Avoid loss in forex trading?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Avoid loss in forex trading?
    Forex ma hamarain asal maksad ache earning kerna hain ham ache earning osi time ker sakty hain jab hamarain pass ache knowledge aur hamari ache learning ho ghi.Agar ham hamarain pass ache knowlegde ho gha aur ham market ko ache terha analysis ker sakty hain to haamin loss nahi ho gha.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Avoid loss in forex trading?

    forex trading main jahan hum bohat sa profit earn krtay hain waha pr hmain thora sa loss bardashat krnay ki himmat bhi rakhna parti hai baaz aisay traders hain jo shuru shuru main loss krtay hain magar baad main wo apna loss bhi recover krtay hain or profit bhi
    earn krtay hain.kisi bhi business main waqati loss ko itni ehmiat nahi daini chahiay kyoun k profit and loss is the part of business.is liay wqati loss ko avoid krain or apni complete forex skill k sath trading kr k profit earn krain.
    • #3 Collapse

      Re: Avoid loss in forex trading?

      g han dear ap nay bikul sahi kaha gar ap ko forex trading mai kamayb ho an ahi tu ap ko loss say bachana ho ga forex tarding ami ku kay loss or wo bhi zayad loss ap ki trade kay sath satrh ap kay account ko bhi wash ka deta hai or ap ko itna loss ko recover kar na muskil ho jata hai ku kay jab tak phir ap loss ko recover na kary tab tak ap ko apni earning nhi mill ti hai is lea achi trade kay lea stop loss ka use kary or ap nay analysisi ko daily kay daily strong bany ku kay ap phir hi ap ni tarde mai loss ko avoid kar sahk taya hai
      • #4 Collapse

        Re: Avoid loss in forex trading?

        dear friend forex trading mn loss sa bachna bahot zroori ha isliay spko chayay k trade lganay mn kbi bhi jald bazi sa kam na len aur hmesha market ki movement ko read krtay howay uskay mutabik achhi trh soch smjh kr trade lgayn ta k loss sa bhi bach sken aur achha profit bhi hasil kr sken
        • #5 Collapse

          Re: Avoid loss in forex trading?

          ji ap nay bikol thk kha forex may humy loss say avoid karna chay humy tread lagaty time lalach or jald bazi nahi karni chay ku kay hum jald bazi kary gay humy loss ho jay ga is lya zarori hay minday ko tread na lagay is din market up anfd down hoti hay is din tread say avoid kary tread laty time ap ko market ko achi thara analyse karna chay ta kay ap ko market ki movemet ka pata ho us time ap tread na lagay apny account balance ko nazar may rak kar tread lagy agar ap ko bara loss ho ga ap ka account wash ho jay ga is lya zarori hay loss say avoid kary
          • #6 Collapse

            Re: Avoid loss in forex trading?

            Forex mien hume chahie ke hum zyada se zyada mehnat kerni chahie aur ache se ache quality ka kam kerna chahie jis se hume ache earning hasil ho. Hume chahie ke hum ache se ache analysis kare aur trend ke mutabiq hi trade lagae tu hi hum forex mien kamayabi hasil ker sake ge. Hume agar eik expert trader banana hai tu hume loss se avoid hona chahie tu hi humari account history best ho gi aur hum forex mien eik best trader kehlaia ge.
            • #7 Collapse

              Re: Avoid loss in forex trading?

              Profit n loss dono trading ka hissa hain. Profit k sath sath loss bear krna seekhen aur agr loss ho jata hai to usko recover Karen loss ko kabhi bhi avoid nahin Karen. Loss se traders sabak sakte hain aur next time wo mistake repeay nahin karte jisse unko loss hua tha.. Apni mistakes ko plus point banaen aur in sy acha sabaq seekha karen
              • #8 Collapse

                Re: Avoid loss in forex trading?

                Assalamu Alaikum dear friend Se Ji han bilkul Hamen last avoid karna chahie tha ki Ham acchi trade kar sake aur Achcha banaa shasan kar Saken jis mein bas Ke Dil Mein loss Kadar Nahin Hoga vah acche performance kar sakega aur Achcha profit Hasil Karke Kamyab Ho sakega
                • #9 Collapse

                  Re: Avoid loss in forex trading?

                  hamain is k bary main pracitce karni ho gi tab hi humrun karin gay so hamain is k bary main practice karni ho gi tab hi hum run karein gay so hamain is k bary main enter hony say pahly is k bary main practice karein gay so hamain chahye is k bary main enter hony say pahly is k bary main ghr main bethh k hi hum real main pracice karny k kabil ho sakty hain ta k earn karin gay
                  • #10 Collapse

                    Re: Avoid loss in forex trading?

                    hamain is k bary main practice karni ho gi tab hi hum run karien gay so hamain planing karni ho gi so hamain is k bary main practice karni ho gi ta k earn karin gay so hamain is k rules ko follow karein gay tab hi hum real main kam karein gay so hamain is k bary main trader banany k liye leanrng karni ho gi a k earn karien gay ta k earn karny k abil ho sakty hain ta k earn ho
                    • #11 Collapse

                      Re: Avoid loss in forex trading?

                      Forex trading Mein kam karte hue Hamen loss Se bachne Ki Koshish karne chahie Hamen Apne kam ko acche tarike se karna chahie tha ki Hamen is business Mein loss ka Samna Na Karna Pade Hamen Apne kam ko Hamesha acche tarike se karna chahie aur ismein mistake bilkul bhi nahin Karni chahie Agar Ham Chhoti Chhoti mistake is business Mein Bar Bar karte rahenge To Hamen se Businessman loss bhi Bar Bar Hota rahega isliye Hamen is business main loss se bachne ki koshish Karni chahie aur apne kam ko Behtar banane ki koshish Karni chahie aur quality wala kam karna chahie tha ki Ham acchi kamyabi Hasil kar sake
                      • #12 Collapse

                        Re: Avoid loss in forex trading?

                        Profit k sath sath loss bear krna seekhen aur agr loss ho jata hai to usko recover Karen loss ko kabhi bhi avoid nahin Karen. Loss se traders sabak sakte hain aur next time wo mistake repeay nahin karte jisse unko loss hua tha.. Apni mistakes ko plus point banaen aur in sy acha sabaq seekha karen
                        • #13 Collapse

                          Re: Avoid loss in forex trading?

                          Assalamu alaikum my dear Forex members how are you I hope you all will be happy and healthy with the grace of Allah almighty aapki baat bilkul durust hai main yah Kahana chahti hun ke Pakistan Forex form Mein Ham jitni Jyada mehnat se kam Karenge ham utani hi acchi success Milegi aur Hamen chahie ke Ham Jyada Se Jyada hard work Karen aur Jyada Se Jyada Apne work per focus Karen aur ham losco avoid karte hain aur Moscow avoid Ham Is Tarah Se kar sakte hain ke Ham apni mistakes to avoid Karen Jab Ham apni mistakes ko ignore Nahin Karenge BEL ke unko theek Karenge aur unko avaidh karne ki koshish Karenge To Ham bahut acche success Hasil kar sakte hain
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: Avoid loss in forex trading?

                            Aoa
                            forex members ap sab kesay hain umeed karta hoon k sab theek hoon gay aur kheriyit se hoon gay aur sahi kam kar rahay hoon aur acha bonus hasil kar rahay hoon gay. Dear hamain koshish karni cahhiaye jab ham trading karin to soch samjh k karain aur sahi karin to ham kamyab ho saktay hain aur acha profit hasil kar satakay hain is liye hamain forex ki ziada learning karni chahiye aur tab ham ja kay forex k loss se bach saktay hain aur good work kar saktay hain...........................

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X