Loss say Trading Aye gi
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    Ji han loss hota hai hmari apni hi mistake ki wja se , and loss se hum ko trading skill ka zada info milti hai. Lykin humy chaye apni mistake ko learn kryn. Mistake ko learn kryn gy to hi losss se bchyn gy.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      dear loss se ap komistake ka pata chalta hy os k bad ap os mistake ko door kar skte ho apnii learning ki madad se es liye ap ko seekh aur smjh k kam karna chahiye ta k ap apni life ko mazeed behtar banaa sako aur acha eanr b karo aur waarna ap ko faida nhn ho ga....
      • #33 Collapse

        g han forex trading ke business mien wo hi akmiyab hota hai ke jo is mien apne losses ko manage karta hai is mien agar ap apne losses ko manage karlenge to hi ap phir is mien kamiyab hosakte hian.
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #34 Collapse

          Loss trading ko seekhney main kafi help karta hy aur aik loser yeh jan sakta hy keh us main kia kia weakness hain aur in weakness ko control kr key hi kamyabi tak jaya ja sakta hy. Hr loss aap ko koi na koi lesson deta hy. Is leye loss sey ghabraney ki bajaye is ko accept krna chaheye aur apni mistakes ko control krtey hoi agey barhna chaheye.

          اب آن لائن

          Working...
          X