Beginner Traders Slow movement Pairs pr trade lagaya karen
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Beginner Traders Slow movement Pairs pr trade lagaya karen
    Assalamualaikum dear Forex friends..
    Trading seekhna ya karna itni bhi mushkil nahin hai jitna hum samjhtay hain. Zrrorat sirf is baat ki hoti hai k hum step by step chalain aur lalch mein parh kr ziyada profit k chakkar mein na bhagen. Beginner traders ko chahie k wo slow movment pairs per trade karen. Slow movement pairs per trade krna bahut aasan hai aur is k advantages bhi ziyada hain. Slow movement pair per trend samjhna asaan hota hai aur analysis krna bhi simply hota hai. Fast movement pairs per trading krty huye new traders ghbra jaty hain r loss mein trade jati hai to close kr dete hain. Isliye new traders ko main yhe advise krun ga k wo slow movment pairs per trading kea karen, jb unka experience aur confidence build up ho jae tb wo fast moving pairs like Silver, Gold per trade lagayen..
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Beginner Traders Slow movement Pairs pr trade lagaya karen

    Forex business mein trading karna mushkil nahin hai trade tu koi bhi open kar sakta hai lakin profitable trading karna mushkil hota hai forex business mein profitable trading woh hi kar sakta hai Jo forex business ko samjhta ho forex ki learning knowledge aur experience ho is kay leye buht ziada mehnat ki zaroorat hoti hai mehnat aur hardwork karain gey tu hi profitable trading kar saktay han aur profit earn kar saktay han
    • #3 Collapse

      Re: Beginner Traders Slow movement Pairs pr trade lagaya karen

      Ge dear apki raye sahe hay agar initial stage men slow move currency pairs men trade ki jaye to hamen aismen he kamyabi ho sakay ge kyn kay initial stage men to capital bhi kafi kam invest kea jata hay sirf safety kay peshnazar kay agar loss ho to kam ho to loss say safe rehnay kelye hamen slow move pairs men kam karna ho ga jab he ham sismen kamyab hon gy agar profit ki jaldi men ham fast move pairs men kam karen gy to account jaldi he wash ho janay ka khadsha ho ga so new members ko slow move pairs pay kam karna chaey.
      • #4 Collapse

        Re: Beginner Traders Slow movement Pairs pr trade lagaya karen

        اصل پيغام ارسال کردہ از: Sarosh97 پيغام ديکھيے
        Assalamualaikum dear Forex friends..
        Trading seekhna ya karna itni bhi mushkil nahin hai jitna hum samjhtay hain. Zrrorat sirf is baat ki hoti hai k hum step by step chalain aur lalch mein parh kr ziyada profit k chakkar mein na bhagen. Beginner traders ko chahie k wo slow movment pairs per trade karen. Slow movement pairs per trade krna bahut aasan hai aur is k advantages bhi ziyada hain. Slow movement pair per trend samjhna asaan hota hai aur analysis krna bhi simply hota hai. Fast movement pairs per trading krty huye new traders ghbra jaty hain r loss mein trade jati hai to close kr dete hain. Isliye new traders ko main yhe advise krun ga k wo slow movment pairs per trading kea karen, jb unka experience aur confidence build up ho jae tb wo fast moving pairs like Silver, Gold per trade lagayen..
        Walakum Slam
        ji han dost apne sahi kaha hamain ese piar par trade karna chahye jis ki movement zyada fast na ho agar ap fast movement wale piar par trader lagian ge to ap ko kabhi account ke wash hone ka samna karna par sakta hai lekin slow piar par trade karen ge to learning bhi ho gi our achi earnng bhi hogi.
        • #5 Collapse

          Re: Beginner Traders Slow movement Pairs pr trade lagaya karen

          Ap ne bilkul theek kaha sir... New trader ko jab tak acha experience nahe ho jae tab tak fast movement wale pairs pe trade na lagae.. slow movement wale pairs ba asani se samaj me aa jaenge or un pe trade lagana thora buhat easy rahega kyun ki us pair ki slow movement se analysis buhat achi ho jati he.. so dost me ap ki baton se mutafiq hon ke new trader hamesha slow movement wale pairs ko hi select kiya kare or ye koshish kerta rahe ke learning process ko tez kare ta ke fast movement wale pairs tak rasai ho sake...
          • #6 Collapse

            Re: Beginner Traders Slow movement Pairs pr trade lagaya karen

            hamain is k bary main practice karni ho gi tab hi hum run karein gay so hamain pair ki currncy ko use kar k hi hum cay say trader ban sakty hain so hamain is k bary main practice karni ho gi tab hi hum run karein gay so is k bary main practice karni ho gi tab hi hum run karein gay so hamain is k bary main anlayse karni ho gi tab hi hum run kar sakty ahin ta k earn karien gay
            • #7 Collapse

              Re: Beginner Traders Slow movement Pairs pr trade lagaya karen

              اصل پيغام ارسال کردہ از: Sarosh97 پيغام ديکھيے
              Assalamualaikum dear Forex friends..
              Trading seekhna ya karna itni bhi mushkil nahin hai jitna hum samjhtay hain. Zrrorat sirf is baat ki hoti hai k hum step by step chalain aur lalch mein parh kr ziyada profit k chakkar mein na bhagen. Beginner traders ko chahie k wo slow movment pairs per trade karen. Slow movement pairs per trade krna bahut aasan hai aur is k advantages bhi ziyada hain. Slow movement pair per trend samjhna asaan hota hai aur analysis krna bhi simply hota hai. Fast movement pairs per trading krty huye new traders ghbra jaty hain r loss mein trade jati hai to close kr dete hain. Isliye new traders ko main yhe advise krun ga k wo slow movment pairs per trading kea karen, jb unka experience aur confidence build up ho jae tb wo fast moving pairs like Silver, Gold per trade lagayen..
              ji han doston aap Sahi kah rahe Hain Ki Forex trading mein ham Apne trade ka intekhab ka market jainika movement wali market ko friend Karen jisse hamara kaun jyada der tak mahfil reh sakta hai aur ham use state se achcha profit utha sakte hain
              • #8 Collapse

                Re: Beginner Traders Slow movement Pairs pr trade lagaya karen

                Gee haan jo forex mein new traders hain unn ko chahyea kay woh aisay pairs mein trade na kya kerain jin ki market movement tezz ho unn ko hamesha aisay pairs mein trade kerni chahyea jin pairs ki market movement slow ho aur unn ko uss mein profit bhi ho
                • #9 Collapse

                  Re: Beginner Traders Slow movement Pairs pr trade lagaya karen

                  dear friend apki bat bilkul theak ha forex trading mn new join krnay wslon ko chayay k eoh risky psirs mn trade bilkul na lgayn balkay crruncies k un pairs mn trade lgayn ta jin ki movement slow hoti ha ta k apka account ballance bhi safe rhay aur achha profit hasil kr sken
                  • #10 Collapse

                    Re: Beginner Traders Slow movement Pairs pr trade lagaya karen

                    Yes dear aapane bilkul theek Kaha Hai Jab aap cross currency pairs per trading karte hain to ismein aapko bahut jyada advantages mil sakte hain no doubt aapko beginner level per Hamesha Aise currency pairs ki selection Karni chahie jinki moment bahut jyada Nahin Hoti aur Jin ki market ki volatility bahut jyada Nahin Hoti Kyunki Jab aap Kisi Aise currency pair per trading start karte hain Jiski volatility Jyada hoti hai to ismein aap market ko properly recognise nahin kar sakte aur ismein aapko bahut jyada disadvantages mil sakte hain isliye aapko initial stages per Hamesha Aise currency pairs Ki movement Ko observed karna chahie Jiski Mohabbat bahut jyada pass Nahin Hoti Jab aapka experience game Mein Jata Hai To Uske bad aap different currency pairs Kisi lekin kar sakte hain jinki movement bahut jyada hoti hai.
                    • #11 Collapse

                      Re: Beginner Traders Slow movement Pairs pr trade lagaya karen

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: Sarosh97 پيغام ديکھيے
                      Assalamualaikum dear Forex friends..
                      Trading seekhna ya karna itni bhi mushkil nahin hai jitna hum samjhtay hain. Zrrorat sirf is baat ki hoti hai k hum step by step chalain aur lalch mein parh kr ziyada profit k chakkar mein na bhagen. Beginner traders ko chahie k wo slow movment pairs per trade karen. Slow movement pairs per trade krna bahut aasan hai aur is k advantages bhi ziyada hain. Slow movement pair per trend samjhna asaan hota hai aur analysis krna bhi simply hota hai. Fast movement pairs per trading krty huye new traders ghbra jaty hain r loss mein trade jati hai to close kr dete hain. Isliye new traders ko main yhe advise krun ga k wo slow movment pairs per trading kea karen, jb unka experience aur confidence build up ho jae tb wo fast moving pairs like Silver, Gold per trade lagayen..
                      Jo new traders hote hain unko chahie Kya Hamesha slow movement Mein Hi trade Karen slow Mohammed price par trade karne se kya hota hai ki Unka Jo account hai watch Nahin Hota aur unko loss Nahin Hota Kyunki jyadatar log jo slow moment per trade karte hain yah slow pair par trade karte hain unko Bhi Jyada loss Nahin hota agar Dada prapt Nahin Hoti colostomy Jyada Nahin hota hai isliye Hai maximum kam lot size use Karni chahie aur kam se kam slow fair price par trade Karni chahie isase Ham Achcha prapt Hoga aur ham Ek Achcha trader nibandh Sakenge.
                      • #12 Collapse

                        Re: Beginner Traders Slow movement Pairs pr trade lagaya karen

                        wa alaikum aslam dear hamain is k bary main practice karni ho gi aur pair k i movemnt ko dekh k hi hum real main kam karein gay so hamain is k bary main enter hony say pahly is k bary main earn karein gay so hamain is forum main expeience hasil kar k hi hum achy say trader ban sakty hain but hamain greed ko avid kar k hi hum loss say bach sakty hain ta k earn karein gay
                        • #13 Collapse

                          Re: Beginner Traders Slow movement Pairs pr trade lagaya karen

                          Assalamu Alaikum Forex members ji han doston new traders ko pahle practice slow pairs payi currency pairs per hi Karni chahie Taki unko reading skills improve Ho tabhi unko gold ya dusri currencies paper train Lagani chahie start main unhen slow movement currency pairs per hi trade Lagani chahie
                          • #14 Collapse

                            Re: Beginner Traders Slow movement Pairs pr trade lagaya karen

                            amain is k bary main practice karni ho gi aur movmebt ko dekh k h i hum achy say trader ban sakty han but hamain chahye is k bary main earn karein gay so hamain pair ki currency ko use kar k hi hum achy say trader ban skaty hain but hamain chahye is k bary main ghr main beth k hi hum paisa kama saktyy han so hamain is k bary main ghr main beth k hi hum run karin gay
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Beginner Traders Slow movement Pairs pr trade lagaya karen

                              hamain is k bary main practice karni ho gi ta k earn kar skaty hain so hamain pair rki currrency ko use kar k hi humach y say trader ban sakty hain but hamain expeirence hasil kar k hi humkamayb trader ban sakty hain is k bary main practice kar sakty hain so hamain is k bary main ghr main bethh k hi humachy say trader ban sakty hain tab hi hum real main kam karien gay

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X