Trading k doran emotional decipline man reh ker acha profit hasil kia ja sakta ha.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading k doran emotional decipline man reh ker acha profit hasil kia ja sakta ha.
    Assalam o Akaim! Dear forex members, forex trading man success k liye trader ko "Emotional Decipline" man rehta howa trading kerni chaheye to he kamyabi ha. Emotional Decipline ka matlab ha k kabi b trading k doran jaldbazi na ki jae. Aur trade analysis k doran saber aur patience sa karen aur lalach man a ker kabi b big lotsize man trading na karen aur Money aur Risk Management ko lazmi follow karen ta k account safty k sath sath ak handsome profit b earn kia ja saka.

    Ager ham trading man dakhan to forex trading man 90% loss kerta han q k forex market ak currency market ha jisko smajhna bhot tough ho jata ha. Jiski waja sa trader ko sara technical tools k sath market ko analyse kerna k bad Trading planning ki b bhot zarorat ha.Click image for larger version

Name:	55.jpg
Views:	6
Size:	13.4 کلوبائٹ
ID:	12470027
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trading k doran emotional decipline man reh ker acha profit hasil kia ja sakta ha

    dear friend forexctrading mn kbi bhi emotional ho kr trading na kren keun k emotionsl ho kr trade lganay sa xiada tr loss he hota ha keun k jb kuch logon ko loss hota ha to emtionsl ho kr big risk letay hn to jb trade loss mn jati ha to account bhi wash hota ha
    • #3 Collapse

      Re: Trading k doran emotional decipline man reh ker acha profit hasil kia ja sakta ha

      Aap ki baat bilkul theek hai forex main aap jab trading krtay hai aap apna emtional ko contorl kray gay or discpln mein rah Kar trading kray gay tu aap achi trading Kar Kay acha profit hasal Kar saktay hai agar aap emtional ho Kar trading kray gay tu pr aap ko acha profit hasal karna moskal ho ga
      • #4 Collapse

        Re: Trading k doran emotional decipline man reh ker acha profit hasil kia ja sakta ha

        Walaikum as salam
        G aap ney bilkul sahi farmaya mein chahiye k trading kartey waqt hum emotional discipline sey kaam lein or jaldbazi na ki jaye.
        Agar hum emotional discipline mein rehtay huwey trading kareingay to he hum sahi analysis or money and risk management kar paeingay kyun k hum patience sey kaam leingay na k lalach sey.
        Agar hum aisa nahi kareingay to hum lalach mein a k big lots laga saktey hain jo k humein nuqsan de sakti hai.
        Isliye humein chahiye k hum achey sey technical tools kii madad sey analysis karein or planning k bad he trade karein taqey jitna ho sakey utna nuqsan sey bach sakein.
        • #5 Collapse

          Re: Trading k doran emotional decipline man reh ker acha profit hasil kia ja sakta ha

          اصل پيغام ارسال کردہ از: Decent_Member پيغام ديکھيے
          Assalam o Akaim! Dear forex members, forex trading man success k liye trader ko "Emotional Decipline" man rehta howa trading kerni chaheye to he kamyabi ha. Emotional Decipline ka matlab ha k kabi b trading k doran jaldbazi na ki jae. Aur trade analysis k doran saber aur patience sa karen aur lalach man a ker kabi b big lotsize man trading na karen aur Money aur Risk Management ko lazmi follow karen ta k account safty k sath sath ak handsome profit b earn kia ja saka.

          Ager ham trading man dakhan to forex trading man 90% loss kerta han q k forex market ak currency market ha jisko smajhna bhot tough ho jata ha. Jiski waja sa trader ko sara technical tools k sath market ko analyse kerna k bad Trading planning ki b bhot zarorat ha.[ATTACH]23121[/ATTACH]
          Dear Apne bilkul sahi kaha hai ke ghar per Swayam ke upar Ham Sahi kam Karenge aur kaun mitaega Karenge To Hamen Apne most disciplined Mein Rahana padega promotional Jise Bheem ka matlab nahin hai ki Ham galas na Karen aur Jyada acchi Padi working Karen To Ham bahut jyada Kamyab Ban sakte hain isliye Hamen Chham Chham Jyada Se Jyada Forex per achiever quality working Karenge Dhadak 2.
          • #6 Collapse

            Re: Trading k doran emotional decipline man reh ker acha profit hasil kia ja sakta ha

            Assalamu Alaikum therefore as members of me that kya aap log khairiyat se 144 act together Se Jyada profit Hasil Karen Jo aapane bahut hi Pyari baat ki main aapke pass a gaye unke training ke dar ma ke dauran apni Motion Control Rakhna chahie Jo log apni motions per control Nahin rakhte vo kabhi bhi profit Hasil nahin kar sakte isliye aap Logon Ko chahie K trading ke dauran kabhi bhi jaldbaji nahin karni hai apni Motion Control Rakhna hai apne aap ko control Rakhna hai jo log jaldbaji Mein Aakar Apne ke sath ulta Sidha kam Karte Hain vah Log kabhi bhi nahin kar sakte
            • #7 Collapse

              Re: Trading k doran emotional decipline man reh ker acha profit hasil kia ja sakta ha

              hamain chahye is k rules ko follow karein gay ta k earn kaien gay so hhamain diciplane say hi hum kam kar sakty hain so hamain is k bary main practice karni ho gi tab hi hum run karein gay aur hamain is k bary main enter hhony say pahly is k rules ko mind main rakna ho ga ta k earn karien gay so hamain is k bary main planing karien gy ta k earn karein gay ta k loss kmho
              • #8 Collapse

                Re: Trading k doran emotional decipline man reh ker acha profit hasil kia ja sakta ha

                is k baryr main practiic karni ho gi aur ye ak boht hi best busienss hai is k bary main practice kar k hi hum real main kam karny k kabil ho sakty hain so hamain is k bary main practice aur hamain is k rules ko follow kar k hi hum achy say trade rban skaty hain tab h ihum run karien gay aur hamain rules ko follow karein ay ta k earn karein gay so hamain is k bary main earn ho
                • #9 Collapse

                  Re: Trading k doran emotional decipline man reh ker acha profit hasil kia ja sakta ha

                  is k bary main practice karnii ho gi so hamain planing kar skaty hain is k bary main practice karni ho gi aur hamain pracice karnri ho gi so hamain is k bary main planing kar skaty hain so hamain is k bary main emotion ko kabo main rakna ho ga tab hi hum run karein gay so hamain is k bary main practice karni ho gi aur hamain is main enter hony say pahhly is k bary main practice karien gay
                  • #10 Collapse

                    Re: Trading k doran emotional decipline man reh ker acha profit hasil kia ja sakta ha

                    Ji han bilkul trading ke dwara Mein emotional discipline Mein rahata Achcha profit Ahsan kar sakte hain Agar Ham Apne Motion Control karte hain aur acchi sacche trade Lagate Hain aur apne mind ko active rakhte Hain To Ham Achcha profit Hustle Karke Kamyab ho sakte hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Trading k doran emotional decipline man reh ker acha profit hasil kia ja sakta ha

                      g han humain trading main emotional ho kay apna kam nhi kurna chahiye agar humain achay say apna km kurna hai to huamin aik aachay say disciple kay sath apna kam kurna chahiye or achay say apna kam kur kay humaain apna best daayna chahiyea gar hum es trah say apna kaam kuray gaay to humain aacha sa profit gain ho jaay gaa to humain acha kam jari rukhna chahiye or acha s profit gain kurna chahiye
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Trading k doran emotional decipline man reh ker acha profit hasil kia ja sakta ha

                        kisi bi business me jab ap emotions se kam karty hain to tab ap usi din se us business me nakami ki waja banty hain . emotions kisi bi business klye nuqsan ka sabab banty hain .agar ham forex ki bat karen to is meagar hamen loss hota hy to hamen preshan hony ki bilkul bi zarorat ni hy . aur agar hamen profit hota hy to hamen excitment ni hona chahye, hamen bs normal behaviour show karna chahye takeh ham market ko samaj saken . laken hamen apna trend market ke trend ke lihaz se tabdeel karna chahye . hamen ek discpline me reh kar kam karna chahye .

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X