kia silver or gold ki market me up down same hi hoti hay?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    kia silver or gold ki market me up down same hi hoti hay?
    me sab members se ye pochna chahta hon k kia gold ki market or silver ki market me up down same hi hoti hay
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    bhai jan mujhy is bary men zayada knowledge nahi hy men silver pr trade nahi krta aj tk silver ko dekha nahi hy men sirf gold ki trade krta hn gold aik best hy trade ky liy is ki daily 1000 pips ki movement hoti hy agr ap ky pas balance ho to ap boht achi earning hasil kr sakty hen
    • #3 Collapse

      ye hamesha dekha gia ha ke agar gold ke pair mi kisi bhi kind ka up or dawn ho tu us ke sath he silver mi bhi hota ha is ly ye kaha ja sakta ha ke in donoo pair mi tarding ka style same he ha.
      • #4 Collapse

        dear nahi market ki movement different hoti hai,gold ki movement different hoti hai,and silver ki movement different hoti hai,yeh tu market pay depend karta hai k movement ki k kis tarf krty hai points movement,isi liye mera nahi khayal k Gold and silver ki movement same hoti hai,
        • #5 Collapse

          Bhai jaan mere ko gold aur silver ke bare main malomat nahi hai kabhi ki nahi hai gold silver par trading main ne
          • #6 Collapse

            my dear meri knowledge k mutabiq silver or gold ka up down us$ k sath munsalik hai is liye jb $ strong hota hai to gold or silver dono weak hote hain or jb $ weak hota hai to dono strong hote hain
            • #7 Collapse

              nahi hoti yeh dono cheezo ko movement different hoti hai dono cheezain alag alag hain tou movements bhi alag hon gi aor movements kis taraf jani hain yeh tou forex walon ko pata ho ga yeh cheez unhi par depend karti hai
              • #8 Collapse

                sir i think thora diffrence hai gold market bohat speed sai up down hoti hai jb ke silver ki market mein thora tehrao hai silver market bohat kam pips k sath move karti hai.dosri baat i think aap ki soch tou kisi had tak theek ha kio k jub gold ki qeemat neechay aaty ha tu fitry toor per dollar ki qeemat berh jaty jis ka effect ki waja sai siver ki qeemat bi kum hony chai aur normaly hoti bi hai
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  Metals trading jo hai woh ziyada tar same movement per chal rahe hote hai market mai.app ko chaiye ke app jo hai woh metal per trade kerne se pehle currencies per experience gain kerlein kuin ke ous mai risk kaam hota hai loss ka.

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X