Kitna Profit Chahtay Hain Ham

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Kitna Profit Chahtay Hain Ham
    jab tradeing start kartay hain to bohat say doston ka khayal hota hay k ham nay bas munasab sa profit lena hay or fir lalach main zayada ki koshish kartay hain or jo munasab sa mil raha hota hay uss ko waste kar dete hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    yes dear greed bht zada nuqsan de hai forex me hame jitna ho sake iss se bachna chahiye tab hi hum apne account ko safe rakh sakte hain forex me kamyabi unhi ko milti hai jin ko apne oper control hota hai.
    • #3 Collapse

      My dear friends forex main trading karne ke liye app ko mazbot irade wala hona chahiye. app ko chahiye ke app forex main trading kar ke munasib sa profit earn karin or phir trading na karin. ziada ke lalach main log apna profit bhi kho dete hain.
      • #4 Collapse

        swal apka bhot acha hai asal main jub hum log is main kam krty hain to yeh bhot sara profit bnana chahty hain mgr asa hona mumkin nhe hai jub hyn start krty hain to ahista ahista hi hm profit bna skty hain
        • #5 Collapse

          assalamu alaikum dear ge ha aap ne te kaha me aap ke bat see agree karta ho dear dar asal lalach insan ke fetrat me hota hai ke wo zeyda see zeyda kar ne ke koshesh me laga rahta hai or bohot bar esa hota hai ke loss ka bhi sham na kar na parta hai
          • #6 Collapse

            profits hasil karna forex trading mein aane wale her admi ka hi yehi shouq hota hae k us ko her waqt trading mein profits hi hasil hon aur woh achi earning hi karta rehae magar acually ho is k against jata hae........
            • #7 Collapse

              bhai ap ko kesy bataya jay k ham weekly kitni earning kar rahy hain bhai ya tu trading par depend karta ha or earning ki koi limit nahi hoti or na kabhi weekly earning ka hisab lagaya ha k kitna weekly banaty hain ham ap shoro karo ap ko pata chal jay ga k main weekly kitni earning kar raha hon
              • #8 Collapse

                I can still do not know much, but I am convinced that the forex is clearly important to follow the chosen trading strategy. deviation from the rules leads to emotional freedom plum, very few people are like robots to perform clear and unblemished.
                • #9 Collapse

                  kitna profit chahtay hain ham. is baat ka dependable hay keh hamara account kitna huge hay. ham kitny size ki lot utha saktay hain. or apnay account ka kitnay % loss utha saktay hain.
                  • #10 Collapse

                    g profit apne capital and experience ko dekhte hue hi target karna chaye ziada profit target kia jaae to ham ko loss bhi ho sakta hai
                    • #11 Collapse

                      new brokers start men kam profit hi earn karty hn but aista aista wo lalch men aa k zada profit earn karny ki koshish karty hn jo kmya giya profit hota ha wo b zaya kar lyty hn
                      • #12 Collapse

                        yahi to aj kal kay logo ka thought hay kay ziada kay chakar mein kam bhi hath se chala jata hay ziada to ata hi nahi hay unkay liye behtar hay kay bhai kam kam karkay karo jab acha moka milay to hi karo ziada risk na lo forex mein apkay liye nuqsan ka bais ban sakta hay or apkay liye loss create kar saktay hein
                        • #13 Collapse

                          when we start the Forex trading then we have the wish of getting big profit from the Forex trading business but after spending some time in the field we realize the the profit ratio should be matter on our knowledge and equity so we should go with manage profit not over try it.
                           
                          • #14 Collapse

                            yes brother i am already going for this position but loss ho gaya pir me ne asa karne se tuba kar li aor hum ko jitna mile take it
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Forex trader mostly do not make a plane in the beginning and this is why most of the traders do not satisfy on small profit but they try to earn big amount of earning and so by doing this you may got big loss so learn more and more about the Forex and go with planning
                               

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X