Market ko analyse Karen
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Market ko analyse Karen
    Assalamu Alaikum dear Forex member ummid karta hun aap sab khairiyat se Honge Forex Ek bahut Achcha business hai aur ham isase bahut jyada fayda Hasil kar sakte hain Hamen chahie ki Ham market ko Soch Samajh Kar kam Karen Aur Is per Jyada mehnat Karen Taki Hamesha Achcha profit gain Ho
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Market ko analyse Karen

    Forex trading aik tough aur risky business hey iss men bagher analysis k trading karnay se loss k ziyada chances hotay hen aur jo log bagher analysis k trading kartay hen woh jaldi nakam ho jatay hen iss liay agar kamyabi chahtay hen tu phir pahlay seniors se rabta kar k market ka analysis karna seekhen aur phir regular trading start karen aur market trend ko follow karen aur apnay balance k hisab se lot size select karen tu zaroor achi trading kar k acha profit kama saktay hen
    • #3 Collapse

      Re: Market ko analyse Karen

      dear friend apki bat bilkul theak ha forex trading mn achhi trading krnay k liay market ka achhi trh analysis bahot zroori ha isliay apko chayay k hmesha trade lganay da pehlay market ka achhi trh analysis kren aur market ki movement k mutabik achhi trh soch smjh kr trade lgayn ta k achha profit hasil kr sken
      • #4 Collapse

        Re: Market ko analyse Karen

        Yes dear ap teak Kay ray Hain hamy market ko analysis Kar ka kam karna ho ga .
        Dear market ko analysis Kar ka Ham trade open kary gay to hamy acha benefit hasil ho ga.
        dear market technical analysis karke trade open karni hoti hai dear ismein yah hai kya mein sabse pahle market ki train ko dekhna hai ki market munh mein dawai ke sirf ja rahi hai market ki moment of word chal rahi hai yah market ki moment downward chal rahi hai yah market ki moment sideways chal rahi hai to Diya humne yah sari chijen dekhe uske bad humne technical analysis karne Hain uske bad humne support and resistance ko check karna hai candlestick ki moment ko check karna hai dear agar tu long candlestick ki moment ban rahi hai to fir to acchi baat hai FIR ek dafa market maximum upar move karti hai aur dusri dafa niche karti hai Tod Diya humne dekhna hai kya kah to market ne abhi upar remove Kiya hai to fir next time possible hai ki market niche munh Karen aur next upar bhi ja sakti hai isliye aapane support and resistance ko continuously was karte rahana hai hai uske bad aapane a trade Jaya vah open karni hai aur usmein aap nail art size late karne hai kya aapane kis Laut Ke sath tradevia vah apni open karni hai bhaiya yah bahut achcha system hai aur ismein ham regular kam karke system se achcha panipat aasan karte Hain
        • #5 Collapse

          Re: Market ko analyse Karen

          Assalm o alaikum my dear forex friends me apko btana chahta hn k ham market ko k analys kr k. Kitni faida uth a sakty hn market ko samjhna hamary liey BHT hi zrori he market ko samjhny k liey hamain chair k hamsb se
          pehly demo pe apna best perform kren is k bad ham apny seniors jo k BHT achy traders hm un k sath apna zyada time spend kren r usb se zyada se zyada knowledge information about forex n experience k hawaly se mufeed malomat len
          • #6 Collapse

            Re: Market ko analyse Karen

            Asdalamu Alaikum dear forex friends. Forex online bussiness k liye aik bahtreen jaga hy k jahan per ham buht acha profit earn ker skty hain likin us k liye hamain buht acha trader banna pady ga or trade lgany sy pahly market ko analyze kerna pady ga q k without analizing ham kabhi bhi profit earn nahi ker skty balka loss ka samna kerna pad skta hy or akser account k wash hony tak ki nobat askti hy liha trade lgany sy pahly market ko analize krein or lot size ko soch samjh ker use krein. Or sab sy main bat k apny experience ko bhi apny mind m rakhna chahiye.
            • #7 Collapse

              Re: Market ko analyse Karen

              forex trading mai market ko analyze krna boht zaroori hai, marekt ko analyze krnay kay liye teen tarah kay analysis use hotay hain
              1. Technical Analysis: ye sb se powerful analysis tasawer kiya jata hai, iss mai ap tradnlines, support and resistance, fibo tool aur kuch technical indicators ka istimal krtay hain.
              2. Fundamental Analysis: iss kisam kay analysis mai ap news pr trading krtay hai iss kisam kay analysis pr trading boht dangerous hoti hai
              3. sentimental Analysis: iss kisam kay analysis mai ap dekhtay hain kay duniya mai baki traders kis tarah ki trading kr rahay hai ap apnay sentiments ko istimal kr kay trading krtay hain
              • #8 Collapse

                Re: Market ko analyse Karen

                g han dear member market ko analysis or is pe learning krni chiaye sth achy tools ka intakhb bhi karna chaiye takay jab trade lagye to tools ko istmal kiya yani ke jaisy ke stop loss take porfit in tools ko use krna chiaye is se loss se safe ho kar trading se earning kar sakty hai phr bhot kam chance hoty hai loss ke is liye in cheezo ko use karna na bhole sth sth mehnat kare experience hasil kare knowledge gain kare trading ke bary mein achi information hasil kare uske bad hum achi trading kar sakty hai.
                • #9 Collapse

                  Re: Market ko analyse Karen

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: Muhammadhafiz پيغام ديکھيے
                  Assalamu Alaikum dear Forex member ummid karta hun aap sab khairiyat se Honge Forex Ek bahut Achcha business hai aur ham isase bahut jyada fayda Hasil kar sakte hain Hamen chahie ki Ham market ko Soch Samajh Kar kam Karen Aur Is per Jyada mehnat Karen Taki Hamesha Achcha profit gain Ho
                  Ge ha friend forex market me analysis ke bager treading karne se zayada loss be hoti he is lya her tread ko open karne se phele is per zayada analysis zariri hotibhe ager analysis achi ho ge to profot be zayada hasil ho ge
                  • #10 Collapse

                    Re: Market ko analyse Karen

                    Market ko analysis kray aap ki baat bilkul theek hai forex main aap ko àchi trading ka Lia market ko analysis karna bohat zaroori hai aap agar market ko analysis kray gay tu aap achi trading Kar saktay hai agar aap market analysis nahi kray gay tu aap ko nakaami hoti hai iss Lia market ko analysis karna bohat zaroori hai
                    • #11 Collapse

                      Re: Market ko analyse Karen

                      Ji han friends aapane bilkul hi right kaha hai hai ki Hamen market gaya na lies ko samajhna chahie Agar ham market ko Samajh Kar baat karenge Tu Hi Ham Kamyab Honge agar aap Chahte Hain Ki aapka profit Achcha hai To fir aapko market ko samajh karobaar karna hoga agar aap market ko samajh Jaenge Tu Hi aap accha profit gain kar sakte hain
                      • #12 Collapse

                        Re: Market ko analyse Karen

                        market ka analysis bohat zaroori hota hai analysis se hamen market mein movement ke bare mein pata lag jata hai aur hamen perfect moment fimd kar sakte hain is per Ham apne trade lagakar bahut sara fayda utha sakte hain agar Ham analysis nahin karenge to hamen definitely nuksan hoga
                        • #13 Collapse

                          Re: Market ko analyse Karen

                          Forex mein bahut se people market ko Bina analyses ki trade karte hain aur unhen loss hota hai hamen is avoid karna chahie.Ham market ko analysis usi time kar sakte hain jab hamare pass acchi learning hogi fax business start karne se pahle hamen dam account per 6 month Tak kam karna chahie aur usmein jyada se jyada trading karni chahie jab Ham usmein kam karenge to uski buniyad per Ham real mein trading kar sakte hain.agar Ham market ko Bina analyses kiye trade open karte Hain to Ham to ke bad se kam kar rahi hain hamen aisa nahin karna chahie balke mehnut karni chahie.
                          • #14 Collapse

                            Re: Market ko analyse Karen

                            forem trading main market analysis bunyadi chez hai.agar ap kisi trade ko analysis krnay k baghair trade laga dein to ap ko profit honay ki bjae loss ho jae ga or trading krnay ka maqasad he fot ho jae ga.is liay zurui hai k khuli ankon se market analysis krain or
                            soch samjh kr analysis krain phir trading krain.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Market ko analyse Karen

                              han g ap ny tk kaha h my ap ki bat sy agre karta ho hm ko soch smaj k kam karna chahaiy st hi st hm ko treading karny sy phyly market ka analases karna chahaiy agaar hm bina analases k tread kary gy to hm ko loss ho ga asy hmara acount b wash ho jata h hm ko dil laga k kam karna chahaiy r demo acount py zada sy bzada time invest karna chahaiy jis sy hmy acha nolig acha hasal ho ga

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X