Mostly new traders ye mistake karty hain kay order lagaty hi wo market se bohat ziada expectations laga lety hain or ye samjhty hain kay unho ne jo ab ye order lagaya hai tu wo is order se bohat ziada profit len gay aisa tab hota hai jab market ka idea nahi hota or na market kay levels ka pata hota hai. Ye bhi aik type ka greed hai or humen greed ko avoid karny ki ashad zarurat hai.
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим