what is money management strategy ??

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: what is money management strategy ??

    dear Forex me money management Krna bht zarori forex main kamyaab koin nahe hain koin k humeri Psyche disturb hai hum loss ker ker k account wash ker ker k abhe humery pass ache strategy bhe aa jeay to pher bhe hum us main money management k sath trade nahe lety hian our us main loss kerty hain koi oiur strategy pher say talash kerty hain pher loss apni bare lots laga ker choty account k oper pher say kerty haen jes say humean kafi loss ka samna rheta hai to dosto forex main hum tab he kamyaab hoon gay jab us main app risk ko apnay account bonus k mutabik manage keren gay pher he us main app ko kamyaabi milay gee our app iak din professional trader ban jan gay hard work kerna her trader k leay zarori ha ta k acha bonus ho ga to ache trades money management k mutabik laga k acha profit bna pain gay investors ko ye hota hay key wo trading me discipline key sath apni money ko trading me use kar sakty hey, proper agar money management ka traders ko knowledge ho to wo kabi be all money ko trading me invest nahi karty, daily ki limit select kar key single trade me apni money ko invest kar key loss se bachny ki har mumken koshish karty hey es tarha un ki account money be manage hony ki waja se mehfooz rehti hay aur profit be mutawatar un key account me jama hota rehta hay, agar money management ka koi expernice na ho to demo account me es ki practice zaror karni chaye laken na hona s bahtr hai ap ka capital bi save raha ga or ap ko long term trading kr ka accha profit kama sakta hain ya hai money management atni muskal nahi hai hum log tu stop loos use hi nahi krta tu hota kia hai ka 2 din mai account wash ho jata hai or phr tention ka alawa kuch nahi milta
    There is always light. If only we're brave enough to see it. If only we're brave enough to be it.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: what is money management strategy ??

      Walekum assalam they remember Apne Hamare Sath money management strategy per bahut important topic or discuss Kiya Hai trading ke Business mein money management Ek bahut hi important factor hai isliye Hamen is factor ko kabhi bhi ignore nahin karna chahie market Mein trading karte hue Hamen Hamesha money management ke rules and regulation ko follow karna chahie Hamen money management ko kabhi bhi ignore nahin karna chahie money management Ko Agar Ham ignore Karke market Mein kam Karenge To Hamen Apne kam Mein Kabhi Bhi success Nahin Mil sakti hai isliye money management ko acchi Tarah Se follow karna chahie

      Ho Jab Ham money management ke mutabik Forex trading ke Business mein apni trade open Karte Hain To Is Tarah Se Hamari trade peesafe rahti hai aur Hamara account bhi Vas hone se bacha jata hai isliye Hamen money management ko kabhi bhi avoid nahin karna chahie bahut Se trader Aise Hote Hain Jo money management ko ignore kar dete Hain Jiski vajah se unhen apne kam Mein Hamesha nuksan hi hota hai money management ke sath Hamen lot size ko bhi e apni trading Mein use karna chahie Jab Ham lot size ko use Karke market Mein trading Karte Hain To Hamara apna hi fayda hota hai Hamen Apne kam Mein Hamesha mehnat Karni chahie mehnat Karke Ham Apne is business Mein acchi se acchi earning Hasil kar sakte hain Hamen Apne kam ko Hamesha acchi quality wala banana chahie Jab Hamara kam acchi quality wala Hoga To Hamen Apne is kam ka Hamesha Achcha reward milega
      • #18 Collapse

        Re: what is money management strategy ??

        Forex trading ki market Mein money management bahut jyada importance rakhti Hai Forex trading ki market Mein money management bahut jyada useful hoti hai aur yah market mein bahut jyada best result bhi Deti Hai market Mein money management ko jo traders follow karte hain vah market ko acchi Tarah se confirm kar lete hain aur Market Mein Apna work start kar sakte hain

        Money management market Mein Had Se Jyada importance rakhte hain lekin market mein bahut se traders Aise Hote Hain Jo KE market Mein money management ko avoid kar dete Hain Jiski vajah se vah market mein bahut Bade nuksan ki taraf Chale Jaate Hain aur Market Ne kabhi bhi achcha profit Hasil nahin kar paate Hain market Mein Tamam traders ko money management ko acchi Tarah Se learn karna chahie aur Iske hisab Se Hi market Mein Apna work karna chahie Kyon Kijiye money management market trading karte waqt bahut jyada Jaruri hote hain inke bagair market Mein Kabhi Bhi Kamyab treading Nahin Ki Ja sakti aur na hi is trade se acchi earning Hasil ki Ja sakti hai

        Money management mein stoploss aur lot size bahut jyada important hote hain stop loss aapki trade mein bahut jyada helpful hote hain Kyunki Jab aap market Mein Apni trade Lagate Hain aur use Waqt trade aapke trade ke opposite move karna start kar deti hai to aap ke account mein maujud balance kam Hona start kar deta hai aur aapki trade nuksan ki taraf Chali jaati hai aur is nuksan ko ek Hath Mein rakhne ke liye trader risk Lete Hain aur vah Ho is desh ko confirm karne ke bad market Mein Apni trade Mein stop loss na to Itna kam rakhte Hain Ki market Ki Jara Si opposite movement se aapka yah stop plot hat jaen aur trade close ho jaaye aur na hi Itna diya tha rakhte Hain ki agar trend tabdeel Vakya retracement ho rahi ho to Kafi nuksan ke bad trade close ho jaaye aur use Waqt market Mein sport aur Justin score buniyad banaya jata hai aur is stop loss ke jariye se market mein bahut bade nuksan se bacha Ja sakta hai Jab Ke market Mein stop loss ke alava lot size bhi bahut jyada importance rakhte hain ya Kamyab trading ke liye best shaadi Tote Hain Kyon Kat Kamyab trading ke liye best lot size Ka Hona bahut jyada Jaruri Hota Hai
        • #19 Collapse

          Re: what is money management strategy ??

          Forex trading Mein kam karte hue Hamen market ke ruko acche tarike se follow karna chahie Jab Ham market Mein trade Laga Rahe Ho To Hamen money management ka course Kiya Rakhna chahie Jab Ham money management ka kya rakhte Hain To Ham apni trade ko Kamyab bana sakte hain Achcha profit Hasil kar sakte hain vahan se trader Aise hote hain vah trade laga aur hote hain to money management ko ignore kar dete Hain Jiski vajah se vah acchi kamyabi Hasil nahin kar sakte

          Market Mein trade Lagate Hue Ham Hain market ka acchi tarike se analysis karna chahie Jab Ham market ka acche tarike se analyses karte hain Soch Samajh Kar kam Karte Hain To Ham market Mein acchi kamyabi Hasil kar sakte hain market Mein trade Lagate Hue Hamen Hamesha Saman roadside use karna chahie Sama lot size ke use karne se Ham Achcha profit Hasil kar sakte aur acchi kamyabi Hasil kar sakte hain trade Lagate Hue Hamen Hamesha Star Plus Jarur Lagana chahie Stop loss Lagane se Hamara lost aur profit Ek limit tak rahata hai hamara account wash Nahin Hota isliye Hamen stopwatch Lagana chahie Stop loss Lagana bahut hi jyada important Hota Hai

          Market Madrid Lagate Hue different strategy ka istemal Kiya jata hai Hamen Hamesha acchi strategy ko use karna chahie Taki Ham Achcha Trophy tarsal kar Saken aur acchi kamyabi Hasil kar sake Hamen strategy ke bare mein Achcha knowledge Hona chahie jisse strategy ke bare mein hamare pass Achcha knowledge vahan per usse strategy ko use karna chahie apni trade mein
          • #20 Collapse

            Re: what is money management strategy ??

            Yes dear forex trading ma bhot sari strategies ko use kiya jata hai. Kuch trading strategies hoti hai jin ma long term or short term strategies shamil hai. Kuch strategies account ko secure karny k lae b use hoti hai. Jo trader account ko safe rakhny ma kamyab hota hai wo aksar long term trading ma kamyab ho jata hai. Long term trading ma he forex trader ka faida hai. Es topic ma ham account saving strategy money management par further bat karyn gy.

            Money mangement strategy. Forex trading ma trader ko apny account ko safe rakhny ma bhot mehnat karna parti hai. Trader ko ik to small lot ko use karna chahe es sy profit to kam ho ga but loss howa to wo b bhot kam hota hai jo recover karny ma bhot help hoti hai. Secondly trader ko leverage b small level wali select karni chahe. Small leverage sy trader k account ka margin less consume hota hai jis sy account secure rehta hai or esk wash hony k chances kam ho jaty hain.

            Some more information. Trade ma in hony k lae trader ko acha capital b use karna chahe. Jis trader k pass acha capital na ho usko chahe k pehle wo acha capital jama kary or phr trade karny ka sochy. Es k elawa trader ko chahe k wo apny profit ko full withdrawal na karwaye balky eski kuch ratio sambal kar rakhy or es ratio ko apny capital ko gain karny ma use kary. Jo trader capital ko sath sarh grow karta hai wo hamesa expert trader ki list ma shamil ho skta hai. Jo trader apny account ki capital ko increase ni kar pata wo kamyab b ni ho pata. Forex ma kamyab hony k lae money management bhot zaruri hai.
            • #21 Collapse

              Re: what is money management strategy ??

              Friends forex trading men money management aik technique hoti hai jis men traders ap investment ko manage kerty hein or forex trading men kam kerny k liy apko money management ka knowledge hona boht zroori hota hai Moneny management men ap ko forex men kam kerny k treeka btaya jata hai jis ko istimaal ker k ap forex men apni earning hasil ker sakty hein ap ne apny capital ka 2%-5% risk lena hai. Misal ke tor par ap ka capital ager 1000$ ha tu ap ne 20$-50$ ka risk lena hai. is se zada risk nahi lena hai hum ko forex market ka nhi pata ka Mustaqbil men kia ho ga. is liy ap ne her qisam k halat k liy khud ko tiyar rakhna hai.Ap ne hmesha apny her Trade k sath stop loss ko zroor lagana hai. or take profit or stop loss ki ratio ye rakhna hai. 2:3( ager S.L ap ka 2$ hai tu ap ka T.P 3$ ka ho) Ap ne kabhi lalach nhi kerna hai. jab ap lalch kerty hein tu ap trading mne wrong descisions ker jaty hein jo apko loss ki traf ly jaty hein Ap ne apni leverage ka hmesha boht soch samjh ker use kerna hai ye ap k liy sab se important hoti ha ap ko loss ho jaey tu ap us per ghussa nahi kerna or khud per control kerna hai aksar jab traders ko loss ho jata hai tu wo ghusy me a jaty hei or forun apny loss ko pura kerny ki koshish kerty hein or zada risk ly ker trade open ker lety hein jis se un ko or zada loss ho jata hai, ap ne esa nhi kerna hai Ap ko loss ho jaey tu ap ne apny loss ki wajohat ko tlaash kerna hai. or apni ghalti ko tasleem kerna hai.or market ko ya broker ko ilzaam nhi dena ap ne long term kerna hai. is men ap zada acha kam ker skaty hein. ap ko market ka trend ka zada achy treeky se idea ho jata hai or ap kam vouml k trade ko long term k liy laga ker zada acha profit haisl ker skaty hein or ye kam risk men ziada profit hasil ker sakty hein history discussion Mein result yah nikalta hai ki aapane Hamesha apni learning aur mehnat per focus karna hai Jab aap mehnat Karenge aur isi Tarah acha knowledge hasil Karenge definitely aap acha profit Hasil kar Sakenge.
              • #22 Collapse

                Re: what is money management strategy ??

                AOA dear friends , Forex trading aik international level per trading platform hai jis mein hamen apni money management ke bare mein hamesha khyal rakhna chahie tar ke hamara capital bhi safe Rahe aur account bhi wash na Ho money management account balance ki safety key ley ki jati hay agar trading me money management na ho to mery khayal me account kesi be time margin call ki taraf move kar sakta hay, account balance ki safety ko har trader zarori samjta hay magar es key ley proper learning ki zarorat hoti hay aur koch rules esy hey jes ko money management key ley zarori samja jata hay
                1. limited lot size ko use karna bahot zarori hay lot size ko increase karny se money management nahi ho sakti hay aur account me zeyda loss ho sakta hay,
                2. limited trading market ki movement par focus kar key karni chaye, ghir zarori risk leny ka koi faida nahi
                Aur dear friends Agar aap long term main Forex trading main kamyab hona chahte hain to aapke paas proper trading plan hona chahiye aur uske sath money management ke aapko samajh nahi chahiye. Money management her account key capital ke sath same hoti hai agar aapka account bara hai tum money management ke wohi rule apply honge jo chote capital ke sath hote hain. Main aapko chand money management ke tips deta hun umeed hai aap ko faida dainge aur money management samjhny main help karinge aur Forex trading mein trader boht loss es waja se krte hien keh woh zyada profit hasil krne ke ghrz se apne trading mein forex business mein juwa baze wala kam shuro kr dete hein mtlb keh trading market mein bagher soche smjhe apne trades open kr dete hien to yeh money management ke rules ke khilaf he to es trah se kabhe trading mein money management sahih nhe ho ge aur trader ko losses hon ge to trader ke lie lazme he keh woh hmesha apne trading mein professional trading kre takeh trading mein success hasil ho.
                • #23 Collapse

                  Re: what is money management strategy ??

                  hamy market mai money management kar ky use kar ky kam karna ho ga pher he hum pasia kama saky gy hum is mai live chat kar sakty hai hum is mai agar money management kar ky kam karna ho ga pher he hum pasia kama skay gy forex ak best busienss hain hm s mai posts kar sakty hai hm s mai trade be laga sakty hai hamy strategy ko kabe be ignore nahi karna chaey hm is mai raat mai be kam kar sakty hain hum is mai din ma be kam kar sakty hai hamy market mai money management kar ky kam karna ho ga hum is mai raat mai ya din mai be kam kar sakty hai hum is mai kam kar ky pasia kama sakty hain hum is mai ape marze sy tm table bana kar kam kar sakty hai forex ma ak limit ky mitbaik kam kar sakty ha over limit sy hm kam nahi kar sakty forex ak international or kabe be katem na hoy walaa acha business hai hum is mai apny boss kud ap he hot yhain hamy is mai soch sam kar is mai kam karan ho ga pher he hum agy bar saky gy hum is mai ak din mai aik limit ky mitbaik kam kar sakty han hamy market mai money mangement kar ky kam kara o ga pher he hum agy bar saky gy forex ak unique busienss hain hum is mai agar kam karty howe aik be galt kar dety hain to harma loss hain
                  • #24 Collapse

                    Re: what is money management strategy ??

                    Money management strategy apne naam se Hi hi apne meanings ko was a kar rahi hai Forex trading ke andar tamam members ke account mein jo amount hoti hai usko manage karna usko strategy e ke against use karna aur Forex trading ke andar ek acchi aur best trade ko choose karke use per trading karna yah sab kuchh money management strategy ke andar shamil hai agar aapke pass ek acchi amount forest reading ki account mein maujud hai to aapko chahie ki aap apni use amount ko manage Karen aur trading lagate waqt trading ke rules and regulations ko follow Karen aur is baat ka khyal rakhen ki jyot radeap laga rahe hain usmein aapko loss aur profit donon ho sakte hain abhi aapke knowledge per hai ki aap nature straight ke upar trading ki hai vah kis direction mein munh karne ja rahi hai agar aapko jaaye idea ho jaaye ki market aapke opposite chal rahi hai yah aapki direction mein chal rahi hai to isase aapko market to analyse karne mein aur bhi jyada asani hogi aur isase aapko yah fayda hoga ki aap apni money management strategy ke against behtarin trade kar sakenge agar aap aisa karne mein kamyab Ho jaate Hain to aap ki amount ko double kar hone mein koi bhi rukavat nahin aaegi aur aur aap acchi trading ke sath sath ek acche a investor bhi ban jaenge aur Forex trading se jyada se jyada earning karke apne aap ko financially door per strong kar sakenge uske liye aapko chahie ki aap apni amount ko manage Karen aur lot size ka istemal use Surat mein Karen jab aapke pass thodi amount ho
                    • #25 Collapse

                      Re: what is money management strategy ??

                      Money management ke baat ke Jay Toh Aap trading main kabi be Iss Kay Bhgair kabi be Forex main kamyabi hasil nahi akr payn gay is sliy aap ko Cahye kay Forex mainkam Karny say pely Apny Account Ko Samny rak kar Money management ka Plan Lazmi Banaya karein or Us kay bad he aap ko market main Acha Profit mil sakta hai or Is kay sath Jab Aap Proper plan kay sath kam karty hain toha ap ko market main Small Lots kay bary main Achy say knowledge Hota hai or iss tarah aap Jab management ko Follow akrty hain toh aap Bhoat Achy say market ko trade kar sakty hain.
                      Wait For Market come to you!Don't Go after The Market!:1f3c6:
                      • #26 Collapse

                        Re: what is money management strategy ??

                        Money management Forex trading ke platform 1 reading karte waqt bahut jyada helpful hota hai market mein agar aap apni trade ko open karna chahte hain to uske liye aapko money management ke rules ko follow karte hue Apna Kam Jari Rakhna hoga jo members money management ke rules and regulations ka istemal karte hue trading co start Karte Hain To vah members Kabhi Bhi Na Kam Nahin Ho table ke vah Hamesha Kamyab Hote Hain agar aap apne account ko acche tarike se manage karna chahte hain to aapko apni management Ka istemal Karna chahie
                        • #27 Collapse

                          Re: what is money management strategy ??

                          Market Mein money management bahut jyada importance rakhte Hain Jab aap market Mein tradingqna platform to join karte hain to use time aapko chahie market me apni trading co start karte waqt apni trading Nahin money management ke rules and regulations ko follow karne ki koshish Karen Jab aap market Mein Iske rules and regulations ko Polo Karenge Tu Is Tarah Se aap apne trading ko acche tarike se start kar Payenge aur usmein acchi kamyabi bhi Hasil kar lenge aapko apni trade ko profitable banane ke liye money management Ka istemal Karna chahie kabhi bhi isko include nahin karna chahie
                          • #28 Collapse

                            Re: what is money management strategy ??

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: Cutey پيغام ديکھيے
                            Assalam O Alaikum dear friends mera apne seniors se sawal hai k ham Forex trading main money management kis taraha kar sakte hai is ki koi best strategy bate jo experts and bigener dono k liye best ho ?
                            Money management strategy was strategy jismein Ham Apna account balance ko Najar Najar rakhte Hue lot size use karte hain Agar Hamara balance bahut jyada hai to tab bhi Ham 0.01 0.02 ki lot size use karte hain ise Kahate Hain money management
                            • #29 Collapse

                              Re: what is money management strategy ??

                              Assalam_O_Alaikum!!!
                              Dear Forex Members Umeed karta hun ap sab khairiyat sy hon gy ar Forex sy ziada sy ziada earning kr rhy hon gy. Dear Members; money management strategy main ham Apne lot size ko manage karte hain Agar Hamara Kaun size Bada Hai To Ham bhi classes use kar sakte hain aur Agar Hamara Kaun Sa Hai Chhota Hai To Hamen lot size bhi Chhoti hi use karni padati hai isliye Hamen chahie ki Ham vah samajh Soch Samajh Kar Hi lot size like Karen Tak Hamara account watch hone se Bach sake
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Re: what is money management strategy ??

                                account ko bahut hello acchi tarah Se manage kar lene ke horrific hi individuals apne buying and selling ko bhi acchi tarah Se Kar paate hain aur agar individuals apne account ko acchi tarah Se manipulate nahin kar payenge tu is tarah Se mambas ki trading bhi acchi tarah Se nahin Ho payegi aur is tarah Se individuals ko apni buying and selling mein acche results nahin a Rahe honge aur is tarah Se members ko apni trading mein most nuksan ho raha hoga aur individuals ko koi bhi trade open kar lene se pahle bahut acchi tarah Se yah soch Lena hota hai ki participants ke skip account mein stability kitna hai aur apne account mein balance ko dekh kar hello participants ko lot size Ka istemal karna hota hai aur agar individuals acchi tarah Se lot length ka istemal nahin karenge tu is tarah Se mama score maximum nuksan Ho jaane ke chances honge members ki trading individuals ke stability in line with band kar rahi hoti hai aur agar stability ko acchi tarah Se utilise Na kiya jaaye tu is tarah Se participants ko most nuksan Ho jaane ke possibilities hote hain aur balance ko acchi tarah Se alter kar lene ke horrific hello koi bhi exchange plan karna hoti hai aur huge size ko bhi pick karna hota hai aur yah sab kar lene ko hi cash management kahate Hain aur major management kar lena contributors ke liye bahut essential hai aur jo log yah management acchi tarah Se nahin kar paate Hain yah vajah hai ki participants apni buying and selling ko bhi acchi tarah Se nahin kar paate hain aur iski vajah Se hello contributors trading se associated provisions ko bhi bahut acchi tarah Se nahin Le paate Hain

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X