Throw out your greed

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #271 Collapse

    Mai aap ki baat se agree karta hun forex trading mein greed karne wala hamesha loss mein rehta hai is liye humain greed nahi karni chahain aur is se bachna chahain phir hi hum profit kama sakte hai through out your greed and get success in Forex.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #272 Collapse

      i would like to share my message with you that do not enter in forex trade if your intention is just to earn high and high profits because its not just about making you rich ager koi trader apni greed ko through ker day to koi masla hi nai k wo trader trading me kaayaab na ho ..kiun k ye greed hi sub se berha enemy ha forex main bohut hi zada help full ho jata hain ap jitni cjaldi greed say chukara pa lain gaye ap ko uthna hi zada trading main faida bhi ho ga so is factor ko jald az jald farig kerna
      • #273 Collapse

        mery bhai ye ek asa lafz hy jo sirf knowlegd k liye hi acha hy or agr real main hum sab k sath greed karygy to humara hi nuqsan hy kun k hum ek bar greed kar k apny ko mutmain kar lety han pher jab hum greed karty han to humara sirf loss hi hoga .......... is liye throw out yor greed ......
        • #274 Collapse

          sahi hay bhai through out your greed aik sahi bat hay...or hona bhi asy hi chahiay,jab tak is kam main greed hay ye kam kabhi bhi kamayab nahi ho sakta is liay greed ko nikal dy hr koi.
          • #275 Collapse

            forex trading main bht achi earning hai jis ap apni zaroriat ko pura ka skty ho aur waqat k sath sath earning b berhti rehti hai lkn jo yeah lalach main hota hai k Forex trading main enter hoty hi rato rat ameer hojayee ga aisa mumkin nai hai...........
            • #276 Collapse

              yahaan par tho main ye kahuunga ke yaqeen rakhain dosto greed aik aisa gandi cheez hain ke jab hum is ko kuch seconds kelye siruf apne hath par rakhain tho yaqeen rakhain ye hamare khoon tak ja puhanch thaa hain eslye es gandee cheez ko hamare nazdik bhi nahin rakhni chahye warna bhaad main bohat hii zyaada problem main ajayenge
              • #277 Collapse

                thanks my dear k ap ne mujhe itma axha mushawra di ha mera bi yahi khayal ha k forex trading k douran ap ko apna lalach dur kar dena chaheye ta k ap kuch earn kar saken.
                • #278 Collapse

                  dear mary khyal ma joo koi trader b greed kii trf jat ha woo hmacha nuksan uthata ha ha kyo k yar lalch thk chz nae ha ya bht koo barbad kar dati ha oor agr joo greed nae phnk sakta woo a6a ha trading chor ady bhtr h ap aram sa choro phly e chor doo
                  • #279 Collapse

                    Greedy hone se shayad koi waqti apko munafa hojai par yeh hamaisha nahi hota is liye greedy hone ke bajai thoda mind game bhi hona chahiye takey aap apna profit ko increase karsaken
                    • #280 Collapse

                      dear ager koi trader apni greed ko through ker day to koi masla hi nai k wo trader trading me kaayaab na ho ..kiun k ye greed hi sub se berha enemy ha ...ziaada earning ki koshish me aap ka hamaisha loss hi hota ha
                      • #281 Collapse

                        Some sort of trader mustn't be carried away and really should not follow on an emotional level since we all trader are aware that Forex is a hottest yet very dangerous small business amongst many international small business. So some sort of trader simply declines in reduction.
                        • #282 Collapse

                          mere bhai is business me agar lambe arse tak earning karna chahtey ho tw aapni greed ko cotrol rakhna hota hai haan lalach ajati hai par aap jab karey tab aapko pakka lagey han aab yeh up ya down jayegi tab hi aap is busienss ko kar saktey hai ache se
                          • #283 Collapse

                            Ya yaha pr jitna faida imandari se aur dill laga kar kam karne ka utna hi nuqsan greed karne ka is liye humhe hamesha forex me pure hokar kam karna chiye aur greed se doo r rekhna chiye
                            • #284 Collapse

                              ha agar aapko forex trading me sabse jyada paisa kamana hai to aapko kabhi greed nahi karana hau agar aapne kabhi greed kiya hai to aapko kabhi forex trading mese money nahi milta hai ye sach baat hai sabhi ko pata haiiske bare me par fir bhi log isme galati hi karte hai aur bahut sara lalach karte hai aur sara paisa gawate hai
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #285 Collapse

                                To be successful in forex trading and for making money by trading we must have to control our greed and should be patient while trading.Even many perfect traders sometimes lose money by being greedy,so greed is dangerous.
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X