Profit Kun Chahiye

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Profit Kun Chahiye
    Actual ham trading ko business ki nazar say nahi start kartay. hamara maqsad chand Dollars ka profit hota hay jiss say ham Routine Kharcha maintan kar lain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    dear forex trading me jobhi trading karta hai ow is me earning ke leye hi karta hai or os ko umid hotee hai ke me is me earing kar ke bohot jald kamiyal ho jawga or kam waqt me achee earning karo ga
    • #3 Collapse

      jee haan bhai app ne bilkul theek kha hai forex trading business main logo ko chahiya k iss business ko akk business ki terha handle keryn boht se log iss main thori se earning kerte hain aur phr bus asa nai hona chahiya ...
      • #4 Collapse

        ham jald main rich hona cahtey hai ta k hum ko profit ho or hu us ko with draw mai lay jayain or es say ham rich ho jayien agar hum es ko samjh kar karian to profit bohat hai
         
        • #5 Collapse

          life mai happyness ko karney mai help milti hai es liye profit hasil karna lazmi hai har koi forex trade mai profit k liye he kam karta hai ta k us ko es main prifit hasil ho jye
           
          • #6 Collapse

            yes dear you are right ap ne bilkul sahi kaha ha lake hume chahiye k hum forex ko business ki tarhan lein aur iss me khoob mehnat kare taa k isse achi earning kar saken aur kamyabi hasil kar saken.
            • #7 Collapse

              my dear friends har business ka maksad money earn karna hota ha. or hum forex ko ek business ke tor par hi karte hain. or is main money invest kar ke is main trading karte hain or is trading se money earn karte hain.
              • #8 Collapse

                Jee ap sahiee kehtay bohat sey log ise ko seriously nahin laitey wo ya tu ise ko game samejehtey hain yah phir kehtay hain kay yeh gambling hay, halana kay yeh aik online business hay ise main ap apna paisa invest kartey hain aur phir apni mehnute sey earn kartey hain.
                • #9 Collapse

                  bilkul sahi baat ki hae ap ne kiunk mere dost forex trading mein admi k pas kafi sara earning karen k liay khahish rakhta hae magar aksar auqat is k bar aks hi hota hae yani log is mein loss kar k hi chale jate hein.......
                  • #10 Collapse

                    is business mi trading ka maqsad he sirf profit hasil kerna he ha take is profit se money hasil ker ke apni mal mushklat ko kum kia ja saky is ek elawa tu mery khiyal se kisi other kind ka maqsad nahi ho ga is business mi jo person is ko join kerty hien un ka sirf yehi aim hota ha.
                    • #11 Collapse

                      Read a book, read a second time, a third got to try that something did not happen again read to understand where you're wrong .... Trading - is work. After reading a bunch of books will not give results.
                      • #12 Collapse

                        forex k liye mera to ye opinion hai k is main ziada lalach naa ki jaae bas apni zaroorat k mutabiq earn kia jaae
                        • #13 Collapse

                          forex trading ko ham eik business k point of view sy dykhty hn to is trade karty ta k hamen profit mily profit is lye chye ta k ham roz mara k akhragat pory kar sakn
                          • #14 Collapse

                            what a question why we want to get profit because we start the business for earning and if we go then we should get profit and by getting profit we can earn and earning necessary for living and fulfill our needs and dreams so for this we want to earn profit from the Forex trading business.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              my friend profit is liye chahiye kyun k sab log he is business ko is liye join kartay hain ta k woh profit earn kar sakein. logon ka forex business ko join karne ka maqsad he profit earn kar k achi earnings hasil karna hona hota hai.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X