Free float market capitalisation
free float market capitalisation se murad kisi company k wo shares jo promoters k pas hen us k elawa calculate keye jaye. to proters k elawa shares hote hen free float market capitalisation kehlati hai. Free float market capitalisation me sirf promoters k shares hi nahi shamil bulke is me wo shares b shamil hote hen jo government ya koi beroni idara kisi zamanat k tawar par bhi rakh sakte hen. free float market capitalisation ka aam tawar par stock market me maojood compnies k stock market index ko calculate karte hen.
Example : Aim company MCB bank ne stock market me Rs. 100 lagayen hen aur us k total shares 1,20,00,000 hen lekin is me 20,00,000 k shares SBP (state bank of Pakistan) ne zamanat k tawar par rakh deye hen. To is tarah se MCB k pass total maojood share 1,00,00,000 hen. Agar hum free float market capitalisation ka istemal karte hen to MCB ki market capitalisation = 100 ×100,00,000 = 1,00,00,00,000 banti hai.
Free float market capitalisation aur Total market capitalisation me faraq
Jis trah naam se hi zahi hai k free flute market me sirf wo shares hi shamil hen jo khalis hon aur wo na to promoters k pas ho aur na hi government k pas maojood honjab k total market capitalisation me hum kisi company k overall shares ki baat akrte hen. Jese uper example me MCB ki free float market capitalisation 1,00,00,00,000 banti hai aur tatal market capitalisation 1,20,00,00,000 banti hai. Jis me MCB ka government k pas zamanat k tawar par maojood shares bhi shamil hen.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим