risk ko barhany waly fector in market?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    risk ko barhany waly fector in market?
    assalam o alikum all members main ap dosto ya kuch pochna chahta ho bar bar yehe kaha ja raha ha ka forex riski ha is main bahut risk hota ha to agar esa ha to pher is ka fector bhe hon ga jo risk ko barhaty han main un ka bary main janna chata hon taky in sa bacha ja sagy
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: risk ko barhany waly fector in market?

    dear Forex member jab Ham apni trade ko open kar rahe hote hain tab hamari mistakes ki vajah se hamari trade nuksan mein chali jaati hai aur hamari trade ke risky hone ki vajah yah hoti hain
    Apni trade open karne mein jaldbazi karna
    Big lot size ka use karna
    Money management Na karna
    Market ki movement ko analysis kiye bagair apni trade ko open kar dena
    Forex trading ke knowledge ke bare mein maloomat ka Na hona lekin fir bhi apni trading co start kar dena
    ine baton ki vajah se hamen hamari trading mein nuksan hota hai isliye agar aap Forex trading mein kamyabi hasil karna chahte hain to n baton ko learn karne aur uske bad aapane trade Forex per start karen tabhi aap Forex trading mein kamyabi hasil kar sakte hain.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #3 Collapse

      Re: risk ko barhany waly fector in market?

      ASSLAM O ALAIKUM DEAR FRIENDS
      Forex ak asa business hy ky hm is ma risk bi lena parta hy pr kuch asi baty ya cheezy hy jo ky risk ko bharha beti hy woh hy sahi timing kr na ho sahi knowledge oer sahi learning ka na hona or bina analysis ky toky sy trade lena jo ky hmy nuqsan deta hy or loss bi hmri in bato pr hota hy

      اب آن لائن

      Working...
      X