forex mein emotions ko control karna zaroori hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    forex mein emotions ko control karna zaroori hai
    Forex business mein hum trading kartay han tu hum ko apne emotions ko control karna zaroori hota hai kiok agr hum emotional trading kartay han tu is se profit nahin hota ziada loss ho jata hai forex business mein kabhi bhi emotional ho kar trading nahin karni cahaiye jtna ziada loss emotional trading se hota hai aur kise waja se nahin hota hum ko profit earn Karne kay leye apne emotions ko control karna zaroori hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: forex mein emotions ko control karna zaroori hai

    G han apki bat bilkal thek hy forex py emotions ko control krna zaruri hy ager hum kamyab trader banna chaty hen to humen chaea k hum apne emotions ko control main rakh k kam kren ager hum emotional ho k kam kren gey to humen loss hoga es liye humen chaea k hum achi trha soch samjh ke kam kren tb hi kamyab ho skty hen or acha profit hasil kr skty hen
    • #3 Collapse

      Re: forex mein emotions ko control karna zaroori hai

      G han app nay bahut achy bat kahy hy keh hamen forex men bahut himat kay sath trading karny chahey kun kay agar hum as men mahnat aky sath ur saber kay sath trading karty hain tu hum as men acah profit hasil kar sakty hain tu hamen as men kotahy kay sath koi bhe kam nahin karna hota hy kun kay agar hum as men kotahy kay sath kam karen gy tu hum as men nakam ho jaty hain tu hamen as men mahnat ur lagan kay sath acha kam karna hota hy kun kay forex men kam karna asan nahin hy as men hum jitny mahnat karen gy tu hum as men utn ahi acha profit hasil kar sakty tu hamen forex men jaldi kay sath koi bhe kam nahin karna hota hy
      • #4 Collapse

        Re: forex mein emotions ko control karna zaroori hai

        اصل پيغام ارسال کردہ از: asraf79 پيغام ديکھيے
        Forex business mein hum trading kartay han tu hum ko apne emotions ko control karna zaroori hota hai kiok agr hum emotional trading kartay han tu is se profit nahin hota ziada loss ho jata hai forex business mein kabhi bhi emotional ho kar trading nahin karni cahaiye jtna ziada loss emotional trading se hota hai aur kise waja se nahin hota hum ko profit earn Karne kay leye apne emotions ko control karna zaroori hai
        Ge ha friend forex marker me her waqt alni emotion ko control larni chaya ager hume apni enotion ko control me nahi rake ge to kabi be profit hasil nahi kar sake ge aur her tread per loss kare ge
        • #5 Collapse

          Re: forex mein emotions ko control karna zaroori hai

          slam dear hamain is k bary main practice karni ho gi atb hi hum run karin gay so hamain is k bary main practice karien gay ab hi hum run karin gay so hamain apny emotion ko kabo main rakhna ho ga ta k earn kar skaty hain so hamain cahye is k bary main practice karein gay tab hi hum run karin gay s ohamain is k bary main earn karein gay ta k earn karny k kabil ho sakty hain
          • #6 Collapse

            Re: forex mein emotions ko control karna zaroori hai

            market main practice karni ho gi tab hi hum run kar saty hin so hamain is k bary main ghr main bethh k hi hum achy say trader ban sakty hain aur hamain enter hony yay pahly is k bary main practice karein gay so hamain is k bary main knowldge ho ga tab hi hum run kar skaty hain so hamain is k bary main ghr main beth k hi hum acha earn karein gay a k loss km ho sakty hain
            • #7 Collapse

              Re: forex mein emotions ko control karna zaroori hai

              forum main enter hony say pahly is k bary main practice karein gay ta k earn karein gay so hamain chahye is k bary main ghr main bet k hi hum achy say trader ban sakty hain si k bary main practice karien gay so hamain is k bary main enter hony say pahly is k bary main earn karin gay so hamain is k bary main enter hony say pahly is k bary main earn karein gay ta k earn karein gay
              • #8 Collapse

                Re: forex mein emotions ko control karna zaroori hai

                sabse jyada insan fantasy motion ke jhagada har waqt insan ko yah lagta hai ki market mein in Ho jaaye har waqt vah Koi Na Koi aise plan banata rahata hai jise use lagta hai ki ab mujhe fayda hoga yah mujhe nuksan hoga vah emotionally attached data jaise ek taraf market ko bandar samay letter k market jayegi agar first grey market training mein ja rahi ho sakta hai vo error correction ka time online canvas jid kar leta hai nahin Mar jayegi yah market nahin uskais it ki vajah se ho kafi sare after laga leta hai jiski vajah se koi bhi Adda uska successful nahin ho sakta hai isliye jid ko chhodkar agar Ham trading karenge to jyada fayde hasil honge to emotion mein bahut sari chijen karti hai jid bhi ek Hi motion hai revenge Lena bhi ek Hi motion hai gussa bhi ek Hi motion hai fear anxiety yah bhi motion hai yah all times ke Jo emotions hai inko handle karna bahut jaruri agar aapke andar ja hai to aap samajh le ke aap aur nuksan kar sakte hain in sab ko hata kar raja tourism ki taraf aa jaaye to aap acche trader Ban jaenge
                • #9 Collapse

                  Re: forex mein emotions ko control karna zaroori hai

                  Assalamu alaikum ji bhaiya bilkul theek bol rahe hain aisa rahi hai kyunki agar off forex trading main proper market information hadse nahin karenge aur apne emotions per control nahin karenge to aap kabhi bhi achcha profit nahin Kama sakte isiliye agar aap chahte Hain ki aap for studying mein acche se achcha perfect kam aaye to uske liye aapko apne motions per control rakhna hoga tabhi aap acche se accha profit Kama sakte hain jab tak of forex trading mein jal paji ke sath kam karte rahenge aap kabhi bhi kamyab nahin ho sakte isiliye koshish karenge jyada se jyada market information hasil karne ke bad aur market mein jaldbaji ke sath kam na Karen Taki aap acche se accha profit Kama sake
                  • #10 Collapse

                    Re: forex mein emotions ko control karna zaroori hai

                    Aap ki baat bilkul theek hai forex mein aap ko apna emotional ko kabo mein rhak kar kaam karna chaey tab aap acha kaam kar ka kamyabi hasal kar saktay hai agr aap emotional ho kar trade lagay gay tu aap ko loss ho sakta hai iss lia aap ko kamyabi hasaal karni hai tu apna emotional ko kabo mein rhak kar kaam kray
                    • #11 Collapse

                      Re: forex mein emotions ko control karna zaroori hai

                      Bilkul dear member achi bat ki ap ny q k agr hmara khud pe controle ni rhyga to market ki kch smjh ni ayegi aur hm ghlt trading kr k nuqsan utha skty hen baz time ayse hota hy k hmari trade market k aginst chli jati hy aur hm tension men ajaty hen aur ghlt faisla le k trade pe trade kr dyte hen k nuqsan equal ho mgr us chez ka ulta nuqsan ho jata hy is liye hamesha khud oe qabu rkhty hoye kam kren ta k loss se bch sken is k ilawa soch smjh k trade lgain ta k ap preshan na hun agr market oper neechy ho pbr b ap khud ko account wash hony se safe rkhen.
                      imranhaider
                      • #12 Collapse

                        Re: forex mein emotions ko control karna zaroori hai

                        Amoli kam friends kaise hain aap sab khairiyat Se hongi Ji Bhai aapane bilkul theek hai Forex Mein Hamen apni motion ko control karna Jaruri hota hai jo log motion ko control Nahin Karte vah log kamyabi Hasil nahin kar sakte To Hamen chahie kya Mein fresh mind ke sath positive mind ke sath Forex per kam karna chahie tab jakar Hamesha bonus bhi Hasil kar sakte hain aur cprofit bhi Hasil kar sakte hain To Hamen chahie ki Hamen Jyada Se Jyada hot work karna padega Hamen lalach Nahin Karni Jo log apne business millage Karte Hain vah Log na kam Karte Hain To Kamyab hone ke liye Hamen hard work karna Jaruri hota hai jo log advocate lete hain vah hi log kamyabi Hasil karte hain Shukriya Mere Dost
                        • #13 Collapse

                          Re: forex mein emotions ko control karna zaroori hai

                          forex trading kay bussiness mai agar ap apnay emotions ko controle kr lytay hain tu ap kamyab rehtay hain. traders ka emotions mai ana basically lalaach ya jaldbazi mai ah kar trading krnay ki waja se hotay hain, emotions mai anay ki ik aur waja hai kay jb ap ko forex trading mai loss hota hain tu tb b ap jazbati ho kar tradinf start kr dytay hain.
                          • #14 Collapse

                            Re: forex mein emotions ko control karna zaroori hai

                            dear member jab trade karni hi hai isko seekhna hai knowledge gain karna ha to phr emotions hona baki to nai reh jata hai ye bus humari lalach hoti hai jo humko majboor karti hai zaida profit ke chakar mein to uska natija yahi niklta hai hum loss or nuqsan kar lety hai yahi emotion hota ha jo hum lalach mein control nai karty to is liye hi agar apne trade mein kamyab hona hai to is lalach ko khtam karna hoga khd hi kisi ke pass iska elij nai hai insan khd hi isko khtm karke agye barhne ka rashta niklta hai or kamybi ki targ barhta hai or achi tradig se acha earn karta hai.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: forex mein emotions ko control karna zaroori hai

                              Hamen forex men bahut lagan kay sath acha kam karn ahota hy kun kay agar hum as men mahnat kay sath acha kam karen gy tu hum as men acha profit hasil kar sakty hain tu hamen as men kotahy kay sath koi bhe kam nahin karna chahey kun kay agar hum as men kotahy kay sath kam karen gy tu hum as men nakam ho jaty hain kun kay forex men kam karna asan nahin hy as men hum jitny mahnat karen gy tu hamen as men utna hi faida hasil hoga ur hum as men kabhy bhe nakam nahin ho sakty hain kun kay agar hum as men jaldi kay sath acha kam nahin karen gy tu hum as men nakam h jaty hain kun aky forex men kam karna asan nahin hy

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X