap chaho to withdraw kara sakty ho nhi to aap ko agar un ko rakhna ho apne account ke balance ko increase karne ke lye to aap woh bhi kar he sakte hain forex me .
                • #788 Collapse

                  g bilkul ager ap ko zarort hai to a apne pasya withdraw karwa lain nahi to apne account main rehna day is se ap ka margin zyda ho ga aur ap zyda se zyda trade laga skata hai aur ap ki account wash nahi ho ga laekn ap niklwa be sakta hai
                  • #789 Collapse

                    brother agar app bonus key account par trading kar rahay hoo toh 50 dollars toh bohut bari baat hai app 5 dollar ko b withdraw karien kyun key bonus ka account kab ban hojayee kuch pata nahi chalta.
                    • #790 Collapse

                      ager app profit hasil karte hain toh i think app usi time us ko withdraw karwa lein because wo app ka profit hota hia aur app ki marzi hai app us ki trading karna chahiye hain ye only bonus ki trading se hi earn karna chahte han ...
                      • #791 Collapse

                        g builkul bhai jan agar ap ko iss mai n 50$ ki eanring ho gi ho to bust hai ke ap iss ko achi taha enwast kar is kam main jo ap ko acha lag rha ho,,,,,,,,,,,,,,,
                        • #792 Collapse

                          g han bilkul ham withdrawal karwa skte hain hamen is main se jitna b profit ho to wo ham is main se niklwa skte hain ku k wo hamara profit hota haiusko ham kabi b niklwa skte hain.......
                           
                          • #793 Collapse

                            ap na dek kha agar ap Forex ko es a business lana chatay ho to long term ka socto aur es main withdraw na karo kun ka ap ka capital jitna bi zyda ho ga ap utna hi profit easy earn kar saktay ho.arket main lagayen or us per se mazeed earn karain, ye aap k liye faidey ki baat hai or jab aap k kuch or ho jayen tu aap kuch kuch nikalwa liya karain or baki se mazeed trading kiya karain.
                            • #794 Collapse

                              bahe i think aap ko daily kaam karna chaya aur jo b profit milta hai earn karna chaya kyun k forex main aap loss aur profit kartay hu aur agr aap saath saath earn karo gay tou aap motivate hu jao gay kaam karnay k liya
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #795 Collapse

                                g han main to yahi samjhta hoon k ager aap k pass itna profit ho gya hy to aap by shakk sara with draw na kerwain likin hum kuch is main sy with draw kerwa laina chye ta k sath sath eraning bhi hoti rahay ur tard bhi chalti rahy its best way in forex

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X