Why not aap is ko draw karwa saktay hain. Jitna aap ka profit banay ga, woh aap withdraw karwa saktay hain. Aap ki planning apni jaga par lekan yeh profit aap kaisay safe rakhain gey, ho sakta hy keh market main tezi ki waja sey aap ka sara profit loss main badal jaye aur phir aap pichhtatey rahain. Is leye meray kayal main jitna profit ban jaye us ko withdraw karwa lena chaheye.
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим