Throw out your greed

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #796 Collapse

    apney greed sey bacho k is sey ap ko kafi nuqsan ho jata hai aur ap ko jo thora bhut milney wala hota hai wo bhi nahi mil pata hai.
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #797 Collapse

      g bilkul ap ny such kaha jb b ap forex man kam kry ya trade kry to greed sy avoid kry q k agr ap trade man kamyab hona chahty hn to apko trading man sabr ka mozahra krna chahiye aur greed sy trade na kry ni to apka account wash ho jaye ga
      • #798 Collapse

        yes dear i agree with you hum ko forex trading karte waqat greed ko proper control kar kai trading karne chhaiya so forex trading karte waqat greed use karna aik bad habit hai.
        • #799 Collapse

          Gee haan agar ap forex market mwin open ho rahey hain to ao konapne greed ko through out krna ho ga tb ja k ao forex business main apni success ko yakeni bnain gay, koun app forex main km knowledge say km profit bna pain gay but greed k sath trading karein gay to khuch bhe hasil nahe ho ga.
          • #800 Collapse

            G janb main ap ki bayt sy agree karta ho0o k har insan ko0o apni Greed ko0o khatm kr k hi trading karni chay iss sy na serf ap ko0o loss kam ho0o ga balky ap ki ek achi image bi bani gi...
            • #801 Collapse

              trading kee dorran greed say kaam nahin kernay chahia aggrar app trading keey dorran greed keray ga to app loss ker sakhtay haa forex aik bahoot accha online business haa jiss may loss aour profit dono sath sath haa forex say bahoot sarey loog mustfeed hoo rehay haa buss iss success honey kialaya experience aour knowledge ka hoona zaroorey haa
               
              • #802 Collapse

                greed sarey traders ka enemy hai aur is sey wo bahut ziada loss kartey hain magar koe bhi is ko chorna nahi chahta hai ye ajeeb bat hai.
                 
                • #803 Collapse

                  yes app theak keh rehay ho hamain greed ko phank daina chahiye forex trading business main q kay greed hamara dushman hay forex trading business main so hamain hardwork karna chahiye or hardwork kay sath sath hamain greed say avoid karna chahiye is business main.
                  • #804 Collapse

                    our greed is 100% effects on us in the shape of big loss when we try to earn more than our investment so if we control our greed and emotions we can do trading business in long terms with very little investment
                     
                    • #805 Collapse

                      hame kabhi bhi forex main greed nahi larni chahie balke hame hamesha forex main dhyan se kam karna chahie or greed se bachna chahie tab hi ham fore main aek achi earning kar sakte hain ir greed se bach ke ham kafi knowledge bhi hasil kar sakte hain
                      • #806 Collapse

                        jee bilkul aisa hee hai bilkul sahi baat hai kay trading mein hamain apnay laalach ko doooor phaink daina chahiye hamain agar kamyaab hona hai or hamaisha kamyaab hee rehna hai to greed ko paas nahin aanay daina chahiye
                        • #807 Collapse

                          Forex trading aik karobar he jis min hum kafi bari earning kar sakte hin aur hum es karobar ko agar greed k zeer e asar karin ge to hum kafi nuqsan kar skate hin es lei main ap sab doston se aik request karta hon k ap sab apni greed ko qaboo min rakhin aur money management k asool k mutabiq trading karin.
                          • #808 Collapse

                            g bhai jaan mai yaha per aik e baat kehna chahu ga k humay forex trading mai greeds nhe karna chiaye kiu k greeds karne say humay loss hojata hai
                            • #809 Collapse

                              je haan forex mein kaam kartay howay es mein greedy aur jaldbazi na karay es mein kosis kary es mein small volume se trade karay ap k liye money earn karna easy ho ga thankful for question
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #810 Collapse

                                Assalam o laikum g main iss baare mein ittefaq karta hoon k insaan ko greed nei karna chahiye aur greed ko phenkdena chahiye ,Sub ko pta hai k jo Greed karega then uska khud k apna nuqsaan hai kyun k lalach buri bala hai,Mere to mashwara ye hai k jo Gred karte hain unko greed chorh dena chahiye balke sukoon aur sabar o tahammal se trade lagana chahiye.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X