Throw out your greed

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1321 Collapse

    Lalich bahot burri bala hae ye hm ny bachpan sy hi suna hua hae aur jb monasib profit aa rha hoto trade ko close kr dyna chaey ziada lalich men ni parna chaey aur isky ilawa TP b monasib fasly py rakhen 1:2 ya 1:1 k hisaab sy aur khas kr lot size ko account k hisab sy lagain aur ziada lot bilkul na lagain.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1322 Collapse

      Forex trading Mein greed nahi karna Agar apke Andar laalach hai toh Apne laalach ko Khatam kar de agar aapne Apne Lala ko Khatam na kiya toh aap apna loss kar lenge aur Haan Kabhi success aise nahi kar sakte Apne Khatam karna bahut jyada Jaroori hai aapke liye Forex trading Mein kaam karne ke liye
       
      • #1323 Collapse

        Lalach se hamen bilkul dor rehna chaie mere khayal hy jab ham real trading start kren to hamen Apne zehn se greedy ko nikalna hoga hamen apna tp Apne capital ko dekh ke lagana chaie or stop loss ko munasib rakhna chaie jab hamen munasib profit a raha ho to hamen trade close Kar Debi chaie or new trade ko thora rest Kar ke fresh minde ke sath start Karna chaie
        • #1324 Collapse

          Agar Apne Hisse Mein entry lagaane ke time par Lal aaj ki hai to aap coleridge ki wajah se bahut zyada nuksaan uthana Pada sakta hai aap isko samajh nahi Jaan sake Enge kya aap ko kya karna hoga kab kis time pass mein entry Lagana hoti hai
             
          • #1325 Collapse

            Sab janty hain lalach buri balaa hai iss se bach k rehna chahiye forex trading main hum ko loss ussi waqt hota hai jab hum greedy ho jaty hain ager hum small earnings ko accept kerty jayen to hum loss se bachy rehain gay. So please throw your greed out before you start trading
            • #1326 Collapse

              is main humain greedy ho kar kay kam karna ho ga kun kay greedyness say market main kafi risk hoota hay humain active ho kar kay kam karna ho ga demo ko use karna ho ga practice karty hain to trade main achi earning hasil ho sakti hay is main leraning karny ki gredd hona kafi sai ho sakta hay
              • #1327 Collapse

                agar hum forex trading main greed karen gay to es chakar min humay market main achi earning nahi milti aur humay chahiy keh es business main khoob time dain kyun keh sahi say focus karnay main he faida hota hay tab he humari trading humay market main sabar say aur greed say bach kar trading karnay main he faida hota hay
                • #1328 Collapse

                  agar hum es business main sabr say kam karen gay to he humari trading achi aur behtreen ho sakti hay humay es businenss main money managemnet karty huway learn karty huway he trading karnay main fiada hota hay tab he hum market maiin acha earn kar sakty hay ye sab say acha business hay
                  • #1329 Collapse

                    g han dear hamain is forex main plane kar k hi trade karni ho gi ta k loss kam ho saky aur greed ko avoid kar k hi hum sucess hon gay aur market main up aur down ko dekh k hi hum achi tradee karein gay ta k loss kam ho saky ga aur earning ho saky gi
                    • #1330 Collapse

                      greedy ho kar kay market main kam karty hain to kafi risk ho sakta hay is mai low risk main trade ko start karna ho ga kun kay greedy karna ho ga kun kay greedy aik ye kam hay jis say humai nziada profit hasil karny kay chakar karny say kam karna ho ga knowledge saya market main kam karna ho ga
                      • #1331 Collapse

                        yes dear you are absolutely right. greed is our enemy in forex trading life. it always push us in loss. so we need to throw it from our trading life. thanks a lot for this kind of act and their nice thread. regards to your posts. is se hamain kafi kuch sekhne ko or bhot sari information milti hai.
                        • #1332 Collapse

                          hamain market main greed ko avoid kar k hi trade karni ho gi tab hi hum sucess hon gay aur is forex main experience hasil kar k hi trade karni ho gi ta k loss kam ho saky aur market main anlayse kar k hi trade karna ho ga ta k earning ho
                          • #1333 Collapse

                            ji aap ka msj thk hy.. hme koi b kaam krne se phle greed ko chorna chahye tbi hum us kaam me kuch kr skty hen. patience aur control over emotions in do cheezon pe hme kaam krne ki zarort hy tbi hum greed se bach skty hen aur acha business run kr skty hen..
                             
                            • #1334 Collapse

                              market main greed ko avoid kar k hi trade karni ho gi tab hi hum sucess hon gay aur market main rules ko follow karein gay tab hi hum sucess hon gay aur mind ko fresh kar k hi trade karni ho gi tab hi hum achi trade karein gay it is best
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1335 Collapse

                                agar hum forex trading main greed karen gay to es chakar main hum market main earning nahi kar sakty aur humay chahiey keh es business main theak say time dainay main he faida hota hay es business main dil lga kar time dainay main he faida hota hay tb he hum market main achi earning kar sakty hay ye aik bohat acha business hay

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X